Bulish harami candlestick pattern forex trading main bahot he mashhoor candlestick pattern hea aur bahot sary traders is pattern ko trading per apply karty hean aur munasinb risk management ko madd e nazar rakhty huy is say bahot acha profit hasil karny main successful ho jaty hean ye candlestick bullish trend ke start hone ka ek best signal hai hai aur is signal se hamen kafi good entry mil sakti hai aur market mein Ham kafi good profit Le sakte hain market mein jab bhi bullish harami pattern create hota hai hai to yah hamare liye board entry ka signal hota hai.
Bullish Harami Candlestick Pattern ki Wazahat.
Bullish Harami Candlestick Pattern ki shape basically 2 candlesticks per mushtamil hoti hea aur is ko analyse karna bahot aasan hota hea is ppattern main first candlesticks long body bearish candlestick banti hai jis ko small body bullish candlestick follow kerti hai lakin is ko mazeed kuch is tarha.
samjha ja sakta hea kay bullish Harami pattern mai pehli candle morobuzu candlestick bhi ho sakti hai lakin aap ko trade us time lagana hai jab Bearish harami candle kay baad next candlestick gap up main form up ho aur bearish harami candle ka jo high hai uss ky upper ja ky gap up candle closed ho jaye.
Traders kay liye Advise.
Agar aap bullish harami candlestick pattern per trading karna chahty hean to aap ko is baat ka khas khyal rakhna chahiye kay is pattern kay mutabik jub aap ko accurate entry poin millay to trade open karni chahye matlab yea kay jub market nay agar aik low point lagya hai aor aus k baad hi hum ko ais market mai dekhna hai k agar market yehi same low point lagati hai to hum ko ais mai ye pattern confirm ho jata hai aus k baad market aik new high point lagati hai ais market mai jab ap chart pattern par dekhy to ap ko ais market mai ain pattern par trade karni chaye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим