Risk is involve in forex traing

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    g bhai jan ap ko forex ma risk lana parta ha is sa ap ka hi faida ha kyo ka aga ap ko nuksan nahi ho ga or ap ko profit hi ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      Forex is a very risky business and so you are face with the risk of losing your money because there is nothing certain in forex. as long as you open a trade then there is the risk of losing your money and that is why we must always use a stop loss and also a good money management at all times
      • #738 Collapse

        jee jee janaab mairay hisaab mein forex trading mein risk bohot zeyada invoved hota hai aap jitna risk laitay ho utna aap ko faida hota hai aap jabb tak risk nahin lo gay aap ko kese pata kay aap ko profit ho ga ya loss
        • #739 Collapse

          her kaam mai risk hota hai isi tarah forex mai bhi risk hai is mai thora zad aho ga lekin yeh baaat bhi hai k is mai profit bhi us hisaaab say he hai ager money management say kaaam karain gay tu app ko yeh kaam bht zada faida day sakta hai or ager tukkay per kaam karain gay tu loss he loss faida kabhi kabhi
          • #740 Collapse

            Assalam O Alaikum, Forex trading ka business bhi risky business hai aur iss main risk of loss to involve hai hi lekin trader apnay experience se hi iss loss kay risk ko kam karta hai. Iss main aap low volume se agar tardes karen gay to aap loss ke risk ko kam kar saktay hain.
            • #741 Collapse

              risk toh her business main hota hai isi tarah forex main b hota hai bas yeh hai k apnay ap ko pehchaanay k kitnay pips win kar saktay ho daily aur over trading na karo, target set karo k itnay pip hosaktay hain muj se pher discipline main raho aur lot size barha kar zyada kamao aur pips ko discipline main rakho
              • #742 Collapse

                dear riend by my point of view risk is a part off every kind of business or hmy kisi beh business main loss say bachany kay lia pahly demo account pay practice karni chia or phir real accont bna k us per market ko dakaty hua captal lagana chia or trading karni chia
                • #743 Collapse

                  hum ko as me zaida faida hu sakta hai as lie as me knowledge or experience se ap ko bht acha faida hu sakta hia.or account ko save karne k liye Stop loss b bohat important cheez he...
                  • #744 Collapse

                    gee han forex trading ain risk bhi kafi impact karta hai lekin is ke lie ap ko apne risk ko apne capital ki base par lena hoga kun ke zyada risk se ap ko loss bhi ho sakta hai or ap apna account bhi wash kar sakte hain
                    • #745 Collapse

                      salam, bro risk har business main hota hai forex trading main zada hota hai, risk kaam krney k laiy hamesha stop loss lagana chahaey is k sath sath market news se aware rehna parhta hai or market ka analysis krna parhta hai
                      • #746 Collapse

                        Forex me risk involve zarur hai magar agar hum chahen tu is risk ko bohat had tak reduce karwa sakty hain apny order ko close khud bhi kar sakty hain or Stop Loss ki help bhi le sakty hain. Is kay ilawa apny account ki leverage ko bhi kam rakh kar risk se bach sakty hain magar jab tak planning nahi hoga hamari trading me tab tak hum survive nahi kar sakt
                        • #747 Collapse

                          brother q kh forex eak busniess ha to busniess mn loss or profit dono hota hn or ap loss ko kam se kam karny k leya forex k bary mn knoledg hasal karo or demo mn kam karo
                          • #748 Collapse

                            ha ye to sahi hai ki aapko fore xme risk lena hi padata ahi agar aap risk nahi lete hai to aapko fore xme loss to nah hota hai par apako kuchh bi profit bhi nahi milta hai agar aap rosk lete hai to hi aapko forex me success milta hai ayr aapko to hi profit milta hai
                            • #749 Collapse

                              risk to har jaga he hota hay aur jahan high risk ho wahan high return bhi hota hay forex main hamain risk leyna chahiye phir hamain profit bhi ziyada milta hay han loss agar ho to ham us loss ko kam kar saktay hamain knowledge hona chahiye ziyada sey ziyada
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                No doubt in it forex ek risky business hai lekin is risk ko hum kam bhi kr skte hai apni mehnat ar experenc se bhi ....hum jitna time forex ko den ge otna hee hum loss se bache ge ar haem faida hasil hoga.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X