forex trading k doran relaxation zruri ha g

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    Ofcourse, rest is compulsory during trading because we are not machines. Forex Trade is an international business and we can work withing 24 hours as per our convenience. Relaxation during work is essential which enhances the proficiency and accuracy in work.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      ji haa bill kull uss ko rest kerr keey hi next trading work kerna chahyee jiss seey wo zehni toor peey fresh hoo jtaa heey aur trading work confident hoo keey kerr saktaa heey forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad aur fresh mind hooney perr bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa jiss seey aap ki earning meey izaafa hoota heey
       
      • #498 Collapse

        g haan jnab ye boht zaroori hy is sy hame rest karna chaheay ta k hamari sehat theek rahy ag hum beemr ho gay to phir 3,4 din tak trade nahin kr sakain gy jo k nuqsan da sabit hoga
        • #499 Collapse

          my dear brother aap nai bohat achi baat kahi hai hame har kaam mai rest ki zaroorat hoti hai agar araam nahi karenge tu phir kaam mai bhi jee nahi lagta aur takawat ki waja se kaam mai maza bhi nahi aata is 24 hour mai kam us kam 8 se 10 hour rest ki zaroorat hoti hai.
          • #500 Collapse

            G han bahi sahib trading ke doran bilkul relax rehna chaye or sakon ke sath trading karni chaye na to is me confuse hona chaye or na zeyada excited hona chaye keun k aesa karne se ap apna loss kar sakte hain dono sorton me ap ghalti karte hain.
            • #501 Collapse

              ji han mere dost hamain chiay ke hum relax ho ke tension free ho ke trading karain kiu ke agr hum fear le keh trading karain gay to trading krny mai musilaat ho gi and loss honay ka chance baar jahe ga.
              • #502 Collapse

                bilkul theek...forex trading k doran relaxation zruri hai q k har waqt perform karny se apki mental condition itni upset ho jati hai k ap theek se trade ko set nae kar sakty na he apko market trend ki kuch smajh ati hai..forex market 24 hours opnen rahti hai ab aisa to ho nae sakta k ap 24 hrz kam karo so relaxation zruri hai har kam mein..
                • #503 Collapse

                  yes forex trade kertay waqat ager ap ka mind relax nahi hai to ho skta hai kay aap ko loss ho jaye kiu kay jub mind relax nahi hota hai to sumjh nahi ati ha kay kia kerna chahiay or kia nahi is liay hamesha apnay mind ko relax rakho phir aap forex main zayada say zayada kamyab ho jao gay or aap ka loss bhi kum say kum hoga
                  • #504 Collapse

                    Ji bhai jaan aap ny bohat hi achi baat ki hy ke humko trading ke doran relax hona bhi chahiye kun ke market to 24 ghanty open rehti hy aur aap kabhi bhi trading karr sakty hyn aur jitna time chahy de sakty hyn lekin kuch time relaxation bhi karni chahiye.
                    • #505 Collapse

                      Ye bat bilkul thk hy k money bhut zrori chez hy life men magar money sy bhe important chez hy ap ki sehat... forex py 24 hours kam krny sy sehat ky khrab hony ka khtra majood hy.. agr sehat achi nhi ho g to ap k pas jitna bhe pesa ho ksi kam ka nhe hy is liy ek time table k andr reh k kam krna chahiy jo ap ki sehat k liy acha ho,,,
                      • #506 Collapse

                        jee haan agr ap chaty hain k ap forex trading k doran relax feel krain toh ap greed mt krain or apny emotions per control rakhain.
                        Forex strategies for beginner click here .... :)
                        • #507 Collapse

                          je haan es mein agar ap cool mind na howay tu kafi loose ho sakta hai es mein hemsha cool mind ho kar he achi kashi money earn ho sakti hai kiyon k ye business he asa hai thankful for question
                          • #508 Collapse

                            nhai is mai app relax nahi ho sakty hain ager thora sa bhi app relax huay market ki oppurtunity ko miss kar dynn gay jiss say app ko ager kuch hasil bhi nhi ho tu wo bhi loss he kehlae ga oppurtunity hasil na karna bhi mere nazdeek loss he hai
                            • #509 Collapse

                              g brother aap ne teek kaha forex trading ke duran relax hona yani frsh mind hona chaheye tenetion ma kabi be trading decision nahi laina chaheye aksar jazbati ho ha jo aksar ghalt hoti ha or loss ki cause ban jati ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                G han mere bhai mai aap ki baat se agree karta hun aap ne bilkul theek kaha hai trader k chahain k wo trading k baad kuch time relax kare is se aap acha perform kar sakte hai aap jub bhi trading start kare to fresh mind se kare is se aap acha perform kar sake ge aur aap ko trading mein bhi profit hasil ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X