fast earning vs slow earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    Bhai mai to yehi suggest krna chahoo ga k koi b newbie ho ya phir expert trader.Trading mai kisi b trha ki koi b jldbazi nhi krni chahiye.Q k trading 1 more profitable business to zroor hai lakin is business mai greedy nhi blkay patience say kam lena chhaiye or patience k sath hi trading krni chahiye.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      forex may ek planning k sth work krna chahy hai like ap ek time table ban lay k ap ko per day itni e trades krni ahi ya just itna limit tak profit ya loss bna hai or asy daily base pr step by step work krny sy ap ko zayad acah result mily ga month k end pr. jo ek dum sy ek e din may big profit ban lyty wo asy e loss b kr layty hai.
      • #753 Collapse

        Brother ap ne suna ho ga k slow and steady wins the race.aur mere khayal mein to new aur old sub traders ko lalach se hat kar choti choti earning pe he depend karne chahiye es mein risk kam hota hai or faida zayada
        • #754 Collapse

          g bhai mere hisaab sa to forex me new trading karne agar fast earning kartay ha to ye bhut achi baat ha ye sirf un ka luck or knowledge ki waja jo ka fast karnay yani jo kai salo sa kam kar rahey ha wo bhi aksar loss karjatay ha.
          • #755 Collapse

            new traders ke liye zrori he ke wo phle forex ke rules ke bare me knowldge gain kren os ke bad demo account me practice krn then kam investment se strat kren ta ke unhen nuqsan se koi ziyada frq na pre jab wo ziyada experiance gain kr jaen to ziyada investment kr sakte hn
            • #756 Collapse

              in my opinion fast earning in forex trading is very risky for he newbies. if they still insist to earn fast, just tell them that u may lose fast too. so rather thn being a victim of ur haste, u must go through a proper channel, get proper knowledge about it and then proceed to training. otherwise it will be utter loss only.
              • #757 Collapse

                fast earning se ap ku risk be lena parta hai ap es mein volume bara laga detay hain profit be ziyada hosaki hai aur acount mein loose be ziyada ho sakta hai jab k slow earning mein ap small volume buy kartay hain os mein profit kaam hoti par loose ke koi tention nahi
                • #758 Collapse

                  bhai forex trading mein ase koi planing kaamyaab nahi hoti hai keh aap fast earning kerain lalach mein loss bhee itna he bara hota hai jitna bara profit hota hai forex trading mein yeh sab kuch market k behaviour pay depend kerta hai keh forex mein market kia behave kerti hai than profit ya loss hota hai.
                  • #759 Collapse

                    ji bhai ji main ap ki baat se bilkul itfaaq krta hon k waqai main jab bhi ham is main kam krty hain to hamy is main profit ki bajaye loss ho jata hai agr ham is main kam krny main late ho jain ya is main lalach krny ki koshish kry to ye aik acha kam hai jis main slow earning hi thek hai
                     
                    • #760 Collapse

                      Agar aap na demo par 2 sa3 month kam kia ha to aaap bohat fast earning kar sakty hen kyin ka practice kar kar ka aap ko market ma ksm karny ki aadat ho jaygi or phir aap acha profit bana sakty hen
                      • #761 Collapse

                        g han bros ap agar daily basis pe kam kren gay to myry khyal se ap ko best earning hasil ho skti hai kewn k ap rozana ka kam daily khtm kren gay to apfast earning hasil kr skty hain or agr ap susat rvi se kam kren gay to ap slow earning ki tarf jyen gay
                        • #762 Collapse

                          bhai g forex aik risk wala business hai jis main humain loss b hota hai new trader ko is main kam soch samj kar achy se sekh kar or pori mehant se kam karna chaye toh he wo is business main agy bhar sakty hain
                          • #763 Collapse

                            ahan , fast earning vs slow earning , well ap fast earnig karo ya slow ap earnig tu kar rahe ho yehi ap ki success hai dear ;)
                            • #764 Collapse

                              mera khayal main new members ka liye slow earning he behter hai oar kaam kar ka woh next time fast earning kar sakte hain lakin starting slow earning honi chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                bhai jan fast earning my hamy bht jaldi profit hoata hy or sloe earnig my slow y hamary par depend hy k ham kasa invest karty hy agar ham ziada capital kharch kary gy tu ham bht jald ameer hu jay gy agar hamara luck ny sath dia tu

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X