forex trading k doran relaxation zruri ha g

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    g ya to fact ha ka agar ham rest na karan aur musalsal kam karta rha to aik limit ka bad kam galat hona shuru ho jata ha is wja sa haman darmyan ma rest karna chaheye..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      forex ke kam main ager koi aaram nahi karta hai toh us ko loss hota hai aur risk rehta hai loss ka is liye hum ko aaram ko karna chahiye.
      • #648 Collapse

        yes sir forex trading ke doran relaxation hona bhi zarori ha kyo ke hamen kam krte waqt fresh mind ki zarorat ha aur ham mind se kam krte hain physically ni krte is ly relax ho skte hain aur relax hon ge tu hamara mind bhi fresh ho ga tu hamen sucess mile ge
        • #649 Collapse

          han aap ko chaye kaaaa aap is main is mainkuch time trade ka bad aap ko chaye ka aap ismain break la lain us ka bad aap ko is main trade krna strt kr dain us ka aap ko ya faa hu ga aap ko market trend smjhn amin asani hu gee
          • #650 Collapse

            yes i am agree with you properly. ap ny bht achi baat ki he k hmain is main makhsoos sa time dena chahiye lakin humain isko jitna wqt dena he aghr hum us waqat main hard working krein ge to hum kamyab ho jae ge lakin us k sath sath main relax krna b bht zrori he hmain apny ghr walo ko b time dena chahiye or apny dosto ko b time dena chahiye
            • #651 Collapse

              my dear ji han trading kr dhoran relax zarori han taake insan ka mind thora fresh ho gae..trading kr ne se insan thora sa tension sa hone lghta han..thori so relax se insan ko agr koi trade nai ati to wo kisi se maloomat hasil kr sakhta han..
              • #652 Collapse

                ha forex me aapko relax ho kar hi trade karna hota haiu gar aap relax hote ai to apako trad ekarne me maza aata haiaur aapko jyada profit ilta hai aur agar ap relax nahi karte hai to aapko bahut hi loss bhi hota hai i sliye aapko bahut hi relaxion me rahana hota hai agar aapko loss nahi arana hai to
                • #653 Collapse

                  yes boss trading k doraan relaxation bhut import hy hum ager is main trading laga tar karingy to hamara mind bhut thak jy ga hum proper tariqa say anse ni da sakaingy forex 24 hr business hy aap kisi bhi time is maian tradaing kar sakty hain jub aap is main trading k liya aapko relaxionkringy to aapk mind bhi fresh hoga aap is main achi trading kar sakty hian
                  • #654 Collapse

                    agar apkamind relax hai tutub hi ja kya ap is bui nses mei aik bohta hi achiearning hi kar sakty hai mind ko fresh arakhna is biuinsesss meikamiyabi panay kay liay aik bohta hi acha zariya hai
                    • #655 Collapse

                      G han deara pne acha sawal kiah alakin ma oldtrader ho lakinis k ary ma muje abi tak kuchbpatanhai ha maini sk bary ma apko kuch bnahibata sakhta ho i am sorry thansk
                      • #656 Collapse

                        g bilkul trading k doran relaxation zruri he , agar mind relax ho ga tbi hm best trading er skty hen , trading ko mind pe busden nai bnana chahie blky relax mind se kerni chahie then hi ap best trading ker skein gy.
                        • #657 Collapse

                          jub ap forex ki trade karte hoe thak jae to a ko throa aram kar lina chahye take ap ka zehan fresh ho jae or ap ko trde mae a6i ****lae karne ma parshani na ho ap ko fresh ho ki trade karni chahye
                          • #658 Collapse

                            forex ma trading ki marlet 24hour vapen rehti hy ap ko is ma thora sa araam b kar lena chahie kiu k ya ankhoo pa n bura asar dalti hy is lie achi trading k lie araam ki b zarurat hoti hy kam to banda karta hi rehta hy
                            • #659 Collapse

                              dear ya theak hay ka market 24 hours open rah ti hay lakin iss may trader ko best time choose ker na hoota hay,iss lia best time ka intazr kerain or 24 hours market may inn na rahain.
                              thnxs sir
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                Yes, I agree with you dear fellow. Of pedagogy, it is rattling primal to living your mind sassy, mellow and constructive before and during the trading sessions. Actually, Forex trading is a highly contending, precise and subject mercantilism and of action it requires your extreme efforts. So, the brimful spacing and focused watch has always been important in Forex trading.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X