Explanation :
Bullish belt-hold line pattern two days candles ka aik bullish trend reversal pattern hai, jo k " Piercing Line Pattern" se mushabehat rakhta hai. Yeh pattern prices k bottom par ban kar same bullish trend reversal pattern ki tarah prices k bullish trend k khatme ka bahis banta hai. Pattern ki pehli candle aik strong bullish candle hoti hai, jiss ko aik bullish candle follow karti hai.Bullish belt-hold line candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jo k do candles par mushtamil hota hai. Ye pattern prices k bottom ya bearish trend main banne ki waja se prices ko mazeed nechay jane se rokti hai. Yeh pattern same to same dekhne main ulta "Piercing Line Candlestick Pattern" ki tarah hota hai, lekin dosri candle ki real body k lower side par wick ya shadow nahi banta hai. Bullish belt-hold line pattern ki dosri candle aik bari real body wali open bozu hoti hai jo k pehli candle ki real body main close hoti hai, lekin iss ko candle ko pehli candle k open point k baad ya ooper close nahi hona chaheye. Piercing line pattern ki dosri candle strong banne ki waja se prices reverse hoti hai, aur bullish trend reversal ka sabab banti hai.
Bullish Belt-Hold Line Pattern :
Bullish belt-hold line pattern main aik bullish candle bearish trend ki akhari candle par upper side se attack karke market main bearish trend ka khatma karti hai. Ye pattern two days candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k qeematon ko downward push karti hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k open pehli candle se below gap main hoti hai, lekin close pehli candle k midpoint ya darmeyan se upper hoti hai. Bullish belt-hold line pattern price chart par jab prices sellers k bohut ziada pressure ki waja se bearish jati hai, to wahan par aksar iss ko reversal honne k imkanat hote hen, jiss main aksar kuch aise pattern hote hen, to ye pattern us waqat wajood main ata hai. Bullish belt-hold line candlestick pattern prices k bottom par ya bearish trend main banta hai, jo k do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik real body wali bearish candle hoti hai, jiss k baad aik bullish candle hoti hai, jo k pehli candle close point se gap main open hoti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k nechay gap main open ho kar ussi k midpoint k ooper close hoti hai. Pattern ki dosri candle prices ko aik to mazeed bearish jane se rokti hai aur dosra yeh candle aik bullish hone ki waja se trend reversal ka kaam karti hai.
Trading in Bullish Belt-Hold Line:
Bullish belt-hold line candlestick pattern trend reversal ka pattern hai, jiss se market main buy ki entry karte hen. Pattern k bottom par buyers ziada active ho jate hen. Trend reversal pattern par trading trend continuation patterns ki nisbat ziada riski hoti hai, iss waja se pattern par trading se pehle market main aik bullish ya white candle ka hona zarori hai. Jiss ki real body honi chaheye, jiss main open aur close same point par na ho. Agar pattern k baad bearish candle banti hai, to ye pattern invalid ho jayega, jiss par entry nahi karni chaheye. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya dosri candle k open point se two pips below select karen.Bullish belt-hold line pattern par trading se pehle aik confirmation white candle ka hona zarori hai, jo k dosri candle k baad real body main honi chaheye, jiss par buyers market main buy ki entry kar sakte hen. Aggar pattern k baad black candle banti hai to pattern ki reliability khatam ho jati hai. Stop Loss k leye pattern ka sab se bottom position muntakhib karen, jo k dosri candle ka upper banega, se two pips below select karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим