Risk is involve in forex traing

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    gi han bhai jaan risk wakay hi tarding main involve hota hai bohat zaida kyun kay is kay begair tarding nahi ho skti isa liye zarori hai ye tarding main aur isay hi experienceh i hasil hota hai apko
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      G han mere bhai forex ek eisky business hai is mein trading karne se pehle bohat sari baato ko sumjna parta hai hum trading risk ko kum kar sakte hai stop loss ki madad se trade close kar k leverage ko kum rakh k apni lot ko chota rukh kar is se risk kum hota hai trade mein aur loss bhi kum hota hai.
      • #273 Collapse

        g dear ya bilkul tkh hai ke ya ak bht risk business hia lakn as me agr hum zaida se zaida menat kre to hum as me successful hu sakte hia or hum ko as me zaida faida hu sakta hai as lie as me knowledge or experience se ap ko bht acha faida hu sakta hia.
        • #274 Collapse

          me risk involve zarur hai magar agar hum chahen tu is risk ko bohat had tak reduce karwa sakty hain apny order ko close khud bhi kar sakty hain or Stop Loss ki help bhi le sakty hain. Is kay ilawa apny account ki leverage ko bhi kam rakh kar risk se bach sakty hain magar jab tak planning nahi hoga hamari trading me tab tak hum survive nahi kar sakty ziada der tak forex me. Planning ki bohat zarurat hai or ye learn karni hi hogi.
          • #275 Collapse

            Dear business main humein shah loss honay ka risk rehta hai or forex main bi humesha risk involve rehta hai agar hum achi knowledge achi planning or achi skills power k sath hard working karay tu hamara loss profit main change ho sakta hai or risk bi less ho sakta hai.
            • #276 Collapse

              forex men jo log bhi trading kerty hain un ko market men risk per bhi trading kerni hoti hain some time market buhat hi opposite condition men chali jati hai or hamain risk lena hi perta hai oter wise loss hota hai.
              • #277 Collapse

                forex tarding aik bohat hi risky business hi jis main zyda ter log fail hi hote hain agar ap iss business main kamyb hona chete ho to ap ko iss business main apni greed fear orr emiotons ko control ekr ke trading ekrni ho gi then hi ap kmaybh o ge
                 
                • #278 Collapse

                  bahi forex main rik bilkul hai aur buhat ziada hai aap ko yah dekhna hoga trade lagatay waqt k us trade nmain risk kina hai aur aap ki earning kia hogi agar aap kam earning k lya bara risk latay ho tu yan sahi stratigy nahi hai
                  • #279 Collapse

                    jee han forex tarding aik bohat hi risky business hi jis main kamyb hone ke lye ap ko proepr learning kerna ho gi thenhi ap iss business main acha profit le sakt ho orr iss main asni s ekamybi ho gi earning bi reasonable hasil kero ge
                     
                    • #280 Collapse

                      meray sath aesa bot bar howa hai jb me nay bhot barha barha loss kya hai.ek bar jb me nay trade lgae to me soch raha tha k ab change ho ga mera loss profit me lekin afsoos.
                      • #281 Collapse

                        risk to har waqt hi rehta ha yeh to kam nhn ho sakta lihaza humain chahiye k is risk ko itna ziada na hona dain trade tab hi karain jab risk bohat kamho or lage k profit ho jaey ga tab karain
                        • #282 Collapse

                          forex trading me aap jab traing lete hai to aapko demo trading account kholana chayea jis me apkokoi risk hi nahi hai bas aapko free account me hi kam karna sikhna hai is liye aapko koi risk to nahi hota hai bas aakp trad karna hi sikhna hai taki jab aap real trad kare to aapko kabhi loss na ho
                          • #283 Collapse

                            yes risk involve in forex business mey kio key aap ko risk is lye parh jata hey kio k ey aap ko is kaam mey utni ilam hee nahi hoti jitni aap ko zarurat hoti hey is busienss key lye key aap apni busenss mey achi earning ho jaye tho risk tho hota hey har aik business mey
                            • #284 Collapse

                              g hain dosto mere khayal me to forex ak risky business hai lekin is risk ko ham kam bhi kar sakte hain apni mahnat or experence se bhi...ham jitna tim forex ko denge utna hi ham loss se bach sakte hain.aur ap market k trend ko samaj k trading karo gy to khud he ap k loss ka risk kam ho ga or es mi greed sy bachna b important ha or fresh mind sy decision lyna b.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                G brother yeh baat bilkul sahi hai ke forex aik risky market hai iss mai koi b shak ke baat nai . lakin achi baat yeh hai ke risk ko app achi money menagemet saay control be kar sakty hai aur sath sath aik aur achi baat iss market mai earning ke oppurtunities be kafi hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X