Dear friends, swing and position trading two types ki strategies hain jin ko normaly forex main trade kay liay apply kia jata hay, in main market kay behaviour aur pairs kay proper anaylisis kay mutabik trade ki jay to achay benefits miltay hain,
normaly long term traders forex market main position trading kartay hain jab kay scalpers swing trading ko importance daitay hain, in ki details yeh hain
Details of Swing Trading strategy:
Swing trading aik medium term trading style hota hay jis kay liay strong knowledge ki zarurat hoti ha, traders swing trading ma market ki changes kay mutabik jaldi react kar kay decisions laitay hain, is main traders three to ten days tak apni trade position maintain kartay hain aur market ki kisi bhi positive move say advantage hasil karnay ki koshish kartay hain.
Effectiveness of Swing Trading:
Is trading strategy kay mutabik traders market main us waqt hi entry kartay hain jab profit ki high probability hoti hay is kay liay proper technical aur fundamental anaylisis ki zarurat hoti ha traders market ki moment kay sath up and down positions lay kay trades kartay hain, swing trading ma traders day trading aur trend trading kay between certain position laitay hain aur jab bhi koi acha chance mil jay to us ko grab kartay hain
Details of Position Trading strategy:
Position trade strategy aik long term trading strategy hoti ha jo kai months tak continue last ho sakti ha, position traders short terms price moments ko neglect kartay hain aur long term trends say profit hasil kartay hain, yeh investing say milti julti hay jis ma apni amount ko invest kar ya certain position lay kay sit back ho jatay hain aur profit ka wait kartay hain, position trading main trade open karnay ka wait kartay hain aur limit orders ko use kartay hain, jaisay hi market hamary is point par aati hay hamara buy ya sell order active ho jata hay,
How this strategy is effective:
Is strategy main traders ko fundamental anaylisis ka acha experience hona chaiay kiun kay yeh factors market ko analyse karnay main kafi important hotay hain, position trading main ap confident aur strong minded honay chaian kiun kay is main aik position aisi bhi aati ha jab apki trades market kay against chali jati hain, is strategy kay liay hamaray pass acha capital hona bhi zaruri ha ta kay hum market ki moments ko easily withstand kar sakain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим