sabar ka phal meetha
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1366 Collapse

    G bhai ya bat bhtar hai kah jab ap forex mein sabr karta hain or kam earning pa bhe ap khush rahta hain tabje ap kmyab rahta hain hain ap otna sabr mat karin kah ap ka loss bahrta jaya or ap ka sabr karin asa mein ap ka account wash ho sakta hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1367 Collapse

      Forex trading mai patience ya sabar ke bohot he ziada importance hai . forex trading mai wahi traders kamyabi hasil karty hain tu patience kay sath apni trading kay doran achy trading entry point ka intezar karty hain aur iss hisab say he trading kar ty han .
       
      • #1368 Collapse

        je bhai jan forex trading mn kamyabi ka sab say bra trick he sabar hay. jitna sabar aur tahamul say chalo gay utna he kamyabi kay chance barhen gy. aur jitna ziada greed karo gy utna ziada jaldi nakam ho jao gy.sabar ka phal waqiaye meetha hota h
        • #1369 Collapse

          Yes dear you are right, i am agree with you, jo log bhi forex trading men Sabar ka daman ni chorte hain wo forex men zarur succes kr jate hain, forex men hamen always small traget acheve krne chahiye q k jab bhi koi trader forex men greedy hota hai forex usse dabo deta hai, agar ham forex men achi planning aur targets se trading kren ge to forex hamen life time support kre ga.
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #1370 Collapse

            ghan ap ne bilkul theek kaha koi bhi kam aesa nai hay jis may humay us kam ko join karty sath hi profit hasil ho isi tarhafprex may bhi humay sabar se kam lena cahiay tou hum bhtkamiabi hasil karsakty hay
            • #1371 Collapse

              forex trdaing aik ause job hai jis main hum kam apni marzis e karty hain or hmain es ka phal jo bhi milta hai hmain osko he shukar k sath qabool karna chahy yahi bhatr hota hai or mera khyal hai k greed karny se bhi kuj nahi milta hai
              • #1372 Collapse

                bahi ager ap market ka andaza nai laga sakty hu to ap ka hak banta hi thora saber kar ka pher trading karo ager ap tb hi laga do gay tab ap ko loss b hu sakta hi ager ap saber sy kam karo gay ap ko as ka do guna b mil sakta hi q kay saber ka bhal hmedha metha huta hi
                • #1373 Collapse

                  agar hum forex trading main sabar kay sath kam karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main humay jald bazi nahi karni cahheiy aur esmain lalach bhi karna humary liey theak nahi hota bs humay chahiey keh sabar kay sath he kam karen tab he safe earning kar sakty hay esmain
                  • #1374 Collapse

                    G bhai apki bay sahi hai or mai apk bat se Agree hun es liye saber karna zarori hai or jitna hum saber karengy otna he acha profit mily ga hmain or hmari trading bhi achi ho hi es liye jitna ho saky otna he greed ko avoide kar k trading kren tu he hmain metha phal mil skta hai forex main kmyabhi ki sorat main
                    • #1375 Collapse

                      g han dear is main sabr say kam lena ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucessh on gay aur hamain markt main analyse kar k hi trade karni ho ga ta k loss kam ho
                      • #1376 Collapse

                        Dear friends, forex trading main sabar bahut hi zaruri hota ha..agar ap sabar ka muzahra karain gay aur strong signal pa hi trade karain gay to ap ko acha profit milay ga...but agar ap jazbati trade karain gay to ko loss ho ga..
                        • #1377 Collapse

                          is forex main sabr say kam lena ho ga is main agr hamain loss hota hai tou bi sabr say hi kam lena ho ga tba hi hum markt main achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain markt main trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k earning ho
                          • #1378 Collapse

                            g han dear is main hamain hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hium sucess hon gay aur loss ho jay tou sabr sy kam lena ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain markt main is k bary main plane kar k hi trade karna ho ga it is best
                            • #1379 Collapse

                              Dear apne bikul thiek kaha hai ka sabr ka phale hamehsa mitha hota hai jo log forex trading par sabr se kam nahi karty woh hamesha loss uthanty hain.Humain hamesha sabr ka sath trading karni chahiya.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1380 Collapse

                                Agar dekha jaye to duniya ka koi be kam ho sabar ke sath kiya jaye to ziyada chances kamyabi ke hote hain and forex is a best in my eyes forex par sabar or knowledge ke sath kam kiya jaye to nakami ke chances kam hote hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X