Federal Open Market Committee kay hawalay say hum discussion krian gay, friends is committee kee agar baat krian to yea committee international levels hony wali over all trading ko bahot mutasir kati hai aur market main Sanyo wali FOMC news decide karti hean kay market ki volatility kitni ho ,
sakti hea aur trading karty waqat humian FOMC news ka khyal lazmi rakhni chahye OMC news ho tou us per tou hamain trade kerni hi nehi chahiay ky market main big movement agar hamari open trade ky against ho tou hamain bahot bara loss bhi ho sakta hai.
FOMC News, Explanation.
FOMC News main all over the world main hony waly economical issues ko aur commodities ki values main hony waly izafahy ya kami ki surat main hony waly effect ko discuss Kia jata hea jis ka asar trading market per padta hea aur FOMC meetings kuch intervals say arrange Kia jata hea aur is kee tashkeel ki baat kee jay to FOMC ka matlab ha federal open market commitey ha jis ka matlab ya ha kha is main,
market kay ander jo federal reserve system hoty han un ko yea monitery policy karta hai aur is main total 12 members hoty han jo kha seven board of governer aur five baqe kha reserve bank kay perisedent hoty hain aur friends Jab ye committe meetings ka data jari karti hay to woh fori implenet nai hota laikin ye bahut big news hoti hay, jis main investors fori faida lainy kay liye mazeed invest karty hain ya fori market say out hony ki koshish karty hai is liye ehtiyaat karni chahye trading karty waqt FOMC News per,
Additional Note.
Friends aisi situation main trading bilkul bhi nahin karni chahye jub FOMC News release hony wali houn kyn kay us time period main kuch pta nahin hota kay trading market kis simat ko chali jaaye kyn kay Es meeting k minute meeting k bad public kar deye jaty hain aur FOMC meeting main member discuss karty hain economic growth par financial forecast par or developments par aur fomc news annouce hoti hai to market us news ki nature sy up or down move karna start ho jati hai kyn kay jis sy trader ko profit b ho sakta hai or loss bhi is liye FOMC news say pehle traders apny order hold kar lety hain aur aap ko bhi aisa he karna chahye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим