Bullish Harami Candlestick Pattern, Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish Harami Candlestick Pattern, Trading
    Bulish harami candlestick pattern forex trading main bahot he mashhoor candlestick pattern hea aur bahot sary traders is pattern ko trading per apply karty hean aur munasinb risk management ko madd e nazar rakhty huy is say bahot acha profit hasil karny main successful ho jaty hean ye candlestick bullish trend ke start hone ka ek best signal hai hai aur is signal se hamen kafi good entry mil sakti hai aur market mein Ham kafi good profit Le sakte hain market mein jab bhi bullish harami pattern create hota hai hai to yah hamare liye board entry ka signal hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (36).png
Views:	9
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12581031

    Bullish Harami Candlestick Pattern ki Wazahat.

    Bullish Harami Candlestick Pattern ki shape basically 2 candlesticks per mushtamil hoti hea aur is ko analyse karna bahot aasan hota hea is ppattern main first candlesticks long body bearish candlestick banti hai jis ko small body bullish candlestick follow kerti hai lakin is ko mazeed kuch is tarha.

    Click image for larger version

Name:	images (36).png
Views:	9
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12581031

    samjha ja sakta hea kay bullish Harami pattern mai pehli candle morobuzu candlestick bhi ho sakti hai lakin aap ko trade us time lagana hai jab Bearish harami candle kay baad next candlestick gap up main form up ho aur bearish harami candle ka jo high hai uss ky upper ja ky gap up candle closed ho jaye.

    Click image for larger version

Name:	images (37).png
Views:	46
Size:	18.2 کلوبائٹ
ID:	12581032

    Traders kay liye Advise.

    Agar aap bullish harami candlestick pattern per trading karna chahty hean to aap ko is baat ka khas khyal rakhna chahiye kay is pattern kay mutabik jub aap ko accurate entry poin millay to trade open karni chahye matlab yea kay jub market nay agar aik low point lagya hai aor aus k baad hi hum ko ais market mai dekhna hai k agar market yehi same low point lagati hai to hum ko ais mai ye pattern confirm ho jata hai aus k baad market aik new high point lagati hai ais market mai jab ap chart pattern par dekhy to ap ko ais market mai ain pattern par trade karni chaye.

    Click image for larger version

Name:	images (38).png
Views:	2
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12581033
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bullish Harami Candlestick Pattern, Trading

    How do you trade bullish harami candlesticks?
















    Identify the bullish harami pattern at the bottom of a downward trend. Add another momentum or oscillator indicator to confirm the trend reversal – MACD, RSI, CCI, Stochastic, etc. Wait for the next candle following the second bearish candle to close above the highest price.
    What is the most powerful bullish candlestick pattern?


    A black or filled candlestick means the closing price for the period was less than the opening price; hence, it is bearish and indicates selling pressure. Meanwhile, a white or hollow candlestick means that the closing price was greater than the opening price. This is bullish and shows buying pressure.
    • #3 Collapse

      Re: Bullish Harami Candlestick Pattern, Trading

      Assalamu Alaikum Dosto!


      Bullish Harami Candlestick Pattern


      Bullish harami candlestick pattern price chart k support level ya bottom area main banne wala aik bullish trend reversal pattern hai, jo k two days candles se mel kar banta hai. Pattern main shamil candles market ki situation batati hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k prices k downtrend ya bearish trend ki akasi karti hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k aik small real body main banne ki waja se trend reversal k kaam karti hai. Pattern ki pehli candle aik normal long real body main banti hai, jab k dosri candle bhi real body main hoti hai, lekin pehli candle k bar-akas small real body main banti hai. Ye pattern aik strobg bullish trend reversal k leye mashahoor hai.

      Click image for larger version

Name:	images (9).jpeg
Views:	3
Size:	15.9 کلوبائٹ
ID:	12440865

      Candles Formation


      Bullish harami candlestick pattern bhi ziada tar dosre two days candlestick pattern ki tarah trend reversal ka kaam karti hai, jiss main pattern ki location ka bearish ya downtrend main hona zarori hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazel tarah se hoti hai;

      Click image for larger version

Name:	images (32).png
Views:	1
Size:	2.5 کلوبائٹ
ID:	12440866

      1. First Candle: Bullish harami candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo prices k bottom par ya bearish trend ki continuation ka kaam karti hai, q k ye aik long real body wali candle hoti hai. Ye candle aik black ya red color ki candle hoti hai.

      2. Second Candle: Bullish Harami Candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali bullish candle hoti hai. Ye candle small candle hoti hai, jo k open aur close pehli candle k andar hoti hai. Bullish candle white ya green color main hoti hai, jo k prices ko bearish jane se rokti hai.

      Explanation

      Bullish harami candlestick pattern k price par banne ki pechay ki psychology kuch iss tarah se hoti hai, k pattern ki dosri candle pehli candle k real body main banti hai, jo k pehli candle se lazmi small size main honi chaheye. Dosri candle ka high aur low pehli candle k open aur close price k inside par bante hai. Ye pattern prices k bottom par banne ki waja se bullish trend reversal k leye jana jata hai, jiss main pattern market k current bearish trend ka khatema karti hai. Pattern ki pehli candle ka lazmi long real body main honi chaheye, jo k dosri candle ko enulf karti hai. Pattern ki dosri candle agar pehli candle k close price se ziada upper side par banti hai, to ye aik strong bullish trend reversal ka message hota hai.

      Click image for larger version

Name:	images (31).png
Views:	40
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12440864

      Trading

      Bullish harami candlestick pattern prices k leye bearish trend main banta hai, jiss par buy ki entry ki ja sakti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k close price se jitni ziada upper side par banti hai, utni hi ye pattern ziada strong trend reversal ka message deta hai. Pattern par trading karne se pehle pattern k bottom ya low price area main hona zarori hai. Jab k trade entry confirmation candle ka baad hoti hai, jo k aik bullish real body wali candle honi chaheye. Confirmation candle k dosri candle k top par close hona zarori hai, jab k confirmation candle ki jagah bearish candle banne par trade entry nahi karni chaheye. Indicator par trend confirmation k leye value ka oversold zone main hona zarori hai. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya pehli candle k low price se two pips below set karen.

      Click image for larger version

Name:	images (30).png
Views:	24
Size:	12.3 کلوبائٹ
ID:	12440863
      • #4 Collapse

        Re: Bullish Harami Candlestick Pattern, Trading

        Asalamualikum dear members hope you all are fine and doing well on forex trading.dear members jsa k ap janty Hain market mein different types ke candlestick bnti hain.agr hm candlestick k bary mein information hasil krty Hain to hmary liye trading krna easy ho Jata Hy.

        Bullish harami candlestick pattern:


        Dear members Bullish harami candlestick pattern jab b aik bearish trend ya low prices area mein two days candles sy mil kr bnta hy, to yeh aik bullish trend reversal ka kaam krta hy. Yeh pattern risk reward ratio mein sb sy best pattern hy. Pattern ke dono candles main dusri candle pehli candle sy shape main ya length main small hoti hy, jis main pehli candle ka open or close price dusri candle k open or close price sy zyada hota hy. Traders es pattern ko buyers k pressure k tor pr daikhty hain, jis sy prices mazeed bullish ja skti hain. Yeh chart pattern bearish trend k end or sellers sy buyers main market k control k trf ishara dta hy.or hm trading kr skty hain.

        Click image for larger version

Name:	RctfKqZtXe.png
Views:	13
Size:	24.0 کلوبائٹ
ID:	12440927

        Formation of candles :

        Bullish harami candlestick pattern prices k bottom pr banney ke wja sy aik strong bullish trend k indication dta hy, jo k do candle ka aik simple sa pattern hy. Pattern main candles ke formation much es trha sy hoti hy.

        First candle :

        Bullish harami candlestick pattern ke pehli candle aik strong real body wali bearish candle hoti hy, jis ka colour b bearish pattern k mutabiq black ya red hota hy. Yeh candle prices k bottom ya low price main bearish trend k mazed izafey ke koshish hoti hy.or market upward move krti hy.

        Second candle :

        *Bullish harami candlestick pattern main shamil dusri candle aik small real body wali hoti hy, jis ka open or close same point pr nai hona chaheay. Yeh candle aik bullish trend wali banti hy, jis ka colour white ya green hota hy. Yeh candle pehli candle k andr banti hy.or easily hm daikh skty hain.

        Explanation :

        Bullish harami pattern aik strong bullish trend reversal pattern hy.jo k bearish trend main bnta hy, jo direction ke change k nishan-dahi karta hy. Yeh pattern do candles pr mushtamil hy, jis main dusri candle pehli candle k real body main open or close hoti hy. Yeh pattern bgair confirmation aik strong bullish signal dta hy, k ab bullish trend reversal hone wala hy. Pattern ke dusri candle pehli candle sy size main small hoti hy, jis sy market ka mojuda trend weak par jata hy. Sellers k market main interest kam ho jati hy, jis sy market buyers k control main chla jata hy. Yeh pattern support zone k qareb zyada bnta hy,

        Trading strategy :

        Dear members Bullish harami candlestick pattern price chart k bottom pr banney sy aik strong message milta hy, k ab market down jany ke nai ho skta hy. Ess wja sy ye pattern jab b bearish trend ya low price main bnta hy, to ye bullish trend reversal ka aik strong signal deta hy. Yahan par market main buyers active hone ki koshish krti hain. Trading k liye bullish trend ki continuation or bullish trend reversal dono main prices bht tezi k sath bullish jati hy. Pattern main trade open karne sy pehly trend confirmation ka indicator sy zarur krein.indicators market ko smjhna mein bht help krty Hain.



        Click image for larger version

Name:	Harami-fi.png
Views:	1
Size:	29.7 کلوبائٹ
ID:	12440926
        • #5 Collapse

          Re: Bullish Harami Candlestick Pattern, Trading


          How to know bullish candlestick pattern
          Is me pechay ki psychology kuch iss tarah se hoti hai, k pattern ki dosri candle pehli candle k real body main banti hai, jo k pehli candle se lazm pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo prices k bottom par ya bearish trend ki continuation ka kaam karti hai, q k ye aik long real body wali candle hoti hai. Ye candle aik black ya red color ki candle hoti hai.i small size main honi chaheye. Dosri candle ka high aur low pehli candle k open aur close price k inside trend main banta hai, jiss par buy ki entry ki ja sakti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k close price se jitni ziada upper side par banti hai, utni hi ye pattern ziada strong trend reversal ka message deta hai. Pattern par trading karne se pehle pattern k bottom ya low price area main hona zarori hai. Jab k trade entry confirmation candle ka baad hoti hai, jo k aik bullish real body wali candle honi chaheye. Confirmation candle k dosri candle k top par close hona zarori hai, jab k confirmation candle ki jagah bearish candle pattern support zone k qareb zyada bnta hy, sy best pattern hy. Pattern ke dono candles main dusri candle pehli candle sy shape main ya length main small hoti hy, jis main pehli candle ka open or close price dusri candle k open or close price sy zyada hota hy. Traders es pattern ko buyers k pressure k tor pr daikhty hain, jis sy prices mazeed bullish ja skti hain. Yeh chart pattern bearish trend k end or sellers sy buyers main market k control heba par bante hai. Ye pattern prices k bottom par banne ki waja se bullish trend reversal k leye jana jata hai, jiss main pattern market k current bearish trend ka khatema karti hai. Pattern ki pehli candle ka lazmi long real body main honi chaheye, jo k dosri candle ko enulf karti hai. Pattern ki dosri candle agar pehli candle k close price se ziada upper side par banti hai, to ye aik strong bullish trend reversal ka message hota hai.
          Role in market
          ort level ya bottom area main banne wala aik bullish trend reversal pattern hai, jo k two days candles se mel kar banta hai. Pattern main shamil candles market ki situation batati hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo high aur low pehli candle k open aur close price k inside par bante hai. Ye pattern prices k bottom par hona zarori hai. Jab k trade entry confirmation candle ka baad hoti hai, jo k aik bullish real body wali candle honi chaheye. Confirmation candle k dosri candle k top par close hona zarori hai, jab k confirmation candle ki jagah bearish candle ba par bante hai. Ye pattern prices k bottom par banne ki waja se bullish trend reversal k leye jana jata hai, jiss main pattern market k current bearish trend ka khatema karti hai. Pattern ki pehli candle ka lazmi long real body main honi chaheye, jo k dosri candle ko enulf karti hai. Pattern ki dosri candle banne ki waja se bullish trend reversal k leye jana jata hai, jiss main pattern market k current bearish trend ka khatema karti hai. Pattern ki pehli candle ka lazmi long real body main honi chaheye, jo k dosri candle ko enulf karti hai. Pattern ki dosri candle agar pehli candle k close price se ziada upper side par banti hai, to ye aik strong bullish trend reversal ka message hota hai.k prices k downtrend ya bearish trend ki akasi karti hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k aik small real body main banne ki waja se trend reversal k kaam karti hai. Pattern ki pehli candle aik normal long real body main banti hai, jab k dosri candle bhi real he
          Benefical for traders or not
          prices area mein two days candles sy mil kr bnta hy, to yeh aik bullish trend reversal ka kaam krta hy. Yeh pattern risk reward ratio mein sb k real body main open or close hoti hy. Yeh pattern bgair confirmation aik strong bullish signal dta hy, k ab lazmi long real body main honi chaheye, jo k dosri candle ko enulf karti hai. Pattern ki dosri candle agar pehli candle k close price se ziada upper side par banti hai, to ye aik strong bullish trend reversal ka message hota hai.k prices k downtrend ya bearish trend ki akasi karti hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k aik bullish trend reversal hone wala hy. Pattern ke dusri candle pehli candle sy size main small hoti hy, jis sy market ka mojuda trend weak par jata hy. Sellers k market main interest kam ho jati hy, jis sy market buyers k control main chla jata hy. Yeh pattern support zone k qareb zyada bnta hy, sy best pattern hy. Pattern ke dono candles main dusri candle pehli candle sy shape main ya length main small hoti hy, jis main pehli candle ka open or close price dusri candle k open or close price sy zyada hota hy. Traders es pattern ko buyers k pressure k tor pr daikhty hain, jis sy prices mazeed bullish ja skti hain. Yeh chart pattern bearish trend k end or sellers sy buyers main market k control he
          • #6 Collapse

            Re: Bullish Harami Candlestick Pattern, Trading

            Click image for larger version

Name:	058e8625e086a4fed2c8bc8800fdec8997e784c83cdc642b70ccf3bb8e82560e.0.JPG
Views:	29
Size:	24.0 کلوبائٹ
ID:	12440954Click image for larger version

Name:	83a01ddb9f67e6d619c1b0b3270e85378c52d4b3061640a9a6da0d87077841b5.0.PNG
Views:	1
Size:	9.0 کلوبائٹ
ID:	12440955Click image for larger version

Name:	0a4e90eb873206ac6471af69d5ca7fe125480dbbe0bc2719b2bb099c3409cabb.0.PNG
Views:	32
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12440956



            Bullish Harami candles Types,,


            dear members,,

            Bullish hharami candlestick plan ki second candle first candle k andar banti hai, yanni is ka open aur close dono first candle k inside me hoti hai, jis se ziada tar design reversal hota hai. Plan standard buy ki area ki ja sakti hai, jo k aik third white attestation light k baad ho sakti hai. third white candle ka certifiable body me hona aham hai, jo k second white light k nechay band honi chaheye.tu howdy trasding honi cahhye....


            Bullish Harami Candlestick Formation,,



            Bullish harami candle pattern dealers k leye buy k signs hote hen. ye pattern standard trading se pehle market chief prices ka low area ya negative example essential hona chaheye, hit k model k baad aik bullish insistence fire ka hona bhi zarori hai. Plan ki design assertion particular pointers jaise CCI aur Stochastics oscillator se bhi ki ja sakti hai, jo k oversold zonr basic hona chaheye. Plan k baad negative ya dim fire k baane se plan pqr trading se ihtiat karen, q k costs trade k bar akas bhi move kar sakti hai. Stop adversity plan k leye zarori hai, jo k model k sab se most diminished ya pehli light k base expense se two pips under set karna chaheye.tu hello saath kaam hona vgy,,


            Importence of Bullish Harami Candlestick,,



            Bullish harami light plan cost frame standard selling k baad costs k base ya negative example k baad ban,ne wali bullish example reversal ka kaam karta hai. Ye pattern dekhne me Homing Pigeon Pattern se melta julta hai, lekin dosri light ki tone ya configuration change hone ki waja se ye plan uss se mukhtalif dekhta hai. Plan / pattern two days ka mukhtalif colors standard mushtamil hota hai, jiss ki pehli fire aik negative light hoti hai, jo k long certifiable body head banti hai. Plan ki dosri candle aik minimal certified body principal hoti hai, lekin ye light bullish fire bhi hoti hai aur pehli flame k andar open aur close bhi hoti hai. Dosri fire ka open aur close same point standard nahi hona chaheye, warna ye plan bullish harami cross model blacklist sakta hai.tu hey work fgood harami flame sayy hello there karein gy...


            Trading With Bullish Harami Candlestick Pattern.



            Bullish harami ccandles pattern /plan two days candles standard pe depended hota hai, jo k negative example k baad costs ko bullish example reversal head tabdeel karte hen. Ye cconfiguration pricek base essential ban,ne se ziada asar dekhata hai. Bullish harami candle plan ki pehli light aik negative candle hoti hai, jo k costs essential maojood negative example ki alamat hoti hai. Ye light dull ya red assortment essential hoti hai, jiss ki aik long certifiable body hoti hai. Negative candle sellers ki mazboti dekhati hai. Bullish harami flame plan ki dosri candle aik bullish light hoti hai, lekin ye candle aik minimal certified body head hoti hai. Ye fire aik to bullish candle hoti hai, dosra ye candle pehli light k andar open aur close hoti hai. Dosri candle ki real body white ya green assortment essential hoti hai, jo k negative example reversal ka sabab banti hai.
            Bullish harami candle price ki base pe essential banta hai, jahan standard merchants ki ziada selling ki waja se market major bohut low district chief trade kar rahi hoti hai. Ye plan two days candles standard mushtamil hota hai, jiss head pehli fire aik long certifiable body wali negative light hoti hai. Ye fire ziada selling ki waja se bari dull flame hoti hai. Plan ki dosri fire aik minimal real body wali bullish flame hoti hai. Ye fire pehli candle k veritable body key banti hai, yanni iss light ka open aur close dono pehli flame k andar hote hen. Plan ki dosri light lazmi aik to bullish honi chaheye aur dosra ye fire certified body head bhi honi chaheye.tu greetings exchanges laini hey zroori hogi.
            • #7 Collapse

              Re: Bullish Harami Candlestick Pattern, Trading

              tajir ban'nay ke liye aap ko kin mharton ki zaroorat hai ?


              trading kamyaab ho sakti hai agar hum haqeeqi raqam laganay se pehlay sekhen aur samjhain. tawajah markooz karne aur nazam o zabt ki na-ahli taajiron ko darpaish aik aam masla hai. yeh masla nah sirf nozaida taajiron ko balkay taweel mudti taajiron ko bhi darpaish hai. haan, kyunkay trading ka dorania aap ki tijarti mharton ko bayan nahi karta hai. hamein jald az jald –apne aap par tawajah markooz karne aur nazam o zabt nah karne ke is maslay par qaboo paana hoga kyunkay agar hamaray paas nazam o zabt ki kami hai to tijarat mein kamyabi haasil karna mushkil hai. tijarti mharton ko farogh dena mushkil hai. agar hum seekhnay par kam tawajah den ge to hamein kamyabi nahi miley gi. tijarat hamari zehniat aur lagan ke baray mein hai, aur agar hum sahih tareeqay se mashq karte hain, to hum taweel muddat mein behtar tijarat kar satke hain .




              is tawajah aur nazam o zabt par amal karne ke liye hum bohat se tareeqay aur iqdamaat kar satke hain .


              tijarti maqasid aur maqasid


              wazeh zehen rakhnay walay forex market mein behtareen tajir ho satke hain. hum jo tijarti ahdaaf tay karte hain woh taweel almdt par mabni honay chahiye, aur taweel mudti waqfiyat hum par dabao ke wazan ko kam kar sakti hai, jis se hamein taweel arsay tak tawajah markooz karne aur tijarat mein nazam o zabt mein madad mil sakti hai. agar aap ka zehen uljha sun-hwa hai, to aap is ilaqay mein kahin nahi jayen ge .


              mansoobah bandi ki ahmiyat


              zindagi ke tamam shobo mein mansoobah bandi zaroori hai. is tijarti mansoobay ki kami aksar is wajah se hoti hai ke tajir is baat par tawajah nahi dete ke hum kis cheez par tawajah markooz karna chahtay hain agar hum nahi jantay ke hamein kya karne ki zaroorat hai aur hum kon se ahdaaf haasil karna chahtay hain, focused trading plan hai aisa karna mumkin hai. kyunkay tijarti mansoobay ke sath hamara aik wazeh maqsad hai. hum jantay hain ke is maqsad ko haasil karne ke liye hamein kya karne ki zaroorat hai. agar aap sahih tareeqay se mansoobah bandi nahi karte hain, to aap aakhir mein hare hue hon ge .







              • #8 Collapse

                Re: Bullish Harami Candlestick Pattern, Trading

                WHAT IS BULLISH HARAMI CANDLESTICK PATTEREN

                Friends,ismein apna take profit next resistance Tak Rakh sakte hain market mein aap Jab analysis karte hain to aap ko is strong sport ke bad Jab 1 net resistance uptrend Mein Nazar Aaegi to aapas Mein Apna take profit Laga sakte hain.yah Ek Aisa pattern hota hai jis mein Sabse pahle aap ke pass berish candle hoti hai lekin bearish candle ke bad aapke pass usmein second candle bullish candle banti hai jo ke Bera scandal ke 50% Tak hoti hai agar 50% Se Jyada Hogi to voh aapke pass bullish Harami pattern Nahin hoga dear aap is mein third candle per entry Le sakte hain agar aap is mein dekhte hain ki market uptrend Mein start ho gai hai to aap apni trade Laga sakte hain lekin aap aap Agar bullish candle 50% retrace Mein Khile to vahan se entry len Agar retracement Na karen to aap isase 2pips Upar entry Le sakte hain.
                Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	6
Size:	1.1 کلوبائٹ
ID:	12440957

                TRADING IN BULLISH HARAMI CANDLESTICK PATTEREN

                Jab market long time sy continue down trend main movement ker rehi ho tou same Trend main jab market main aesi bearish candle creat ho ky us ky bahd next bullish candle kuch gap ky sath uptrend main open ho aur is terha sy close ho ky bearish candle ka yeh fourth part tak ho lekin jahan per bearish candle close hui ho us sy kuch upside gap ky sath yeh bullish candle creat ho tou aesy pattern ko bullish harami pattern ka name dia gia hai tou jab aesa pattern complete hota hai tou wahan sy hamain buy main trade open ker leni chahiay ky aesy time per buy main trade open kerny sy hamain bahot acha profit hasil ho sakta hai.Bullish harami pattern ky jesa bullish harami cross bhi hota hai ky jab down trend main continue movement kerty huey aik bari Bearish candle ky bad aik aesi doji candle creat ho jo bearish candle ky centre main cross ki sign creat kery tou aesy pattern ko bullish harami cross kehty hain aur is per market ka trend change hona confirm hota hai ky wahan sy uptrend start ho jata hai.
                Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	1
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12440958

                MORE INFORMATION
                Is pattern ke banne ke bad aap market mein bahut Acha profit Hasil kar sakte hain aur aur date profit aur staff last ki limit bhi apni trade per set karte ho ya maximum profit Hasil kar sakte hain aur apni trading ko bilkul safety ke sath maintain kar sakte hain but is pattern ko properly utilise karne ke liye aap ke pass us ki complete knowledge aur information honi chahie agar aap is mein Koi mistake kar Jaate Hain To aapko bahut zyada nuksan bhi ho sakta hai is liye market ke Tamam different patterns ko Apne trading per reply karne ke liye bahut carefully Un ki learning Karni chahie.THANKS
                Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	23
Size:	4.0 کلوبائٹ
ID:	12440962
                • #9 Collapse

                  Re: Bullish Harami Candlestick Pattern, Trading

                  DEFINATION OF BULLISH HARAMI CANDLESTICK PATTEREN
                  Fellows Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye aapko market Mein different patterns ko properly learn karna hota hai aur learning ke bad unko Apne experience ka hissa banana hota hai aur isliye Baat aapane un ko practically apni trading per apply karna hota hai Jis ke bad aapko bahut hi perfect results Milte Hain aur aap ke liye voh patent profit ka source Ban sakta hai.Aisa Hi Ek bahut hi important pattern bullish Harami pattern hai Jab market button level per Hoti Hai To Us ke bad market Mein Ek Aisi candlestick banti hai jo last bearish candle se 50% Badi hoti hai to aapko idea ho jata hai ya bullish Harami pattern ban raha hai Iske bad Aap Ko Karna chahie aur Jaise hi aap ko conformational candlestick mil ki hai hai us ke forun Bad aapko trade open kar leni chahie Kyunki market confirmation ke bad bahut jaldi se bullish trend Mein move kar sakti hai.Is pattern ke banne ke bad aap market mein bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain aur aur date profit aur staff last ki limit bhi apni trade per set karte ho ya maximum profit Hasil kar sakte hain.

                  TRADING STATERGY
                  TRADERS,Bullish Harami Candlesticks pattern k sath trade kern k liye nich points ko mind man zaror rukhen. Is k liye hamasha long downtrend ka wait karen. Stochastic Oscilator sa zaror check karen k Market ka Momentum slow ya reverse howa ha k nahe aur bearish long body candle k bad bullish candle ka chota banna lazmi ha to tab he confirmation hogi. Bullish candle ka size long bearish candle k sirf 25% tak he hona chaheye. Pori bullish candle lazmi bearish candle k ander ae, to he confirmation ha.Bullish Harami candlesticks pattern ko lazmi baqi indicator ya support level sa start hon ko confirm kerna zarori ha.Ager oper wala sara points confirm ha to ab trader ko Buy ki Trade Entry le leni chaheye.

                  WAY FORWARD
                  Dear forex traders,Yah patteren hamare liye bahut helpful hai hai aur is pattern se Ham bullish trade easily Le sakte hain yah pattern hamare liye ek indicator ka work karta hai hai aur is patron se hamen market mein good entry mil jaati hai agar Ham is patron ko kaise indicator use karte hain to hamen kafi good results milte Hain aur market mein hamen kafi good trade bhi mil jati hai is liye hamen is indicator ko zarur is tamal karna chahie kyunki is indicator se hamen Jo signal milte Hain voh hamare liye bahut hi strong hote hain aur hamen market mein bahut hi good trade ja mil sakte hain hamen apni analyses ko strong karna chahie tha ki ham good benefits le kar working kar saken.THANK U .
                  • #10 Collapse

                    Re: Bullish Harami Candlestick Pattern, Trading

                    BULLISH HARAMI CANDLESTICK PATTERN
                    Dear friends hope you will be fine and enjoying your Life,today we will discuss about bullish harami candlestick pattern,I hope my words will be very informative and knowledgeable for you so let's starts
                    Yeh ek kisam ki candle hi hoti hai yah candle chart pattern hi hota hai jiski aapko wazahat ki jayegi Bearish Continue sell ki traf apna trend bna layti hy. Aur markeet main bhi sell ki achi khaasi movment hony lag jati hao to usko candlestick patterns kaha jata hai.
                    Click image for larger version

Name:	images (31).png
Views:	22
Size:	15.1 کلوبائٹ
ID:	12441030
                    Bearish Harami candlesticks Pattern" ak trend reversal candlesticks ha jo long uptrend k top per banta ha. Isko bearish Harami pattern is liye kehta ha k is man first candle long body bullish hoti h jo buyers k pressure ko show kerta ha, aur second candle small real body k sath bearish candle banti ha, aur iska open aur close first canndle ki real body man hona chaheye. Second small candle first candle k sath asa lagti ha jasa pregnant ho. Is liye is pattern ka nam Harami is liye rukha gya ha q k Japanese language man "Harami" ka matlab pregnant ha.Bearish Harami Pattern" k sath zayada ter trader Relative Strength Index (RSI) ko use kerta han.
                    Click image for larger version

Name:	images (37).png
Views:	46
Size:	18.2 کلوبائٹ
ID:	12441031Trading k liye ager RSI over-bought ka signal de aur uptrend ka momentum b khatam ho raha ho to trader ko RSI k 70 line per wapus downward cross kerna ka wait kerna chaheye. Aur second candle ki length first candle ki lenght k sirf 25 % tak he honi chaheye. Bearish Harami candlesticks Pattern ka new high pa banna downtrend ki confirmation deta ha.
                     
                    • #11 Collapse

                      جواب: Bullish Harami Candlestick Pattern, Trading

                      Introduction :-
                      Assalamo Alaikum,
                      Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	4
Size:	49.7 کلوبائٹ
ID:	12441063
                      Forex trading ma kamyabi k lae enko learn karna bhot zaruri hota hai. En trends ko learn kaye bena ik trader ka knowledge kbi complete ni ho sakta. forex market jb up movement ma jati hai to asi move ko*bullish*kehtyn hain or jb market down wards move karti hai jo asi move ko bearish trend kehtyn hain. Forex market ya to bearish trend ma hoti hai or ya*bullish*trend ma hamy en 2no move ma sy ik ko pick karna hota hai. Unfortunately ham ik target ko b pick karny ma mistake karty hain. Jb ham*bullish*target set karna hota hai to ham bearish ki taraf chaly jaty hain or jb hamy bearish ko select karna hota hai to ham*bullish*ko select kar bethteyn hain. Forex market k trend ko samajna or es ko find karny ka method learn karna bhot zaruri hota hai. Jo trader ye sekh leta hai wo profit hasil karny ma hamesa kamyab ho jata hai. Jo trader forex ma trend ko kio value ni deta or tokky sy trades ko open kar leta hai wo hamesa loss he bardast karta hai kahe bar to etna loss hota hai k unka accout he wash ho jata hai. Ye bearish or*bullish*trend ham demo account sy bhot asani sy sekh saktyn hain

                      History of*Bullish*Harami*candlesticks
                      :
                      Click image for larger version

Name:	Bullish-Harami-Requirements.png
Views:	1
Size:	29.7 کلوبائٹ
ID:	12441064
                      Bullish*harami*candlestick*pattern*k Harmani*name ki waja hha k Japanese man*Harami*phragnant ko kaha jata ha, is*pattern*man b*bullish*candle choti hoti h bearish k moqabla man to is liye*Harami*ka word use kia.

                      Bullish*harami*pattern


                      Jab market long time sy continue down trend main movement ker rehi ho tou same Trend main jab market main aesi bearish candle creat ho ky usky bahd next*bullish*candle kuch gap ky sath uptrend main open ho aur isterha sy close ho ky bearish candle ka yeh fourth part tak ho lekin jahan per bearish candle close hui ho us sy kuch upside gap ky sath yeh*bullish*candle creat ho tou aesy*pattern*ko*bullish*harami*pattern*ka name dia gia hai tou jab aesa*pattern*complete hota hai tou wahan sy hamain buy main trade open ker leni chahiay ky aesy time per buy main trade open kerny sy hamain bahot acha profit hasil ho sakta hai
                      Click image for larger version

Name:	Bullish-Harami.png
Views:	1
Size:	20.8 کلوبائٹ
ID:	12441065

                      Related*harami*pattern

                      Bullish*harami*pattern*ky jesa*bullish*harami*cross bhi hota hai ky jab down trend main continue movement kerty huey aik bari Bearish candle ky bahd aik aesi doji candle creat ho jo bearish candle ky centre main cross ki sign creat kery tou aesy*pattern*ko*bullish*harami*cross kehty hain aur is per market ka trend change hona confirm hota hai ky wahan sy uptrend start ho jata hai
                      Jis terha*bullish*harami*pattern*hai isi terha agar market continuously uptrend main movement kerty huey*bullish*candle ky bahd same*pattern*main bearish candle creat kery tou yeh bearish*harami*pattern*hota hai aur isi terha agar second candle Doji ho tou bearish*harami*cross banta hai aur market wahan sy apna trend change kerty huey downtrend main chalna shoru ker deti hai tou aesy jab bhi*pattern*creat ho tou hamain isi ky mutabiq trade open kerny per bahot acha profit hasil ho sakta ha,
                      Click image for larger version

Name:	Bullish_Harami.png
Views:	1
Size:	110.1 کلوبائٹ
ID:	12441066
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Bullish Harami Candlestick Pattern, Trading

                        BULLISH HARAMI CANDLESTICK PATTERN

                        Dear friends hope you will be fine and enjoying your Life,today we will discuss about bullish harami candlestick pattern,I hope my words will be very informative and knowledgeable for you so let's starts

                        Explanation

                        Yeh ek kisam ki candle hi hoti hai yah candle chart pattern hi hota hai jiski aapko wazahat ki jayegi Bearish Continue sell ki traf apna trend bna layti hy. Aur markeet main bhi sell ki achi khaasi movment hony lag jati hao to usko candlestick patterns kaha jata hai.

                        Bearish Harami candlesticks Pattern" ak trend reversal candlesticks ha jo long uptrend k top per banta ha. Isko bearish Harami pattern is liye kehta ha k is man first candle long body bullish hoti h jo buyers k pressure ko show kerta ha, aur second candle small real body k sath bearish candle banti ha, aur iska open aur close first canndle ki real body man hona chaheye. Second small candle first candle k sath asa lagti ha jasa pregnant ho. Is liye is pattern ka nam Harami is liye rukha gya ha q k Japanese language man "Harami" ka matlab pregnant ha.Bearish Harami Pattern" k sath zayada ter trader Relative Strength Index (RSI) ko use kerta han.
                        Trading k liye ager RSI over-bought ka signal de aur uptrend ka momentum b khatam ho raha ho to trader ko RSI k 70 line per wapis downward cross kerna ka wait kerna chaheye. Aur second candle ki length first candle ki length k sirf 25 % tak he honi chaheye. Bearish Harami candlesticks Pattern ka new high pa banna downtrend ki confirmation deta ha.
                         

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X