forex with 0% risk

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    Forex trading business sb se best to nhi ha mgr bohat sary businesses se better ha. is business ko hr join kr skta ha, ye iski sb se bari quality ha. yaha se earning krny ki kli limit nhi ha or isko join krny k liye kisi required qualification ki zarurat b nhi ha. ye kuch baatein forex ko best bnati hn.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      Dear friend ji nahin hum forex trading business mein risk kay beghair trading nahin kersaktay kiyunke yeh aik risky business hai aur agar hum iss mein profitable trading kerna chahtey hein tou humein iss mein planning kay saath trading kerni chahiye.
      • #618 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
        Kia ham forex trading me 0% risk k sath trading kr skty hn?
        Agr kr skty hn to kaise?
        Ji nahi forex ma 0% per work nahi hosakta. Her business ma profit ya loss hota ha aur forex ma profit or loss ka ratio ziada ha. Warna easa business koi like nahi kerta.
        • #619 Collapse

          no dear friend hum forex k trade mien risk free trade ni ker sakty q k ager hum risk ni ly gy to haamin profit b ni ho ga es lye haamry rade kerny ka kio fiada na ho ga
           
          • #620 Collapse

            esay koi business hi nahi nahi hai brother forex trading may agar kuch hai tu who sub say pehlay risk hai brother our agan may profit hai brother forex trading may agar risk lo gay brother tu hi kuch profit karo
            • #621 Collapse

              Forex trading aik business he jis min loss aur profit sath sath chalte hin hum agar ye kahin k hum risk bhi na lein aur humain earning bhi ho jaei to eisa mumkin nahi he es ki wajah ye he k ye market he jo har waqat hi movement min rehti he aur humin profit aur money de sakti he.
              • #622 Collapse

                Jeehan hum 0% risk pur trading kar saktay hain laikin uskay liyay humain bohat zidaapractice ki zarurat hoti hai aur kuch aisi strategies bnani hoti hain jin say hum profit carry kar sakain.
                • #623 Collapse

                  We can not say that we can trade forex with 0%, as we can mitigate the risk by putting Stop Loss and in this way we can control our loss, but it is very difficult for everyone that he will be in profit everytime, so there are ways to reduce the loss but cant say 0% risk strategy.
                  • #624 Collapse

                    yrr jahan tak forex ke kaam main 0 risk ka sawaal ha to aisa hona namumkin ha kiun ke forex aik aisa kaam ha jis main profit aur loss donon iss kaam ke essential parts hen lehaaza iss kaam ko agr aap krtey hen to aap ko loss ka bhi saamna krna ho ga iss se bachney ke liye aap ko apni trading main mehnat krni ho gi
                    • #625 Collapse

                      boohat mushkil hay dear keh aisa koi method aur yar koi aisi trade ho jis main risk 0% ho ye mumkin nai hay, agar aap nay kisi business main profit earn karna hay to us main risk to lazmi ho ga, risk kay bagair koi bhi business nai hota, har koi trader aik bar loss zaroor karta hay,
                      • #626 Collapse

                        Dear, asa koi buisness nhe hy jis men risk na ho.. similarly forex trading men bhe risk hota hy lekin sahe strategy aur planning k zariye hum loss ko avoid ker skty hen..
                        • #627 Collapse

                          with the desire to learn, open the possibility of a success, but if we had to learn lazy and do not want to practice, then the success that we hope will be a dream forever and we will never get in the real world.
                             
                          • #628 Collapse

                            Forex trading 0% risk to tab hoti hy jab ap Forex trading my trend koo follow karty ho or Forex trading my market my jab bi order open karty ho apna lot size boht low karty ho yah ado kik trading my risk nahi hota hy
                            • #629 Collapse

                              forex buseinss main bht hi zyda risk hota hai is liye hamen is main dehan k sath trading karni chahye nahi to hamen is main se bht sara loss b ho skta hai ku k ye buseinss bht hi zyda risky buseinss hai.........
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                salam dear apne bara acha question kia forex trading main risk bahut ziada hai kabhi apko profit hota hai aur kabhi loss hota hai esliaye sb se pehlay apko demo account pr kaam karna chahiye ta keh ap practice kar sakhain aur learning skills seekh sakhain phir apko real account main kaam karna chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X