Inverted Hammer Candlestick Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Inverted Hammer Candlestick Pattern
    Assalamu Alaikum Dosto!


    Inverted Hammer Candle


    Inverted hammer candle main prices aik small real body k sath upper side par aik long shadow banati hai. Ye candle buyers k bearish trend k dowran prices ko waqti tawar par bullish le jane ki koshash hoti hai, lekin ziada selling pressure aur bearish trend hone ki waja se aisa mumkin nahi hota hai. Lekin bearish trend main banne wali inverted hammer candle prices k trend reversal ka sabab banti hai. Inverted hammer candle main real body shadow k muqabele main bohut kam hota hai, yanni shadow real body ka dugna ya uss se bhi ziada ho sakta hai. Hammer candle main prices ka open aur close same nahi hona chaheye, q k aisa hone par ye candle aik Gravestone doji candle ban sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (63).png
Views:	2
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12581097

    Candles Formation


    Inverted hammer candle aik single pattern candle hai, iss waja se ye candle dono color ya pattern main ho sakti hai. Ye candle prices k bearish trend main banne par market k bullish trend reversal ka sabab banti hai. Candle ki tafseel darjazeel hai:

    Click image for larger version

Name:	TBDKxgLROk.png
Views:	15
Size:	16.6 کلوبائٹ
ID:	12581099

    Inverted Hammer Candle: Inverted hammer candle low prices ya bearish trend main bnata hai, lekin bullish trend reversal honne ki waja se ye candle aik bullish candle shumar ki jati hai. Ye candle aik small real body main hoti hai, jiss k upper side par aik long shadow hota hai, jo k real body ka taqreeban dugna banta hai.

    Explanation

    Inverted hammer candle jo k bearish trend main banne wale Hammer candle ki ulat shap main hoti hai, aik bearish trend reversal candle hai. Ye candle small real body main aik upper long shadow k sath banti hai. Candle ka shadow real body ka dugna ya uss se ziada hota hai. Ye candle bullish trend main banne wali shooting star candle se jaisi dekhti hai. Candle ki bearish trend main lower prices main banna bohut ziada aham hai, jab k iss candle ka color khas qisam ka hona aham nahi hai. Candle k upper side par wese role k mutabiq to koi shadow nahi banna chaheye, lekin agar aik small wick ban bhi jaye to bhi ye pattern k mutabiq hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (62).png
Views:	15
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12581098

    Trading

    Inverted hammer candle bearish trend main buyers ki taraf se aarzi koshash hoti hai, jiss main wo prices ko bullish push karte hen, lekin market main still selling dabao ki waja se prices wapis apne aghaz wali position k pass a kar close ho jati hai. Jiss se candle k small real body k sath upper side par aik long wick ya shadow ban jata hai. Ye shadow aik bullish trend ya buy signal ki alamat hoti hai. Trend confirmation ya market main entry karne se pehle aik white candle ya technical indicators ka over-sold zone main hona zarori hai, jiss se prices k low hone ka ishara melta hai. Stop Loss candle k sab se lower side se two pips below set karen, jo mumkina support level sabit ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (60).png
Views:	34
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12581096
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Inverted Hammer Candlestick Pattern

    Inverted hammer candlestick pattern forex trading chart for appear hota hai to is ka matlab hota hai ki bullish trend start hony wala hea aur inverted hammer candlestick Pattern aik reversal trading pattern hai jo cash matches aur wares k long negative pattern kee base per create hota hai dear traders Inverted hammer or shooting star ak dosra ka similar hota ha or ya market ka chart ma ak he point par ban sakta ha is liya ap na market ma is Shooting star pattern ke waja sa confused ni hona.

    Click image for larger version

Name:	images (44).png
Views:	8
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12441008

    Inverted Hammer Candlestick Pattern, Explanation.

    Inverted hammer candlestick pattern hammer Candlestick pattern ki hi tarah kam karta hai lekin is mein fark yah hota hai ki yea zayada tar rrend ke bottom per create hota hai aur bearish trend reversal Ka baais banta hai inverted hammer pattern ke jo candle hote ha os ke ak small real body hote ha jes ka upper ke side par ak extended wick hota ha jo ka is ke real bofy sa twice hota ha or is candle ka lower ma koi shadow ya wick nahin hota.

    Click image for larger version

Name:	images (42).png
Views:	7
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12441009

    Trading at inverted Hammer Candlestick

    Inverted hammer candlestick pattern per trading karne ke liye strong trend analysis ki bahut zyada ahmiyat hoti hai inverted hammer Candlestick Pattern tab zyada strong signal da ga jab ya pattern market ka bottom ma support level par banay ga aur friends strong signal data ha traders ko market ka reversal hona ka jab ya pattern market ka bottom main banay ga.

    Click image for larger version

Name:	pics-new17-02.png
Views:	2
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12441010
    • #3 Collapse

      Re: Inverted Hammer Candlestick Pattern

      Is inverted hammer bullish or bearish?


      The inverted hammer candlestick pattern indicates a bullish reversal or short-term downtrend reversal. An inverted hammer occurs after a prolonged sell-off when prices are near their lows for that period. It's easy to spot on a chart because it resembles an upside-down, hanging shooting star candlestick formation.
      Is a inverted hammer candlestick bullish?


      An Inverted Hammer is a single Japenese candlestick pattern. It is a bullish reversal pattern. In a downtrend, the open is lower, then the price trades higher, but closes near its open. The Inverted Hammer candlestick pattern consists of black or a white candlestick in an upside-down Hammer position.
      What does a reverse hammer candlestick mean?
















      bullish reversal





      The inverted hammer candlestick pattern (or inverse hammer) is a candlestick that appears on a chart when there is pressure from buyers to push an asset's price up. It often appears at the bottom of a downtrend, signalling potential bullish reversal.
      What is inverted hammer bullish reversal?
















      The Inverted Hammer is a signal of bullish reversal after a downtrend. It tells the traders that the bulls are now willing to buy the stock at the fallen prices. After the downtrend, there is pressure from the buyers in the market to raise the stock prices.
      • #4 Collapse

        Re: Inverted Hammer Candlestick Pattern

        Hammer candlestick pattern:
        Dear forex members Forex trading me candle sticks chart pattern us waqat banta hai jab bhi market me koi price kisi nuqta aghaz k muqable me kam ho jaye lekin apne opening point se kuch fasle pe band ho jaye, hammer candle stick pattern me candle ki choti si bady ban jati hai jo k doji candle stick pattern se mukhtalif hoti hai. Hammer candle stick pattern me candle ka jo saya banta hai aik to wo downward hota hai aur dosra ye saya candle ki body ka taqreeban dugna hota hai. Is wahja se is candle stick pattern ko hammer candle stick pattern kaha jata hai. Hammer candle stick pattern me candle ki body market ki opening aur closing point ko represent karti hai, jab k candle stick ka saya market ki price high aur low ko show karti hai jo k us period me howe hoti hai. Hammer candle stick aksar bearish movement pe banti hai jis me market me koi price aik khas waqat k leye bohut hi ziada down to chali jati hai lekin buyers ki pressure ki waja se wo price wapis uper position pe a jati hai. Lekin pher bhi candle ki aik small body nechahy side pe ban jati hai. Hammer candle stick pattern me market price ki down side pe rejection ko zahir karti hai jis se market us position se wapis a jati hai.


        Advantage and Disadvantage of hammer candlestick pattern:

        Advantage hammer candlestick pattern:
        Mere aziz dosto Market Mein is Candle ke bahut jyada advantage hote hain ya Hamara candle Ek bahut hi stronger formation candle hoti hai market me yah candle price formation ko concept karti hai aur price formation ko consists karne ke sath sath yah market Mein ine price ke signals ko bhi show karti hai usually ya market Mein takes shape Mein Najar Aati Hai aur yah candle bottom downtrend aur signalling attentional uptrend key reversal price ko acche tarike se show Karte Hain inke jariye se market Mein ine Tamam techniques ko acche tarike se confirm kiya Ja sakta hai market Mein yah candle bahut hi simple candle hoti hai aur yah Ek dependable candle hoti hai yah candle equipment required main additional sport nahin karti aur yah market Mein Tamam members ko readily available hoti hai isliye Tamam members market Mein is candal ka istemal karke bahut jyada advantage se Hasil kar sakte hain aur Market Mein Iske jariye se apni trade ko profitable aur informative trade banaa sakte hain.

        Disadvantage Hammar candlestick pattern:
        Mere pyare dosto Is Candle ke Kuchh disadvantage bhi Hote Hain Jis ki vajah se traders ko trade mein bahut jyada nuksan ka Samna bhi karna padta hai Iske disadvantage mein energy variable ko deliverd Karte Hain less efficienc energy transfer difficult to spot operation problems lowest efficiently market me in Tamil techniques Kesari se traders ko bahut jyada nuksan Hota Hai aur is nuksan ko recover karna unke liye bahut jyada difficult ho jata hai Agar traders market Mein iski confirmation Nahin Karte aur iske sath indicator Ka istemal Kar Dete Hain To Is Tarah Se Bhi unhen nuksan uthana padta hai Unka Sara account wash ho jata hai.
        Click image for larger version

Name:	hammer 3.jpg
Views:	18
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12441050
        Thank YOU
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Inverted Hammer Candlestick Pattern

          Inverted Hammer Candle


          Inverted hammer candle foremost prices aik small actual body k sath upper facet par aik long shadow banati hai. Ye candle shoppers k bearish fashion k dowran prices ko waqti tawar par bullish le jane ki koshash hoti hai, lekin ziada promoting stress aur bearish fashion hone ki waja se aisa mumkin nahi hota hai. Lekin bearish fashion major banne wali inverted hammer candle costs k fashion reversal ka sabab banti hai. Inverted hammer candle predominant real body shadow okay muqabele fundamental bohut kam hota hai, yanni shadow real body ka dugna ya united states of americase bhi ziada ho sakta hai. Hammer candle primary costs ka open aur near same nahi hona chaheye, q k aisa hone par ye candle aik Gravestone doji candle ban sakti hai.
          Candles Formation


          Inverted hammer candle aik unmarried pattern candle hai, iss waja se ye candle dono shade ya pattern main ho sakti hai. Ye candle costs ok bearish trend major banne par marketplace ok bullish fashion reversal ka sabab banti hai. Candle ki tafseel darjazeel hai:Inverted hammer candle low costs ya bearish fashion essential bnata hai, lekin bullish fashion reversal honne ki waja se ye candle aik bullish candle shumar ki jati hai. Ye candle aik small actual frame foremost hoti hai, jiss k top side par aik lengthy shadow hota hai, jo ok real body ka taqreeban dugna banta hai.










          Explanation

          Inverted hammer candle jo okay bearish fashion predominant banne wale Hammer candle ki ulat shap predominant hoti hai, aik bearish fashion reversal candle hai. Ye candle small real frame foremost aik top long shadow ok sath banti hai. Candle ka shadow actual frame ka dugna ya united statesse ziada hota hai. Ye candle bullish trend important banne wali shooting celebrity candle se jaisi dekhti hai. Candle ki bearish fashion essential decrease prices important banna bohut ziada aham hai, jab ok iss candle ka shade khas qisam ka hona aham nahi hai. Candle okay higher facet par wese role ok mutabiq to koi shadow nahi banna chaheye, lekin agar aik small wick ban bhi jaye to bhi ye pattern k mutabiq hota hai.
          Trading

          Inverted hammer candle bearish trend major buyers ki taraf se aarzi koshash hoti hai, jiss fundamental wo expenses ko bullish push karte chook, lekin marketplace principal nevertheless promoting dabao ki waja se fees wapis apne aghaz wali function okay pass a kar near ho jati hai. Jiss se candle ok small actual body okay sath top aspect par aik long wick ya shadow ban jata hai. Ye shadow aik bullish fashion ya buy signal ki alamat hoti hai. Trend affirmation ya marketplace most important access karne se pehle aik white candle ya technical signs ka over-offered region primary hona zarori hai, jiss se costs okay low hone ka ishara melta hai. Stop Loss candle ok sab se decrease aspect se two pips beneath set karen, jo mumkina guide stage sabit ho sakta hai.
          Candlestick Pattern

          Inverted hammer candlestick pattern forex buying and selling chart for appear hota hai to is ka matlab hota hai ki bullish trend start hony wala hea aur inverted hammer candlestick Pattern aik reversal buying and selling pattern hai jo coins fits aur wares k long poor sample kee base according to create hota hai pricey buyers Inverted hammer or shooting big name ak dosra ka comparable hota ha or ya market ka chart ma ak he factor par ban sakta ha is liya ap na market ma is Shooting celebrity sample ke waja sa confused ni hona.






          [IMG][/IMG]

          اب آن لائن

          Working...
          X