yeh baat to nahi pata mujhe ke aap ka account ban hoga ya nahi lekin aisa nahi karain waran aap completely ban na hojaye aur kiun ke aap net cafe se online atay hain to is baat ka khaas khayal rakh karain ke kahin password save ka options na laga dain warna use hone lag jayega
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим