Tasuki Gap Up Candlestick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tasuki Gap Up Candlestick Pattern
    Assalamu Alaikum Dosto!


    Upside Tasuki Gap Pattern (Bullish)


    Bullish tasuki gap candlestick pattern "Gap Pattern" k family se taluq rakhne wala aik bullish continuation pattern hai. Ye pattern teen candles par mushtamil aik bullish trend continuation pattern hai, jo k prices k bullish trend ya high area main paya jata hai. Pattern ki pehle do candles bullish jab k ajahri candle bearish hoti hai. Pehli candle k baad banne wali dosri aur teesri candle up side par gap main banti hai. Dosri aur teesri candles taqreeban size main aik jaisi hoti hai, lekin ye zarori nahi hai. Pattern ki pehli candle bullish trend ki akasi karti hai jo k long real body par mushtamil hoti hai. Ye pattern "Bullish Gap" pattern ka advance version hai q k iss main teen candles hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (316).png
Views:	6
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12577451

    Candles Formation


    Bullish tasuki gap candlestick pattern main pehli do candles "Bullish Gap Pattern" ki tarah bullish bhi hoti hai aur aik fosre se upside main gap main bhi bante hen. Pattern ki k last par aik aur bearish candle bhi hoti hai, jiss se "Bullish Gap" pattern "Bullish tasuki gap pattern" main badal jata hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (180).jpeg
Views:	23
Size:	11.7 کلوبائٹ
ID:	12577452

    1. First Candle: Bullish tasuki gap candlestick pattern ki pehli candle aik strong aur long real body main hoti hai. Ye candle bullish trend ki mazboti batati hai, aur iss ka color white green yanni bullish hota hai.

    2. Second Candle: Bullish tasuki gap candlestick pattern main dosri candle bhi bullish hoti hai, lekin ye candle aik to aksar size main pehli candle se kam hoti hai, lekin zarrori nahi k aisa hi ho, dosra ye candle pehle candle k above gap main main banti hai. Prhli candle se dosri candles ka gap main banna prices ka "Bullish Gap Up" pattern banati hai. Ye candle bhi bullish honne ki waja se white ya green color main banti hai.

    3. Third Candle: Bullish tasuki gap candlestick pattern ki teesri candle aik real body wali bearish candle hoti hai, jiss ka color black ya red hota hai. Ye candle dosri candle k closing point par open hoti hai, aur thora sa nechay (real body k sath) close hoti hai. Ye candle pehli aur dosri candles k darmeyan banne wale gap ko cover nahi karta hai, jiss se ye candle prices ko bearish trend main badalne main nakam rehti hai.

    Explaination


    Bullish tasuki gap candlestick pattern aik bohut nayab pattern hai, jo k bullish prices k trwnd continuation pattern k leye istemal hota hai. Ye pattern high price ya bullish trend main banta hai, jo k teen candles par mushtamil hota hai. Pattern ki pehli aur dosri candle apas main up side par gap banate hen, jo k same "Bullish Gap Up" pattern jaisa hota hai. Dosri candle k baad banne wali teesi candle aik bearish real body wali candles hoti hai, jo k open to dosri candle k close price par hoti hai lekin close pehli aur dosri candle k gap main hoti hai. Bullish tasuki gap candlestick pattern main shamil teeno candles real body main hoti hai, jiss main ziada tar dosri aur teesri candles ka size same hota hai (lrkin ye zarori nahi hai).

    Click image for larger version

Name:	images (315).png
Views:	25
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12577450

    Trading


    Bullish tasuki gap candlestick pattern main teesri candle bearish banne k bawajood bhi ye pattern prices ko bearish trend main reversal karne main nakam hoti hai, jiss se prices bullish trend continuation ka signal deti hai. Pattern ki teesri candle open to dosri candle k close price par hoti hai lekin gap main close ho jati hai. Agar ye candle gap ko cover bhi karen lekin ziada nechay na jaye jiss se pehli candle ka close point ho to bhi pattern ko darust mana jata hai. Pattern ki teesri candle ka position bohut aham hai, k wo gap main se ziada nechay na jaye. Agar wo aisa karti hai to ye pattern invalid ho jayega. Pattern par trading k leye confirmation candle ka honna zarrori hai, jo k teesri candle k baad aik bullish candle ka honna chaheye. Confirmation candle ka bearish candle se above close hona chaheye aur pattern ka Stop Loss pattern k sab se downside jo umoman pehli candle ka lower side ya open position banta hai, se aik ya do pips nechay set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (181).jpeg
Views:	8
Size:	32.5 کلوبائٹ
ID:	12577449
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tasuki Gap Up Candlestick Pattern

    Tasuki Gap Candlestick Pattern kia hota hy
    tasuki pattern two candlestick ya gap k majmuay ko kehtay hain, gap ko window b kaha jata ha aur ye 2 consective candles k darmian aur un k shadow ko mila k bnta ha, lakin agr candles k darmian gap ho mgr un k shadows apas ma touch ho rahay hon to usay hm window nhi kahain gay, windie k liay shadows k darmian b lazmi gap hona chaiay, is tarah rising window ko bullish aur falling window ko bearish kahain gay, pattern ko mukamal karnay k liay window k baad 2 candles ki hi zarurat hoti ha, ye candlesticks window ko band ya gap ko fill nhi kar sakain gi, barhtu hui window ko follow karnay wali pehli candle bullish rising candlestick ho gi jb k dusri aik dark bearish hogi
    Tasuki Pattern three candlestickts sa mil ker banta ha, jo hamen already continue market trend k further continue rehna ka signal deta han
    1. Tasuki Gap Up Candlestick
    2. Tasuki Gap Down Candlestick

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	2
Size:	21.0 کلوبائٹ
ID:	12437706
    Tasuki Gap Up Candlestick Pattern
    Tasuki Gap Up pattern three candle stick pattern par depend karta hai jo ye information dety hain k market ka trend up ward direction ma continue kary ga. Up side tasuki pattern 3 candles par mustamil hota hai or ye information share karti hain k market ka trend up hai or ye continue kary ga. Ye jo third candle hoti hai ye pehle dono k darmeyan banany waly gap ko close kar deti hai. Trader aksar es pattern ko use karty hai bullish movement ko confirm karny k lae. Tasuki up trend information deti hai strong up ward signal k bary ma jo k gap sy show hota haiJab market reopen gap ky sath ho lekin bahot jald gap ki cover bhi ker ly tou yeh market trend reversal ki confirmation hoti hai aur ham reverse direction main trade agar open ker lety hain tou hamain bahot acha profit bhi hasil ho jata hai agar market short time main gap ko recover nehi kerti tou phir same trend main market apni movement ko continue rakhti hai phir hamain same direction main hi trade ko bhi continue kerna hota hai ky hamain forex market ki aesi situation main same previous trend ko follow kerty huey trade open kerny per hi profit milta hai


    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	30
Size:	14.6 کلوبائٹ
ID:	12437707
    • #3 Collapse

      Re: Tasuki Gap Up Candlestick Pattern

      forex trading tafreeh aur ​​tafreeh ​​ka plate form nahi hai. yeh aik pesha warana shoba hai jahan hum aamdani ke bohat ziyada mumkina zaraye se apni zindagi guzaar satke hain. yahan is maidan mein kamyaab honay ke liye, aap ko pesha warana nuqta nazar ki pairwi karna hogi .




      forex trading par tawajah markooz karen :


      sahih zehen ke baghair koi bhi shakhs zindagi mein kisi bhi payshay ki taraf nahi barhay ga agar is ke paas is shobay mein aisa karne ke baray mein munasib maloomat nah hon. forex aik bilkul mukhtalif andaaz mein aalmi maeeshat ki numaindagi karta hai. 1 shakhs ko haqeeqi tijarti account ki bunyaad par kaam karne se pehlay forex qeemat ke amal ko samjhna chahiye. khud seekhna aadhi jung hai. yeh jan-nay ki koi zaroorat nahi hai ke agar hum ne jo kuch seekha hai usay amli jama nah pehnaya jaye. yeh aik mashq hai jo hamein dukhati hai ke hum amli kaam mein kahan hain. tayari ke nateejay mein, hum faisla kar satke hain ke hamein mazeed mutalea karne ki zaroorat hai ya is ilaqay mein jeetnay ke liye kaafi ilm hona chahiye .






      kamyaab aur pesha war tajir :


      mere tajarbay mein, dono eslehaath aik hi maienay rakhti hain. aik kamyaab tajir is shobay mein pesha war ho sakta hai aur apni tijarti mahaarat ko is satah tak badhaane ke liye kaafi mehnat kar sakta hai jo kam se kam khatray ke sath mustaqil munafe peda kar sakay. hum sirf is soorat e haal ko haasil kar satke hain agar hum pesha warana tor par is ilaqay mein mutalea, mashq aur tijarat karen. hamein aik tijarti hikmat e amli ki zaroorat hai jisay hum is market mein tijarat karne ke liye sirf is soorat mein nafiz kar satke hain jab hamein trading ke takneeki aur bunyadi pehluo ka kaafi ilm ho. ilm aur mashq ke baghair pesha warana tijarat ke marhalay tak pohanchna namumkin hai .
      • #4 Collapse

        Re: Tasuki Gap Up Candlestick Pattern

        IDENTIFICATION OF TASUKI GAP UP CANDLESTICK PATTEREN
        FRIENDS,Tasuki pattern ager bearish main ho to is ki identification ye hay keh jab ye bearish a rahi ho to, aik candle kay bad second candle first candle kay gap say create yani bearish side per open hoti hay aur close bhi down side hoti hay. Iskay bad next candle buy main banti hay, jo keh last candle say kuch up main yani bull ban kar trend reversal main close hoti hay. But is bull kay next wali candle ager again open ho kar sidhi down jaye aur up side per no wick banaye to ye asal main bearish trend ki continuation ki point karti hay, candlesticks kay is pattern ko bearis tasuki pattern kaha jata hay. Jab ke bullish tasuki pattern isi pattern ka opposite hota hay.
        Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	9
Size:	2.8 کلوبائٹ
ID:	12437712

        TRADING IN TASUKI GAP UP CANDLESTICK PATTEREN
        Tasuki pattern candlestick ka aik bahut hi ach patteren hai aur ham is candlestick pattern mein bahut ach profit utha sakte hain bcz is pattern ki confirmation se Hamen bahut hi acchi trades mil jaati hai aur ham market mein bahut hi acchi working kar sakte hain is liye Hamen in patronage per zarur working karni chahie Taki hamein se good benefits Le Saken aur ham tab hi successful ho sakte hain jab hamari acchi practice ho aur hamara ach knowledge Ho tabhi hi Ham in patrons Co market chart per analyse kar sakte hain.
        Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	9
Size:	2.8 کلوبائٹ
ID:	12437713

        WAY FORWARD
        FELLOWS,tasuki pattern candlestick ke liye bahut hi Ach aur important Patteren hai candlestick pattern ko use karne se Hamen bahut zyada accha profit Hasil hota hai aur ham bahut zyada fayda Utha sakte hain us ko use Kar k yah pattern Hamare liye bahut zyada helpful Hota Hai yah Hamare kaam ko Aasan banane ke liye Hamari bahut zyada help karta hai aur Ham iS se Ach response Le sakte hain because market Mein kam karne ke liye analysis karna Hamare liye bahut zyada important Hota Hai aur Hamen chahie ki Ham Apne analyses ko zyada Se zyada strong banane ki koshish karen strong analysis se Ham acchi earning Hasil kar sakte hain aur professional trader Ban sakte hain.
        Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	4
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12437714
        • #5 Collapse

          Re: Tasuki Gap Up Candlestick Pattern

          Potential gain Tasuki Hole Example (Bullish)
          Bullish tasuki hole candle design "Hole Example" k family se taluq rakhne wala aik bullish continuation design hai. Ye design adolescent candles standard mushtamil aik bullish pattern continuation design hai, jo k costs k bullish pattern ya high region primary paya jata hai. Design ki pehle do candles bullish hit k ajahri flame negative hoti hai. Pehli light k baad banne wali dosri aur teesri candle up side standard hole primary banti hai. Dosri aur teesri candles taqreeban size primary aik jaisi hoti hai, lekin ye zarori nahi hai. Design ki pehli light bullish pattern ki akasi karti hai jo k long genuine body standard mushtamil hoti hai. Ye design "Bullish Hole" design ka advance adaptation hai q k iss primary high schooler candles hoti hai.Bullish tasuki hole candle design fundamental pehli do candles "Bullish Hole Example" ki tarah bullish bhi hoti hai aur aik fosre se potential gain principal hole fundamental bhi bante hen. Design ki k last standard aik aur negative candle bhi hoti hai, jiss se "Bullish Hole" design "Bullish tasuki hole design" primary badal jata hai. Design fundamental candles ki development darjazzel tarah se hoti hai;

          Click image for larger version

Name:	111.png
Views:	4
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12437748


          Explaination

          Bullish tasuki hole candle design aik bohut nayab design hai, jo k bullish costs k trwnd continuation design k leye istemal hota hai. Ye design excessive cost ya bullish pattern primary banta hai, jo k high schooler candles standard mushtamil hota hai. Design ki pehli aur dosri candle apas primary up side standard hole banate hen, jo k same "Bullish Hole Up" design jaisa hota hai. Dosri candle k baad banne wali teesi light aik negative genuine body wali candles hoti hai, jo k open to dosri candle k close cost standard hoti hai lekin close pehli aur dosri flame k hole principal hoti hai. Bullish tasuki hole candle design primary shamil teeno candles genuine body fundamental hoti hai, jiss principal ziada tar dosri aur teesri candles ka size same hota hai (lrkin ye zarori nahi hai).
          1. First Flame: Bullish tasuki hole candle design ki pehli candle areas of strength for aik long genuine body principal hoti hai. Ye light bullish pattern ki mazboti batati hai, aur iss ka variety white green yanni bullish hota hai.
          2. Second Flame: Bullish tasuki hole candle design principal dosri candle bhi bullish hoti hai, lekin ye light aik to aksar size primary pehli candle se kam hoti hai, lekin zarrori nahi k aisa greetings ho, dosra ye candle pehle candle k above hole fundamental banti hai. Prhli candle se dosri candles ka hole fundamental banna costs ka "Bullish Hole Up" design banati hai. Ye candle bhi bullish honne ki waja se white ya green variety fundamental banti hai.
          3. Third Flame: Bullish tasuki hole candle design ki teesri candle aik genuine body wali negative candle hoti hai, jiss ka variety dark ya red hota hai. Ye light dosri flame k shutting point standard open hoti hai, aur thora sa nechay (genuine body k sath) close hoti hai. Ye light pehli aur dosri candles k darmeyan banne rib hole ko cover nahi karta hai, jiss se ye flame costs ko negative pattern fundamental badalne principal nakam rehti hai.

          Click image for larger version

Name:	222.png
Views:	4
Size:	83.3 کلوبائٹ
ID:	12437749


          Tasuki Hole Candle Example kia hota hy
          tasuki design two candle ya hole k majmuay ko kehtay hain, hole ko window b kaha jata ha aur ye 2 consective candles k darmian aur un k shadow ko mila k bnta ha, lakin agr candles k darmian hole ho mgr un k shadows apas mama contact ho rahay hon to usay hm window nhi kahain gay, windie k liay shadows k darmian b lazmi hole hona chaiay, is tarah rising window ko bullish aur falling window ko negative kahain gay, design ko mukamal karnay k liay window k baad 2 candles ki hello zarurat hoti ha, ye candles window ko band ya hole ko fill nhi kar sakain gi, barhtu hui window ko follow karnay wali pehli candle bullish rising candle ho gi jb k dusri aik dull negative hogi
          Tasuki Example three candlestickts sa mil ker banta ha, jo hamen as of now proceed with market pattern k further proceed rehna ka signal deta han
          Tasuki Hole Up design three candle design standard depend karta hai jo ye data dety hain k market ka pattern up ward bearing mama proceed kary ga. Up side tasuki design 3 candles standard mustamil hota hai or ye data share karti hain k market ka pattern up hai or ye proceed kary ga. Ye jo third flame hoti hai ye pehle dono k darmeyan banany waly hole ko close kar deti hai. Broker aksar es design ko use karty hai bullish development ko affirm karny k lae. Tasuki up pattern data deti hai solid up ward signal k bary mama jo k hole sy show hota haiJab market return hole ky sath ho lekin bahot jald hole ki cover bhi ker ly tou yeh market pattern inversion ki affirmation hoti hai aur ham switch bearing fundamental exchange agar open ker lety hain tou hamain bahot acha benefit bhi hasil ho jata hai agar market brief time frame primary hole ko recuperate nehi kerti tou phir same pattern principal market apni development ko proceed rakhti hai phir hamain same heading primary hello there exchange ko bhi proceed kerna hota hai ky hamain forex market ki aesi circumstance primary same past pattern ko follow kerty huey exchange open kerny per hey benefit milta hai

          Click image for larger version

Name:	333.png
Views:	7
Size:	22.5 کلوبائٹ
ID:	12437750
          • #6 Collapse

            Re: Tasuki Gap Up Candlestick Pattern

            Definition Of Tasuki Gap Up Candlestick Pattern
            Agr candles k darmian gap ho mgr un k shadows apas ma touch ho rahay hon to usay hm window nhi kahain gay, windie k liay shadows k darmian b lazmi gap hona chaiay, is tarah rising window ko bullish aur falling window ko bearish kahain gay, pattern ko mukamal karnay k liay window k baad 2 candles ki hi zarurat hoti ha, ye candlesticks window ko band ya gap ko fill nhi kar sakain gi, barhtu hui window ko follow karnay wali pehli candle bullish rising candlestick ho gi jb k dusri aik dark bearish hogi
            Tasuki Pattern three candlestickts sa mil ker banta ha, jo hamen already continue market trend k further continue rehna ka signal deta han
            1. Tasuki Gap Up Candlestick
            2. Tasuki Gap Down Candlestick

            Trading Point OF View
            Ye design excessive cost ya bullish pattern primary banta hai, jo k high schooler candles standard mushtamil hota hai. Design ki pehli aur dosri candle apas primary up side standard hole banate hen, jo k same "Bullish Hole Up" design jaisa hota hai. Dosri candle k baad banne wali teesi light aik negative genuine body wali candles hoti hai, jo k open to dosri candle k close cost standard hoti hai lekin close pehli aur dosri flame k hole principal hoti hai. Bullish tasuki hole candle design primary shamil teeno candles genuine body fundamental hoti hai, jiss principal ziada tar dosri aur teesri candles ka size same hota hai (lrkin ye zarori nahi hai).
            1. First Flame: Bullish tasuki hole candle design ki pehli candle areas of strength for aik long genuine body principal hoti hai. Ye light bullish pattern ki mazboti batati hai, aur iss ka variety white green yanni bullish hota hai.
            2. Second Flame: Bullish tasuki hole candle design principal dosri candle bhi bullish hoti hai, lekin ye light aik to aksar size primary pehli candle se kam hoti hai, lekin zarrori nahi k aisa greetings ho, dosra ye candle pehle candle k above hole fundamental banti hai. Prhli candle se dosri candles ka hole fundamental banna costs ka "Bullish Hole Up" design banati hai. Ye candle bhi bullish honne ki waja se white ya green variety fundamental banti hai.
            3. Third Flame: Bullish tasuki hole candle design ki teesri candle aik genuine body wali negative candle hoti hai, jiss ka variety dark ya red hota hai. Ye light dosri flame k shutting point standard open hoti hai, aur thora sa nechay (genuine body k sath) close hoti hai. Ye light pehli aur dosri candles k darmeyan banne rib hole ko cover nahi karta hai, jiss se ye flame costs ko negative pattern fundamental badalne principal nakam rehti hai.

            Thank You
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              جواب: Tasuki Gap Up Candlestick Pattern

              Salam dear forex markeet Mai humen analyees karne ki zarorat hai k humen tab he zeyada profit milega jab hum acha trade Karen or humen zeyada tab he profit milega jab hum investment ache karege thabks

              اب آن لائن

              Working...
              X