fast earning vs slow earning
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    ap ne suna ho ga k slow and steady wins the race.aur mere khayal mein to new aur old sub traders ko lalach se hat kar choti choti earning pe he depend karne chahiye es mein risk kam hota ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      agar new trader k pass knowledge or experience dono hai or wo market ki bhi achi khasi knowledge rakhta hai to ye zarori nh k fast trading karne se usy loss ho ga balky use faida bhi ho sakta hai han agar market knowledge or experience nh ho to please new trader dihanse trade ki jiye slow earning ki jiya par is se apko loss nh ho ga INSHA ALLAH
      • #93 Collapse

        fast reaning is good but slow earning also batter for reading . we know that slow and steady win the res . so every one should be patience in forex trading business .
        • #94 Collapse

          dear aap ko start me slow earning kani chahiey is tarah hamin acha experience avail karna chahiye or phir is ky baad hamin agar fast tradeing bhi karin to koi baat nahin kiu kih jab ham tradeing ko samajh jain to ham jaisy bhi chahien tradeing karin to is taha hm achi earning kar sakty hain
          • #95 Collapse

            new tarder ka liye slow tarding tk rehate hein fast tarding se in ko b hot loss hot hein new tarder ko market ka zayed experince nhe hot hein is liye on ko slow tarding karn cheny
            • #96 Collapse

              bhia jaan forex business key dunya mey 2 kism key traders paye jatey hey aik new trader or dusra expert trader aap ko chhaiye key agar aap new trader hey thab aap ko slow earning karni chahiye kio key isi mey hee aap ko faida hoga or agar aap expert trader hey thab aap har kism ki trading ka faida ley saktey ehy
              • #97 Collapse

                I Think trading experience k sath karna chahye ,naa k bagair experience k fast fast.
                • #98 Collapse

                  Of course intended for starter sluggish earning is the most suitable simply because as soon as virtually any speculator create expert he then create large income and also find large loss then minor income wouldn't satisfied to be able to virtually any expert simply because the earning levels enhance.
                  • #99 Collapse

                    fast earning krna to aik kamal hai. agr aap main ability hai to aap jald se jald boht kuch kama sakte hain. looser wo hota hai jiske pass knowledge nahi hota aur wo bina soche samjhe trading krta hai aur loss kr behtta hai
                    • #100 Collapse

                      mere dost is ma ap choti choti trade laga kar kam karn ga to ap ko faida hy kam b learn karn ga aur profit ko b aram se kam kya jay trading ka.forex trading mai new trader ko slow slow earning karni chahiya q k agar ham is mai aik dam sy ziada earning karny ki koshish kary gy.
                      • #101 Collapse

                        g han bhai jo phli bat trading krty han onhyn loss to ata ha q k ap koi bhe kam kro phli bar to ap ko loss to ay he ga lekn os par kam start rkhny se ap bahot he acha profit bhe kama skty han forex bhe asa he ha ..
                        • #102 Collapse

                          Ap ko agar forex mein experince and knowledge hai to ap forex say ek acha profit hasil kar sakaty hain agar ap kay pass experince and knowldge nae hai to phr ap ko loss he ho gaa.
                          • #103 Collapse

                            mere khayal main ap ko slow trading ker ke slow earning kerni ho gi agar ap zyda risk ler ker tarding kero ge too oi shak nahi ke ap achi earning hasil ker loo ge magar ap ko loss bi bara hi ho ga
                             
                            • #104 Collapse

                              dear friend is may to koi aise bat nahe hay kay ap yi fast tradding kertain hain ya slow is sab may kuch nahe rakha hay sab ik ka alag alag tareeqa hota ha tradding ka,may fast be kerta hu tradding aur slow be it depend on you
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                agar ap ke pas knowledge he to koi merai khyal main koi frak ni prta k ap slow or fast, hain knowledge ke beghair ap successful ni ho saktai is balke kisi bhi busness main

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X