fast earning vs slow earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    may dear app forex ma work cur kabot fast earing cur sac ta hay but ager app forex ma slow work cur sac earning cur sac tay hay bot he good profit cur sac tay hay but fast be and slow
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      g bilkul ap nay thek kha ky hamain slow trade krna chaiya ku kay fast trade krnay sy hamaray lafaz b galt ho saktay hain or hm ap nuqsan kara saktay hain Isliya hamain chaiya ky hm soch smj kr trade karain
      • #63 Collapse

        Jab aap for ex trading start karte ho chahe aap ne learning ki wi ho wo aap ka new experience or new experience me hamesha slow kam karna chahye you know step by step
        • #64 Collapse

          Sara kuch ho sakta ha hum iss main fast earning bhi kar sakty hain aur slow kaam bhi kiun kay iss main hum jitna yada aur achi tarah kaam ki taf raghb hun gay utna hi hum iss main ahsta ya slow ka option use karian gay iss amin humara hi faida ha aur aghy barhny kay chances bh hain
          • #65 Collapse

            slow earning men loss hony ka bht kam chance hota hay or jab loss hota hay to wo bhi bht kam hota hay. or fast earning men trade bhi bari lagai jati hay njab loss hota hay to wo bhi kafi bhari mikdar men hota hay
            • #66 Collapse

              Hum faast earnig bohaat asaani se kar saktey hain aur apney aap ko loss se bhi bacha saktey hain usss key liye aap key paas do cheezein hona bohat zaroori hai jiss mein sab se zada zaroori knowledge aur phir uskey baad experience aap ek kamyaab trader ban saktey hain
              • #67 Collapse

                dear fast earning aur iske elaaawa slow earnnnig mian buhat zyaaada diffference han kun ke agar aap slow earning karenge to aapaki investment utni hi zzyaaada hi kam hogi aurprofit bhi utna hi kamhoga so earn fast
                • #68 Collapse

                  good question dear aap ne suna to ho ga ke jaldi ka kaan shaitaan ka hota hai is liye hume sabar ke sath apna business karna chaiye agar aap ****t earning karna chahte ho to aap kar sakte ho lekin jald bazi me hone wale ek galti se aap ko loss ziyada hota hai is liye hume apna business soch samajh kar karna chaiye
                  • #69 Collapse

                    Forex mein fast earning to laalach hy oar i think lalach kabih b kamyab ni ho sakt hy oar ager ap slow and steadly forex trading kerty hein oar es sy kuch profit per hi ektfa kerty huey apny trade ko continue rakhain to ap kamyar trader ban sakty hein.. aor ager ap ny fast eaning ka socha to ap loss ho sakta hy.
                    • #70 Collapse

                      fast earning to pher risky hai na.... fast earning mai to achay bhallay experts bhi loss ker jatay hain to pher new commers k liay to ziada risky hai
                      • #71 Collapse

                        hain gud question i m new nd i thnk ye acha tareeka hai
                         
                        • #72 Collapse

                          Forex aik bohat fast market hai iss leye aik trader ko iss mein bohat careful rehna hota hai aap jitna zyada calm rahein ge aur aur apni skills ke base per earning kernay ke koshish kerein ge tou he aap iss mein sustain ker paaien ge aur ager aap iss mein shortcut marnay ke koshish kerein ge tou aap ko loss b ho sakta hai.
                          • #73 Collapse

                            hr banda apne knowledge ki base pe jese earning chahe kr skta h.but i think k hamain smart earning krni chahie utni earning kren jitna bacha bhi sken ku k kbhi kbhi lalach main insan andha ho k apna sb kch kh0 bethta h so best option is slow and steady wins the race
                            • #74 Collapse

                              bhai agr jo log beginners hain wo greedy ho k ziada profit kay chkr mein agr bry volume ki trade lgae gay or agr wo loss mein chli gai to account wash bi ho skta hai isliye i think all new traders ko slow krni chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                bhai forex me hum ko ager fast earning kerni hai to hame forex me learning kerni hogi phire hi hum forex me fast earning kerte hain jo is me new hote hain us ko forex me kuch ni pta hota jiss ki waja sy woh earning slow kerte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X