fast earning vs slow earning
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    Dear mere kheal se new traders ko chahey k wo slow earning karen kyun k agr wo fast earning karen gyn tu is se un ko kafi loss ho sakta ha is liye un ko chahey k wo hmeshah slow earning karen or aista aista apni earning me izafa karty jaeyn..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      Assalmaulaikum....agr hum forex trading mein fast earning krna chahty hein to humien is mein risk bhi utna hi ziada lyna pary ga jab k agr hum is mein short profit gain krna chahty hein to humien is mein risk bhi thora hi lyna pary ga...bhai forex trading mein kaam krny k lye humein bht ziada mehnat krnii partii hai...agr hum is mein mehnat nhii krty to humien is mein bht ziada loss bhi ho sakta hai....
       
      • #603 Collapse

        If traders want to run in long term with this business so they must need to control his greed and emotions in real trading, and they should to depend on slow earning on initial stage. some are depend on fast earning and finally they facing loss.
        • #604 Collapse

          forex trading aik risky karobar hy aor es may kam krny ky ley ap ko patience aor confidence ke zrorat hti hy strong skill sy he forex may kam kr ky easily acha profit earn keya ja skta hy.without skill forex may kam krna impossible hy.
          • #605 Collapse

            I think that slow earning is the best and we can able to safe the more eye.
            I am suggest the all trader that hey are earn the no eye then they are working this market with the slow earning that is better to the wcety one.
            • #606 Collapse

              business koi b ho us main aap buhat jald earning nai kar saktay agar kartay hai to waha aap ko big loss ka b fear rehta hai is liay new trader ko slow earning karni chaihye tak loss b low ho
              • #607 Collapse

                g bhai mai to samjta hu humay forex per kam earning he karni chaiye kiu k is say humare acount band b hosakta hai issi waja say humay yaha per short term trading b karni chaiye
                • #608 Collapse

                  dear main samjta hun k hamen forex k buisness mein slow earning he start karni chahiye yani k hamen low risk he lena chahiye kiu k ye ek risky buisness ha jis mein humen loss b ho sakta ha aur is liye humen low risk he lena chahiye tah k hamen ager loss ho b jaye to phir b hamen kam loss he ho is buisness mein se
                  • #609 Collapse

                    Brother new trader akser greed kartey hai or fast earning ki soch mein hi loss kar latey hai or forex ko leave bhi kar datey hai new trader ko slow earning ka sochna chahiye start mein kiyun kay un kay pass itna knowledge nahi hota kay woh start mein hi fast earning kar sakey
                    • #610 Collapse

                      brother mujy yahn par slow earning pasand hai bijay isky k me sary sy hath doohh bathon me lalach ne karat
                      • #611 Collapse

                        koi b earning ho us me hum ko bus ye khyal rakhna chahye k hume loss na ho is lye hume chahye k hum kam ko samjhe aur dekhen hum kabhi b apnay kam ko nahi dekh sake gay aur na he is ko samjh sake gay.
                        • #612 Collapse

                          Fast earning or slow earning yeh to traders ki trading per depend kerti hai means agar kisi trader k pass acha experience hai to woh achi trading kere ga or achi earning gain kere ga nahi to agar experience weak hai to slow earning kerna hi theek hai.
                           
                          • #613 Collapse

                            forex mein kosis karay chahay slow earning he ho par save earning ho jis se ap ku apni money loose karna ka darr na ho aur kosis karay forex mein kaam karty howay tention na ley ap k liye better nahi ho ga
                            • #614 Collapse

                              new traders k ley slow earning karna buht best ha q k jub hum slove earning karty hain tu agy kamyab ho kar zyada earning kar sakty hain...q k jo log teezi se bhagny r zyada kamany k chalar mai hoty hain hamesha wahe log loss kar jaty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                mere khayal main yahan jab tak app proper knowledge gain na kar lain app ko trading ki taraf nahin jaana chahiye trading main app ko ziada profit kay peechay nahin jana chahiye app ko kam profit main he khush rehna hai is se app yahan lambay arsay tak survive kar pao gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X