sabar ka phal meetha
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    han jee Sabar ka phal meetha hota hai aur forex mein bhi yeh lago hota ager ap is mein saber se aur aram se kam kary tu ap ko zaroo fada ho ga aur ap k loss kam ho ga likan ager ap jadl bazi kary gay tu profit bhi kam ho ga aur loss ziyad ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      Yes dear friends ap ki soch bilkul theek hy vaky hi forex main sabar se kaam lena chahye agar hm lalach krain gy or ziada kmany k chaker main pardein gy to loss k chances ziada hoon gy hmain thordi or soch samjh k trading karni chahye tb hi kamyabi hasal ho gi
      • #663 Collapse

        yes it is the right that the patience give the success in the forex not in the forex in the any field of the life you will get the success if you will do it with the patience that is why we should also give the time to it and trade with the patience
           
        • #664 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: haya پيغام ديکھيے
          haan gee humain patience kay sath kaam karna chahye kyun kay patience se aap acha kama sktay hain aur loss kay chances bhi kam ho jatay hain so ap ko chahye kay iss work main jald bazi ka mozahira na karain aur patience kay sath kaam kartay rahain
          trading me jo bhe sabar se kam ly ga wo trading me heavy ho jy ga aor jo sabar se kam na ly ga wo nakam aor akhar me bagh jy gy best way he ky sabar aor tahamal mezaji achi aor successfull he agr sabar ko apnaya jy to trading me earinig hoti he loss se bacha ja skat he
          • #665 Collapse

            g bhai i am agree with you forex main wo log he kamyab hain jo log sabar kar sakty hain q k forex ko smjhny k lia zada say zda knowledge ki aur expireence ki zarurat hoti hai to es tarha ap hard working kar k he kamyab ho sakty hain
            • #666 Collapse

              agar to ap Forex main ek success trader banna chahty hain to phir ap ko chaye k ap is main hard working karain and lalch na karain balky sakoon se kaam karain ,,,,,jald bazi na karain kyu k sabar ka phal zarur milta hai and wo metha he hota hai.....kam profit earn kar lain lakin lalch mat karin...
              • #667 Collapse

                yesss i agree with u hum shuru sy hi ye sunty aa rahy hn k sbbr ka phl mitha hota hai hum jb treading shuru krty hn ya posting vala kam krty hn zehn mn yehi hota hai k bss jldi jldi kuch na kuych mill jay agr na mily to lgta hai forex mn kuch nhi hai pr mery bhai sbr bhi koi chz hai sbr kryn gy tb hi kuch na kuch hasil hoga...
                • #668 Collapse

                  Yes i think patience is very important and critical in forex, because your impulsiveness can cause greater loss for you in trading. its true that sometimes earnings are very low.
                  • #669 Collapse

                    Sir bhout hi acha topic start kie ya baat to hundred percent right hai agr hum forex business mei greedy ko mady nazr rakhy gy to phr hum es mei achi earning ki bje loss hi kry gy es lie sar k sath jo profit mily wo hi kafi hai s..
                    • #670 Collapse

                      han g hum ko dekh lena chahye k hum yha pay kesay kam ko karty hain hum ko is cheez ko samjh lena chahye k kesay is cheez ko dekha jae jiss say hum acha kam kar sake.
                      • #671 Collapse

                        Bhai jaan agar hum sabar karen ge jab hi to hum sabar ka maza chakh saken ge hume chayye ke hum jab bhi trading karen sabar ke sath karen jald baazi bilkul bhi na karen......
                         
                        • #672 Collapse

                          yes dear member may ap say itafaq karta hon forex trading may humy apni daily profit ki ahk limit rahkni chaya ka trader daily itna earn karny kay bahd apni trade close kar dahyn gay.pr toh trader ahsta ahsta successful hota chala jaya ga.agrer lalch may trader ahy ga toh ah din apni sari investment ko loss kar dahga.
                          • #673 Collapse

                            je haan ju bro forex mein sabar se work kartay hain wo es mein successful rehtay hain so kosis karay agar forex mein kaamyaab hona chatay hain tu cool mind se work karay thankful for question
                               
                            • #674 Collapse

                              jee han sabar ka phal meetha hota hai aur ye logic life ki har stage pe kaam aati hai.. forex me earning k lie apko patience ki zarurat hoti hai q k some times during trade apk samne kuch tough time ajata hai and jisko apko tackle karna parhta hai so in that case use your patience otherwise you will get more losses ...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                gee han sabar ka phal meetha hota hai kun ke agar ham sabar se trading karte hain to hame sabar ka bhi faeda hota hai or hamari trading bhi achi hoti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X