Comparison of Swing and Position trade strategy and their effectiveness in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Comparison of Swing and Position trade strategy and their effectiveness in forex
    Dear friends, swing and position trading two types ki strategies hain jin ko normaly forex main trade kay liay apply kia jata hay, in main market kay behaviour aur pairs kay proper anaylisis kay mutabik trade ki jay to achay benefits miltay hain,

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221231_0807_30_2504.jpg
Views:	1
Size:	17.1 کلوبائٹ
ID:	12577704

    normaly long term traders forex market main position trading kartay hain jab kay scalpers swing trading ko importance daitay hain, in ki details yeh hain


    Details of Swing Trading strategy:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221231_0807_29_6350.jpg
Views:	1
Size:	13.1 کلوبائٹ
ID:	12577705

    Swing trading aik medium term trading style hota hay jis kay liay strong knowledge ki zarurat hoti ha, traders swing trading ma market ki changes kay mutabik jaldi react kar kay decisions laitay hain, is main traders three to ten days tak apni trade position maintain kartay hain aur market ki kisi bhi positive move say advantage hasil karnay ki koshish kartay hain.

    Effectiveness of Swing Trading:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221231_0807_29_8791.jpg
Views:	1
Size:	17.5 کلوبائٹ
ID:	12577706

    Is trading strategy kay mutabik traders market main us waqt hi entry kartay hain jab profit ki high probability hoti hay is kay liay proper technical aur fundamental anaylisis ki zarurat hoti ha traders market ki moment kay sath up and down positions lay kay trades kartay hain, swing trading ma traders day trading aur trend trading kay between certain position laitay hain aur jab bhi koi acha chance mil jay to us ko grab kartay hain

    Details of Position Trading strategy:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221231_0807_30_1293.jpg
Views:	2
Size:	10.0 کلوبائٹ
ID:	12577707

    Position trade strategy aik long term trading strategy hoti ha jo kai months tak continue last ho sakti ha, position traders short terms price moments ko neglect kartay hain aur long term trends say profit hasil kartay hain, yeh investing say milti julti hay jis ma apni amount ko invest kar ya certain position lay kay sit back ho jatay hain aur profit ka wait kartay hain, position trading main trade open karnay ka wait kartay hain aur limit orders ko use kartay hain, jaisay hi market hamary is point par aati hay hamara buy ya sell order active ho jata hay,

    How this strategy is effective:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221231_0807_30_0122.jpg
Views:	1
Size:	17.3 کلوبائٹ
ID:	12577708

    Is strategy main traders ko fundamental anaylisis ka acha experience hona chaiay kiun kay yeh factors market ko analyse karnay main kafi important hotay hain, position trading main ap confident aur strong minded honay chaian kiun kay is main aik position aisi bhi aati ha jab apki trades market kay against chali jati hain, is strategy kay liay hamaray pass acha capital hona bhi zaruri ha ta kay hum market ki moments ko easily withstand kar sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Comparison of Swing and Position trade strategy and their effectiveness in forex

    Assalamu alaikum I hope thik honge aur Market mein achcha kam kar rahe honge aapko pata hai ki Forex hamare liye ek behtarin online business hai jismein Ham study karke ismein bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain market mein vahi log jyada kamyab hote Hain Jo market ko jyada se jyada time dete Hain market mein study karte hain market ko sahi tarah follow karke kam karte Hain Demo hamen ismein demo account mein practis Karni hoti hai demo account ka aapko pata hi hai ki vah hamare liye ek bahut hi achcha account hai jismein Ham Apne trading future ki learning kar sakte hain aur use achcha banaa sakte hain koi bhi work hai usmein Ham proper kam karenge proper market ko study Karke kam karenge to uske bad Yahan market se fayda bhi le sakte hain

    What is the comparison and swing strategy ?

    Forex member market mein kam karne ke liye hamen market ke knowledge ki jarurat Hoti hai market mein jab Ham regular kam karte Hain to uske liye hamen knowledge ki jyada se jyada jarurat Hoti hai hamen market ki moving average ko dekhna hota hai ki market mein kaise move ho raha hai aur uske mutabik hamen ismein kam karna hota hai daily Ham ismein achcha kam karenge market ko jyada se jyada time denge to Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain swing strategy ki bat krein tu market mn ye eik bohat achi cheez ha is mn phaly normal bearish hota ha ur os k bad long bullish ho jata ha market mein Ham jitna jyada kam karenge utani Hi aasani se Ham kamyabi ho sakte hain daily hamen ismein technical work karna hota hai market ko jyada se jyada time Dena hota hai to Ham ismein bahut hi aasani se market se fayda le sakte

    Click image for larger version

Name:	images (10).jpeg
Views:	1
Size:	34.7 کلوبائٹ
ID:	12438011

    Trading Explanation

    Hamen ismein Sabr ke sath kam karna hota hai kyunki aapko pata hai ki market mein Ham jitna jyada success lenge utani hi hamen fayda bhi milega market hamesha usi bande ko success deti hai Jo ismein proper work karta hai jyada se jyada market ko time Deta hai regular hamen market mein kam karna hota hai hamen ismein sabse pahle market ki move ko check karna hota hai ki market mein kaise kam ho raha hai aur uske bad hamen market mein inter hona chahie aur uske bad market mein hamen apna order place karna hota hai market mein jab news aati hai to market mein Kafi jyada change aata hai agar Ham news ko acchi Tarah guide karenge to hamen confirm Nahin ho jayegi ki market ke munh kis taraf hone wali hai aur ham bahut hi aasani se ismein apna order place Karke market se fayda le sakte hain

    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	3
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12438012
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X