Risk is involve in forex traing

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    Jab bhi humain koi signal milay ya hum samjhen kay abhi market hamaray favor main ja rahi hai to humain ussi waqt trade ko open kar daina chahiye. Magar is baat ka phir bhi khayal rakha jaye kay yeh aik risky business hai aur hamari prediction galat bhi sabit hosakti hai. Is liye trend kay mutabik kaam karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      humain apni trading ma sa risk ko kaam karnay k lye order place karnay sa phly hamain market ka analysis karna chaye, hamain news ko follow karna chaye, or pher apni best strategy ko apply kar k or stop loss ko must use karna cahye. kyn k yahe secure trading or risk ko kum karnay ka sub sa best way ha. then order place karna chaye.
      • #723 Collapse

        risk involve zarur hai magar agar hum chahen tu is risk ko bohat had tak reduce karwa sakty hain forex ko learn karo es ka knowledge hasil karo or es ki demo account py khub practice karo
        • #724 Collapse

          Forex trading main risk ka bohat ziada amal dakhal hota hay bus humay chahiey keh risk apny capital ko daikhty huway lain zaiada profit kay chakar main ziada risk loss ka bais ban sakta hay.
          • #725 Collapse

            I believe that we should be more patient, because in this business a lot of things we need to wait and we observe, and it all takes time and patience is not small. and should if we want to enter the market, wait for the market is facourables really !!
            • #726 Collapse

              Dear aik admi ko agr risk se bachna ha is business me tu us ko chahey k kabhi bari trade nah lagaey or trade k lot size ko hmeshah kam rakhen ta k un ko loss nah ho or risk bhi kam ho loss ka or profit bhi acha hasil ho skay or stop loss bhi har trade me lagana chahey bary loss se bachny k liye
              • #727 Collapse

                brother me apke post ke sath mutafiq ho isme koi shaq ke baat nhy he har trader ko chaye ke o sab se phle forex trading ke bare me ak professional teacher se guaid line le aur learning kre than trading start krne chaye
                • #728 Collapse

                  risk forex mein bohat hai aur ap forex say easy way saay money make kar saktay hay lekin is kay liye ap ko knowledge gain karna paray ga ager knowledge naahi haay tu ap loss kar saktay ahy mein forex ko bahot pasand kartaa hon aur chata hon kay forex say achi earning kaaron .
                  • #729 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                    Forex me risk involve zarur hai magar agar hum chahen tu is risk ko bohat had tak reduce karwa sakty hain apny order ko close khud bhi kar sakty hain or Stop Loss ki help bhi le sakty hain. Is kay ilawa apny account ki leverage ko bhi kam rakh kar risk se bach sakty hain magar jab tak planning nahi hoga hamari trading me tab tak hum survive nahi kar sakty ziada der tak forex me. Planning ki bohat zarurat hai or ye learn karni hi hogi.
                    forex ma risk involves hai magar ap rish ko trading acha kar k kam kar sakhta ha wasa hr kisi bussiness ma r trading ma risk tou involve hota hai ha r koi bhi bussiness begt risk k koi bussiness ya trade nai hota ha
                    • #730 Collapse

                      g ha bhai jan ap ko es baht ka to bahta hona chiha ka risk to hr kim ma hta ha jisa ka agr ap kese jaga pra invst krta ha to ap ku kanhfrm to nhe ha kya ap ko es loss ho ga ya prha fida ho ga es traha mra bhai forex ma bhee risk bh involve ota ha
                      • #731 Collapse

                        Dear ya bath to ham start say hi kar rahay hane kay forex may risk mojod hay iss ko khatam nahi kiya jasakta jay say eur / usd 1.39800 par thi or ab ya 1.17500 tak aachuki hay or iss nay baray baray traders ka paysa dabo diya hay. ab baath kartay hane kay risk ko kam kay say kiya jay to iss kay liya to sab say pahlay lot size kam say kam rakhan phir aysay indicators rakhan jiss par aap ko 100% yakeen ho kay ya aap ko loss nahi day gaa iss kay sath sath market may news par lazmi nazar rakhan kay news may kiya diya jaraha hay.
                        • #732 Collapse

                          g hain tardiong maian apko bohat hi resk milta hain es lay humay trding main resk lanay say nahi darna chay
                          • #733 Collapse

                            dear ap ne bilkul theek kaha hy ke ap ko forex pe trading karne ke lie sab se pehle to proper knowledge r experience hasil karna chahye r us ke bad sirf ak bar risk laina chahye ta ke ap ko profit earn ho
                            • #734 Collapse

                              jee ap ko bth dhu is my buht aie zyda risk hain or ap ko bth dhu ap ko aram sy gher beth ker forex kerni cahyh phir aie ap is my acha earned ker sktain hain yeh akh real way work hain or ap ko is my risk apni merzi sy letain hain or ap ko bth dhu risk havy hain is my.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                forex mein risk tu involve hay aur mein forex ko bahot pasand karta hon aur forex mein sara time spend karta hon kiyon kay mein koi aur kaam nahi karta hon sirf forex ko time deta hon yeh aik good buisness heay ap forex say achi earning kar saktay hey lekin is kay liye ap ko chayie hoga kay is ko sekhty raeho .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X