Morning Doji-star Candlestick Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Morning Doji-star Candlestick Pattern
    Assalamu Alaikum Dosto!


    Morning Doji-Star Candlestick Pattern



    Morning doji-star candlestick pattern mukhtalif candles par mushtamil aik strong bullish trend reversal pattern hai, jo k prices k bottom ya downtrend main bannta hai. Ye pattern "Evening doji-star pattern" k opposite formation main bantta hai, jab k "Morning Star Pattern" se mushabehat rakhta hai. Ye pattern prices k bottom main banne ki waja se prices k leye mumkinna tawar par aik bullish trend reversal ka kaam kartta hai. Pattern ki dosree candle aik doji candle bagher real body wali hotti hai, jo k prices ko mazeed bearish jane se bachati hai, jiss se market par bulls ka ghalbba a jatta hai, aur qeematen upper side par chalna shoro karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (4) (19).png
Views:	16
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12589306

    Candles Formation


    Morning doji-star candlestick pattern teen candles par mushtamil hai, jiss main har aik candle aik dosre se mukhtalif formate main bantti hai. Pattern ki pehlee candle trend k mutabiq bearish candle hotti hai, jab k dosree candle aik doji candle hoti hai, jab k teesri candle bullish candle hotti hai, jis ki tarteeb darjazzel hai;

    Click image for larger version

Name:	images (6) (8).jpeg
Views:	18
Size:	15.5 کلوبائٹ
ID:	12589307

    1. First Candle: Morning doji-star candlestick pattern main pehli candle aik long real body wali strong bearish candle hai, jo k market main bearish taqqat dekhatti hai, ye candle normal aik black ya red color main bantti hai. Jiss ka open price close price k top par hota hai.

    2. Second Candle: Morning doji-star candlestick pattern ki dosri candle aik doji candle hotti hai, ye candle aam tawar par aik doji-star candle bantti hai, jis ka open aur close same price par hota hai. Ye candle pehli candle se lower gap main banti hai, jo k prices ko mazeed nechay jane main rukawat dalti hai.

    3. Third Candle: Morning doji-star candlestick pattern main teesri candle aik strong real body main hotti hai, ye candle bullish trend ki white ya green ki color main bantti hai. Bullish candle dosri doji candle k close k baad open hotti hai, jab k pehli candle k midpoint se above close hotti hai.


    Explanation

    Morning doji-star candlestick pattern prices k bottom position par banne ki waja se prices k leye bullish trend reversal ka kaam karti hai. Ye pattern bearish, doji-star candle aur bullish candles par mushtamil hai, jo morning star candlestick pattern se mushabehat rakhta hai. Pattern ki dosri banne wali doji-star candle prices ko mazeed bearish janne se rokti hai, aur third bullish candle ki waja se bullish trend main tabdeel karwa detti hai. Morning doji-star candlestick pattern ki pehli strong bearish trend market main sellers ki pressure ko dekha rahi hotti hai, lekin dosri small doji-star candle is bearish pressure main kami ka sabab bantti hai, jab k teesri long bullish candle market main buyers ka control aur trend change ka signal detti hai. Ye pattern ziadda bottom position par strong reaction detta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (4) (20).png
Views:	3
Size:	14.2 کلوبائٹ
ID:	12589305

    Trading

    Morning doji-star candlestick pattern main teesri candle prices k tabdeeli ki waja banti hai, lekin market main sirf in pattern ki wajja se entry nahi ki ja saktti hai, bulke is k leye mazeed confirmation indicator ka signal ye bullish confirmation candle ki zarorat hotti hai. Morning doji-star candlestick pattern main agar teesri candle pehli candle k midpoint se above ja k close hotti hai, to ye aik strong signal detti hai. Agar pattern k teesri candle k baad bullish candle banne par market main buy ki entry ki ja saktti hai. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya doji-star candle k lower price se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (4) (18).png
Views:	10
Size:	19.4 کلوبائٹ
ID:	12589304
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Morning Doji-star Candlestick Pattern

    Morning Star Patter:

    Dear sisters and brothers aaj me apse morning star pattern ke Hawale se kuch important information share karna chahta hun Jis Ke bad apko idea ho jayga phir Jab Ham Koi trade Karte Hain To usme yah pattern Kaise market me interpretation sakta hai aur Iske bad Ham to Kaise trading Karni chahiy aur yah trading me Hamari Kaise help kar sakta hai is patterns ke Hawale se different information apke sath share karna chahta hun.

    Click image for larger version

Name:	1 mobile.png
Views:	4
Size:	26.3 کلوبائٹ
ID:	12449110

    Importance of Morning Star Patter:

    Dear forex members market me different patterns Hamare liye bohot jyada useful hote hai aur Hamari trading ko profitable Banane me bohot hi important role play karte hai is liye apko market me jitni bhi patterns hai unko samajhne ke liye koshish Karni chahiy Is Tarah morning star pattern ke Hawale se apko information share ki hai aap ki complete learning Hasil Karke apni trading ko profitable Banane me bohot jyada help answer kar.

    Click image for larger version

Name:	impotne.png
Views:	1
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12449111

    Explanation of Morning Star Patter:

    Dear forex member market me bohot sary candle stick pattern hai jin ko use kar ke hum analysis kar sakty hai isi trha morning start pattern aik best way of trading aur analysis Hai ham is aor ais market mai trade kar sakty hai hum ne agar ais market mai trade karni hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum agar ais market mai candles stick ko dekh k trade lagaty hai to confirmation k baad entry le aor aus k sath sath hum ko ais mai resistance aor support par jo pattern bany aus par trade lagani chaye aus se hum ko faida hota hai agr hum ais market mai achi trade laga lety hai to aus par hum acha profit bana sakty hai aor aus se hum apna account growth kar sakty hai ais market mai hum jinti zayda mehnat karty hai hum ko ais market mai atna hi zayda faida hota hai agar hum ais market mai plan acha banaty hai to kamyab ho sakty hain. pattern ki madad se hum forex business mein bohot hi ziada achi tarah se work kar saktey hein aur forex ki totally market chalti hi candles par hey aur agar hum inki confirmation ko achi tarah se seekh len to hamen market mein daily basis par itni ziada opportunities milti hein keh hum sambhaal hi nahin saktey hein aur candlestick ko jo bhi achi trha se learn kar leta hey to us ko market mein har lambha ba lamha achi se achi trade milti rehti hey aur ziada tar successful traders bhi inhi ki wajha se kamiyab hotey hein kioun keh woh is mein achi learning karke daily basis par profit bana rahey hotey hein isliye hamen candlestick patterns ko zaroor achi trha se learn karna chahiye. Aur pattern per trade kerty huey ham forex market main achi trade kerty huey acha profit hasil ker lety hain tou hamain same pattern ky sath trade continue kerni chahiay ky ham trading main Baryoss sy bhi bach sakain aur hamain trade kerty huey acha profit bhi hasil hota rehy tou usky liay hamain candles ka complete knowledge hasil kerna chahiay tab ham same pattern per achi tarha trade kar sakty hai.

    Click image for larger version

Name:	2 mobile.jpg
Views:	23
Size:	39.2 کلوبائٹ
ID:	12449112

    اب آن لائن

    Working...
    X