sabar ka phal meetha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    i agree with you that slow and steady wins the race if you close your trades at low profits and increase your quantity of trades you will find a big profit at day end or week end and if you do long trade then this plan is not suitable for you you should choose good entry points to gain good profit and control over your emotions.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      yes brother I am 100% agree with you aur ye baat such he ke forex trade mein sabar ka phal he meetha hota hy aur jo log zeyada profit ke laluch mein trade lagatay hein aksar on ko loss ka samna krna parta hy, is leye best yehe hy ke aap kam profit py trade lagao aur loss se bhi buch jao q ke sabar ka phal meetha hota hy.
      • #618 Collapse

        han aik tariky se theek hy sabar or thori earning but ye to aik dar huwa k ap is business ko just normal earning k liye use ker rahy ho issy na paki knowledge barhy gi na experience to pehly ap normal earning kro phr ahista ahista agay barho
        • #619 Collapse

          Yes my dear you are right i agree with you that k forex trading ki is working main humy sabar say working karna chaheya because agar hum is online working main jald bazi say kam lay ga to hum say is online forex trading main koi mistake ho jae gi is say hum lose ho sakta ha is liya zarori ha k relax ho kar trading ki jae.
           
          • #620 Collapse

            g haan sabar ka phal bhot metha hota ha jo trading kam krtay ha unko kam money milti ha wo isi ma koush rhana chaiye qk insan sabar krta ha to usaay sabar ka phal zaror milta ha or forex ma jatna sabar say kam krro gay uskay liye acha ha manay forex ab join kia ha isma jatna sabar kro gay uthna sabar ka phal milay ga
            • #621 Collapse

              yes i agree with u .......jo yahan sabar se kam laitay hain aur jald bazi ni krtay hain aur na hi greed krtay hain aram aram se earning krtay hain har step soch samajh kar laitay hain unhain hi aik din success bhi milti hai aur bht acha profit bhi q k yahan sabr se kam lainay wala hi profit gain krta hai q k sabar ka phal metha hota hai........
              • #622 Collapse

                dear ap ne bohat achi bat share ki ke forex mai saber bi karna chahiye aghar ap ki koi trade loss mai ja rahi ho to ap wait karo ge to wo trading ap ki profit mai zaror ae gi aik na aik din ap ko loss nahi ho ga bulke ke profit ho ga to forex mai sabar bi important ha
                • #623 Collapse

                  Gary bilkul principal sab associates ki baseball bat point out consent hon. sabar ka phal meetha hota hai. kion kay koi bhi kam commence karnay aur us all principal kamyabi kay liey zarori hota hai kay ap us all kam ko achi tarah samajh kay sabar point out karain to be able to kam jaldi bhi ho ga aur theak bhi agar bina sochay hi there karain lgbt to be able to us all principal kaamyab ni ho sakti.
                  • #624 Collapse

                    jahan tak mera khyal hai bro main ap ki bat se agree karta hon k sabar ka phal mitha hota hai humey sabar se kam lain achahie kyun k agar hum sabar nhe karain gay to kuch faida nhe hoga bro is liye sabar zaroori hai mere khyal main bro
                    • #625 Collapse

                      G han dear ap ki baat bilkul thek hai forex trading mai sirf wohi kam yab ho skta hai jo is mai sabar o tahamal sy kaam karta hai is mai jaldbazi or lalach karny wala hamesha mara jata hai so humain is mai sabar sy kaam lena chahye q k hum jnty hain k sabar ka phal meetha hota hai
                      • #626 Collapse

                        yes sabar ka phal hmsha mettha hota hai but forex me sabar karo but itna bi nhi k market loss hi loss karti rehe hmsha stop loss ka use kare or jab apko trend change hote howe lage to close kr de trade sabar zada bi na kare k apka account wash ho jaye
                        • #627 Collapse

                          haan jee hmen forex trading me hmen saber se kaam lena chahye kyun key idher is kaa bhtt kaam hai or iss se hummm kisi bary loss se bach bhi sakty hain or ho sakta hai thora wait krne se hmara profit bhi brh jaye
                          • #628 Collapse

                            Assalam o alikum Dear friends ye sach he ke sabar ka phal metha ho ta he khas tor par forex trading me because agar kabhi hamay loss hota he to hamay bht dukh hota he or ham bht bura bhala khate hen hamay chaiye ke ham sabar kren or aur bhe ache se forex ko learn kren phr dhakna sabar ka phal kitna metha hota he...............
                            • #629 Collapse

                              jee hy sabar ka phall hamasha mitha he hota hy lakin is ka leya ap ko bhe mahnat karni party hy mahnat ka bhe sabar bhe kisi kam ka nhy knowladge ho ga to ap ma sabar khud ba khud a jay ga or us ka phal ap ko mitha he mila ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                yes it is very much true ... jb insan sbar say kam leta hay tbi wo aista aista kamyabi ki rah par gamzan hota hay ...... sabar aik aisa phal hota hay jis k sila har kisi ko milta hay ... so it is important k hum loss k bad har na manay or sbar say kam lay takay next time r better work kar skay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X