FOMC News impect on Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    FOMC News impect on Trading.
    Federal Open Market Committee kay hawalay say hum discussion krian gay, friends is committee kee agar baat krian to yea committee international levels hony wali over all trading ko bahot mutasir kati hai aur market main Sanyo wali FOMC news decide karti hean kay market ki volatility kitni ho ,

    Click image for larger version

Name:	images (53).png
Views:	2
Size:	16.7 کلوبائٹ
ID:	12582285

    sakti hea aur trading karty waqat humian FOMC news ka khyal lazmi rakhni chahye OMC news ho tou us per tou hamain trade kerni hi nehi chahiay ky market main big movement agar hamari open trade ky against ho tou hamain bahot bara loss bhi ho sakta hai.

    FOMC News, Explanation.

    FOMC News main all over the world main hony waly economical issues ko aur commodities ki values main hony waly izafahy ya kami ki surat main hony waly effect ko discuss Kia jata hea jis ka asar trading market per padta hea aur FOMC meetings kuch intervals say arrange Kia jata hea aur is kee tashkeel ki baat kee jay to FOMC ka matlab ha federal open market commitey ha jis ka matlab ya ha kha is main,

    Click image for larger version

Name:	images (61).jpeg
Views:	2
Size:	29.5 کلوبائٹ
ID:	12582286

    market kay ander jo federal reserve system hoty han un ko yea monitery policy karta hai aur is main total 12 members hoty han jo kha seven board of governer aur five baqe kha reserve bank kay perisedent hoty hain aur friends Jab ye committe meetings ka data jari karti hay to woh fori implenet nai hota laikin ye bahut big news hoti hay, jis main investors fori faida lainy kay liye mazeed invest karty hain ya fori market say out hony ki koshish karty hai is liye ehtiyaat karni chahye trading karty waqt FOMC News per,

    Click image for larger version

Name:	images (59).jpeg
Views:	1
Size:	25.6 کلوبائٹ
ID:	12582287

    Additional Note.

    Friends aisi situation main trading bilkul bhi nahin karni chahye jub FOMC News release hony wali houn kyn kay us time period main kuch pta nahin hota kay trading market kis simat ko chali jaaye kyn kay Es meeting k minute meeting k bad public kar deye jaty hain aur FOMC meeting main member discuss karty hain economic growth par financial forecast par or developments par aur fomc news annouce hoti hai to market us news ki nature sy up or down move karna start ho jati hai kyn kay jis sy trader ko profit b ho sakta hai or loss bhi is liye FOMC news say pehle traders apny order hold kar lety hain aur aap ko bhi aisa he karna chahye.

    Click image for larger version

Name:	images (60).jpeg
Views:	1
Size:	30.4 کلوبائٹ
ID:	12582288
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: FOMC News impect on Trading.

    Impact of Indicators ;-

    Members jesa keh sab economic indicators ka bhi forex market per deep impact hota hay lekin FOMC news main aisy kafi awamail or anaasir shamil hoty hain jis waja say is say pehly or baad main forex market main kafi changes daikhnay main aati hain.

    FOMC Meeting ;-

    Central bank hi reall main her aik monetary policies and reports nashar karta hay. Federal Open Market Committee meeting ka bhi forex market per deep asaar daikhny ko aata hay.

    Click image for larger version

Name:	images (6).png
Views:	3
Size:	20.5 کلوبائٹ
ID:	12442304

    Is main US Dollar ki past, current or future value decide ki jati hay jis ka maqsad mulki economic halat main tawazan barqarar rakhna hota hay. FOMC meeting ka sab say ziyada assar US Dollar per parta hay jiss ki waja yehi hay keh US Dollar reserve currency hay. Is meeting main US Dollar or economic conditions ko control karny kay liye forecasted activities and policies kay bary main discuss kiya jata hay.

    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	1
Size:	27.5 کلوبائٹ
ID:	12442305

    FOMC Decision ;-

    Committee baghair sochy samjhy hi faisla nahi karti balkeh voting kay through ye decide karti hay keh rate barh jayain ya kamm kiye jayain. Ager rate barhany kay bary main vote ziyada ho to in members ko "hawkish" kaha jata hay, or aisy membera jo rate main kammi kay liye voting dain un ko "dovish" kaha jata hay.

    Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	2
Size:	18.0 کلوبائٹ
ID:	12442306

    Traders Behavior after FOMC ;-

    Jab FOMC Meeting ka data nashar ho jata hay to traders bhi foran trade nahi karty balkeh woh bhi aik proper planning karty hain or meeting kay points ko scrutinize karty hain keh central bank nay is meetings say decide kia hay keh rate rise hon gay ya kam, or is ka market per kya asar pary ga.

    Conclusion ;-

    Isi waja say traders fori market main safe trading karty huye earning ki koshish karty hain ta keh inko nafa ho. Yehi waja hay keh is meeting kay baad forex market main taizi aa jaati hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: FOMC News impect on Trading.

      INTRODUCTION
      Dear buddies asalamo alykum kesay hain ap sab umeed hay ap sab tek hon gay aur aap ka trading week bhi acha ja rha ho ga.ye pattern*aur indicator humari trading main bht important role play karty hain.yeh humain profit delany main bht madad karty hain. Hum agr in ki learning nai krain gay aur in ko fazool samjyn gay to kbi bhi kamyabi humary kadam ni choomy gi aaj hum jis topic per bat krain gay wo hai FOMC.FOMC ka mtlb federal open market committee hai FOMC ka staff duscount kay rates,reserve ki zaroriyat aur deegar information ka taiyun karta hai federal reserve ki bunyad 1913 main financial sector ko munazam krnay kay liye rakhi gai thi.is kay banany say phelay united states main ziyada tar bank acha kam nai kar rahy thy aur karobar say bahir ho rahay thy is say lakho ki bachat aur rozi roti khatray main parh gai thi aaj bank mulk kay liye monetory policise maratab karnay is sector ki mazbooti ko farukhg denay aur financial industry kay andar istekam ko barahny main madad kartay hain.


      Click image for larger version

Name:	images (13).png
Views:	2
Size:	16.7 کلوبائٹ
ID:	12444055


      EXPLANATION FOMC
      FOMC har sal 8 baqidigi say teh shuda meetings sheduled karta hai in meeting main committee economic aur financial ka jayza leti hai monetary policy kay munasib mokaf ka taiyun karti hai aur keemato kay isteqam aur paydar economic growth kay long term goals kay liye khatrat ka jayza leti hai.phelay aap ko fed kay annoucment kay samnay anay ka intezar karna ho ga.Dow aur S&P kay chart par khabbar par market kay phelay reaction ka intezar karin.market kay phelay iqdam ko move A kaha jata hai yeh wo haqiqi direction hai jahan market jana chati hai.new york fed ko federal open market committee (FOMC) ki traf say system open market account (SOMA)kay liye tradery securitise ki kharido farokhat karnay ka ikhtiyar diya giya hai jis had tak kay FOMC ki haliya hadiyat par amal dramad karnay kay liye zarori hai yeh karwai tradery securitise kay liye secondray market main ki jati hain.


      Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	1
Size:	38.2 کلوبائٹ
ID:	12444058

      اب آن لائن

      Working...
      X