What Is Bullish Belt-Hold Line Pattern ...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is Bullish Belt-Hold Line Pattern ...
    Explanation :

    Bullish belt-hold line pattern two days candles ka aik bullish trend reversal pattern hai, jo k " Piercing Line Pattern" se mushabehat rakhta hai. Yeh pattern prices k bottom par ban kar same bullish trend reversal pattern ki tarah prices k bullish trend k khatme ka bahis banta hai. Pattern ki pehli candle aik strong bullish candle hoti hai, jiss ko aik bullish candle follow karti hai.Bullish belt-hold line candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jo k do candles par mushtamil hota hai. Ye pattern prices k bottom ya bearish trend main banne ki waja se prices ko mazeed nechay jane se rokti hai. Yeh pattern same to same dekhne main ulta "Piercing Line Candlestick Pattern" ki tarah hota hai, lekin dosri candle ki real body k lower side par wick ya shadow nahi banta hai. Bullish belt-hold line pattern ki dosri candle aik bari real body wali open bozu hoti hai jo k pehli candle ki real body main close hoti hai, lekin iss ko candle ko pehli candle k open point k baad ya ooper close nahi hona chaheye. Piercing line pattern ki dosri candle strong banne ki waja se prices reverse hoti hai, aur bullish trend reversal ka sabab banti hai.



    Click image for larger version

Name:	images (95).jpeg
Views:	54
Size:	17.2 کلوبائٹ
ID:	12577342

    Bullish Belt-Hold Line Pattern :


    Bullish belt-hold line pattern main aik bullish candle bearish trend ki akhari candle par upper side se attack karke market main bearish trend ka khatma karti hai. Ye pattern two days candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k qeematon ko downward push karti hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k open pehli candle se below gap main hoti hai, lekin close pehli candle k midpoint ya darmeyan se upper hoti hai. Bullish belt-hold line pattern price chart par jab prices sellers k bohut ziada pressure ki waja se bearish jati hai, to wahan par aksar iss ko reversal honne k imkanat hote hen, jiss main aksar kuch aise pattern hote hen, to ye pattern us waqat wajood main ata hai. Bullish belt-hold line candlestick pattern prices k bottom par ya bearish trend main banta hai, jo k do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik real body wali bearish candle hoti hai, jiss k baad aik bullish candle hoti hai, jo k pehli candle close point se gap main open hoti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k nechay gap main open ho kar ussi k midpoint k ooper close hoti hai. Pattern ki dosri candle prices ko aik to mazeed bearish jane se rokti hai aur dosra yeh candle aik bullish hone ki waja se trend reversal ka kaam karti hai.


    Click image for larger version

Name:	images (140).png
Views:	44
Size:	13.3 کلوبائٹ
ID:	12577343



    Trading in Bullish Belt-Hold Line:


    Bullish belt-hold line candlestick pattern trend reversal ka pattern hai, jiss se market main buy ki entry karte hen. Pattern k bottom par buyers ziada active ho jate hen. Trend reversal pattern par trading trend continuation patterns ki nisbat ziada riski hoti hai, iss waja se pattern par trading se pehle market main aik bullish ya white candle ka hona zarori hai. Jiss ki real body honi chaheye, jiss main open aur close same point par na ho. Agar pattern k baad bearish candle banti hai, to ye pattern invalid ho jayega, jiss par entry nahi karni chaheye. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya dosri candle k open point se two pips below select karen.Bullish belt-hold line pattern par trading se pehle aik confirmation white candle ka hona zarori hai, jo k dosri candle k baad real body main honi chaheye, jiss par buyers market main buy ki entry kar sakte hen. Aggar pattern k baad black candle banti hai to pattern ki reliability khatam ho jati hai. Stop Loss k leye pattern ka sab se bottom position muntakhib karen, jo k dosri candle ka upper banega, se two pips below select karen.

    Click image for larger version

Name:	images (96).jpeg
Views:	2
Size:	30.4 کلوبائٹ
ID:	12577344
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What Is Bullish Belt-Hold Line Pattern ...

    Belt Hold Line Candlestick Pattern kia hota hy
    Belt Hold Line Candlestick Pattern aik trend reversal pattern hota hy . Belt-Hold lines Ek candlestick per depend kar raha hota hai Jisko aap Marobuzu candlestick bhi sakte hain ya Ek Aisi candlestick Hoti Hai Jiski long body hoti hai aur iski Shadow Nahin Hoti is candlestick ko aap belt hold lines kaise sikhate hain dear jab aap is candlestick ko carefully follow karte hain aur focus karte hain to aapko yah Idea hota hai ki yah bearish bhi ho sakti hai aur bullish bhi ho sakti hai.iski aam taur per 2 types hoti hy
    1. Bearish Belt-Hold line candlestick pattern
    2. Bullish Belt-Hold line candlestick pattern

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	6
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12437546
    Bearish Belt-Hold line :


    Bearish Belt-Hold line candlestick Ek Aisa pattern hai jo Bearish trend ki identification provide karta hai Bearish trend mein candles banti hai aur downward moment ko indicate karta haiDear jab market Mein prices bahut jyada chal rahi hoti hai use stage per Jaise hi market ka trend reversal banta hai to use time per aap bearish belt hold line ko observe kar sakte hain ya Ek Aisi candlestick hoti hai jo aapko market Mein reversal trend ki identification de rahi Hoti Hai is time per aap entry Lekar bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	7
Size:	17.6 کلوبائٹ
ID:	12437547
    Bullish Belt-Hold line :


    Bullish Belt-Hold line candlestick pattern aik Bullish momentum ko represent kerta hy ,Dear jab market mein Main downtrend hota hai aur Market Apna trend change karti hai to use time per aap bullish belt hold line ko observe kar sakte hain jaise hi market Mein doji candlestick banne ke bad aapko Ek Jyada body wali candlestick Najar Aati Hai Isko aap bullish belt hold line stick Keh sakte hain.bullish belt hold aik aisa pattern hota hai jo har time frame mein ben sakta hai lekin ye daily aur weekly basis par zeada reliable samjha jata hai is k liye market mein pehly downtrend hota hai aur phir us k baad aik candle stick aisi ati hai jo totally bullish hoti hai aur ye market k trend ko bearish se bullish mein ly jati hai aur is tarhan k apttern aksar market mien dekhy ja sakty hain lekin in ka faida bohat kam hota hai kuen k ye itny achy results nahi dety aur na he ye aik acha future predict kerty hain


    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	21
Size:	25.4 کلوبائٹ
ID:	12437548
    • #3 Collapse

      Re: What Is Bullish Belt-Hold Line Pattern ...

      Definition OF Bullish Belt-Hold Line Pattern
      Ye pattern two days candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k qeematon ko downward push karti hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k open pehli candle se below gap main hoti hai, lekin close pehli candle k midpoint ya darmeyan se upper hoti hai. Bullish belt-hold line pattern price chart par jab prices sellers k bohut ziada pressure ki waja se bearish jati hai, to wahan par aksar iss ko reversal honne k imkanat hote hen, jiss main aksar kuch aise pattern hote hen, to ye pattern us waqat wajood main ata hai. Bullish belt-hold line candlestick pattern prices k bottom par ya bearish trend main banta hai, jo k do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik real body wali bearish candle hoti hai, jiss k baad aik bullish candle hoti hai, jo k pehli candle close point se gap main open hoti hai.

      Trading Point OF View<<<
      Like most Japanese candlestick patterns, traders should not trade the bullish belt hold in isolation. Using other technical indicators and price patterns greatly increases the probability of a valid signal.
      For example, the bullish belt hold may open below a previous swing low and close back above that point to form a potential double bottom. The bullish belt hold should be a long white (or green) candlestick to indicate that the bulls have taken back control. Ideally, the candle preceding the pattern should be accompanied by above-average volume to indicate climatic selling and a possible reversal to the upside.
      Dear jab market mein Main downtrend hota hai aur Market Apna trend change karti hai to use time per aap bullish belt hold line ko observe kar sakte hain jaise hi market Mein doji candlestick banne ke bad aapko Ek Jyada body wali candlestick Najar Aati Hai Isko aap bullish belt hold line stick Keh sakte hain.bullish belt hold aik aisa pattern hota hai jo har time frame mein ben sakta hai lekin ye daily aur weekly basis par zeada reliable samjha jata hai is k liye market mein pehly downtrend hota hai aur phir us k baad aik candle stick aisi ati hai jo totally bullish hoti hai aur ye market k trend ko bearish se bullish mein ly jati hai aur is tarhan k apttern aksar market mien dekhy ja sakty hain.
      Understanding a Bullish Belt Hold
      The candle, similar in appearance to a white Marubozu, opens at the low of the period and subsequently rallies to close near its high, leaving a small shadow at the top of the candle. The pattern surfaces after a stretch of bearish candlesticks in a downtrend. The candle’s opening price is significantly lower than the previous day’s low. The pattern closes well into the body of the previous candle, holding price from falling further, hence the name "belt hold."
      Thank You
      • #4 Collapse

        Re: What Is Bullish Belt-Hold Line Pattern ...

        Bullish Belt Hold Line Pattern

        pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k qeematon ko downward push karti hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k open pehli candle se below gap main hoti hai, lekin close pehli candle k midpoint ya darmeyan se upper hoti hai. Bullish belt-hold line pattern price chart par jab prices sellers k bohut ziada pressure ki waja se bearish jati hai, to wahan par aksar iss ko reversal honne k imkanat hote hen, jiss main aksar kuch aise pattern hote hen, to ye pattern us waqat wajood main ata hai. Bullish belt-hold line candlestick pattern prices k bottom par ya bearish trend main banta hai, jo k do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik real body wali bearish candle hoti hai, jiss k baad aik bullish candle hoti hai.
        Click image for larger version

Name:	images (3).jpg
Views:	1
Size:	16.6 کلوبائٹ
ID:	12437581

        Trading Point Of View

        traders should not trade the bullish belt hold in isolation. Using other technical indicators and price patterns greatly increases the probability of a valid signal.
        For example, the bullish belt hold may open below a previous swing low and close back above that point to form a potential double bottom. The bullish belt hold should be a long white (or green) candlestick to indicate that the bulls have taken back control. Ideally, the candle preceding the pattern should be accompanied by above-average volume to indicate climatic selling and a possible reversal to the upside.
        Dear jab market mein Main downtrend hota hai aur Market Apna trend change karti hai to use time per aap bullish belt hold line ko observe kar sakte hain jaise hi market Mein doji candlestick banne ke bad aapko Ek Jyada body wali candlestick Najar Aati Hai Isko aap bullish belt hold line stick Keh sakte hain.bullish belt hold aik aisa pattern hota hai jo har time frame mein ben sakta hai lekin ye daily aur weekly basis par zeada reliable samjha jata hai is k liye market mein pehly downtrend hota hai aur phir us k baad aik candle stick aisi ati hai jo totally bullish hoti hai aur ye market k trend ko bearish se bullish mein ly jati hai

        Trading In Bullish Belt Line Holding Pattern

        candlestick pattern trend reversal ka pattern hai, jiss se market main buy ki entry karte hen. Pattern k bottom par buyers ziada active ho jate hen. Trend reversal pattern par trading trend continuation patterns ki nisbat ziada riski hoti hai, iss waja se pattern par trading se pehle market main aik bullish ya white candle ka hona zarori hai. Jiss ki real body honi chaheye, jiss main open aur close same point par na ho. Agar pattern k baad bearish candle banti hai, to ye pattern invalid ho jayega, jiss par entry nahi karni chaheye. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya dosri candle k open point se two pips below select karen.Bullish belt-hold line pattern par trading se pehle aik confirmation white candle ka hona zarori hai, jo k dosri candle k baad real body main honi chaheye, jiss par buyers market main buy ki entry kar sakte hen. Aggar pattern k baad black candle banti hai

        Click image for larger version

Name:	images (4).jpg
Views:	4
Size:	4.8 کلوبائٹ
ID:	12437582
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: What Is Bullish Belt-Hold Line Pattern ...

          Assalamualaikum Kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apko me
          Pakistan forex trading ke ak bhot he important topic bullish belt hold ki importance ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke jo information me apse share karo
          Ga wo apke knowledge or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread pe amal karte he to ap ak kamyab trader ban sakte he ak or bat jo me apko
          Btana chahta hun ke agar ham Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam karte he or apna ziyada se ziyada time bhi Pakistan forex forum pe
          Guzarte he to ham ak kamyab trader ban sakte he.

          What is Bullish belt hold?
          Bullish belt hold aik din ka japani candle stuck patteren hai jo murawaja kami ke rujhan ke mumkina ulat jane ki tajweez karta hai. patteren is waqt bantaa hai jab, mandi ki tijarat ke baad, aik taizi ya safaid candle stuck hoti hai. iftitahi qeemat, jo din ke liye kam ho jati hai, pichlle din ke band honay se kam hai. is ke baad stak ki qeemat din bhar barhti rehti hai, jis ke nateejay mein aik lambi safaid mom batii banti hai jis ka oopri saya chhota hota hai aur neechay ka saya nahi hota hai .

          Key Takeaway
          Aik bullish belt hold aik aisa namona hai jo sarmaya car ke jazbaat mein mandi se taizi ki taraf ulat jane ka ishara day sakta hai. blush belt holds ko talaash karna aasaan hai, lekin signals ki tasdeeq honi chahiye. agar yeh support level ke qareeb bantaa hai to is ki mein izafah hota hai. blush belt hold tamam time framo mein paaya ja sakta hai lekin rozana aur hafta waar charts mein sab se ziyada mufeed hai .

          Explanation
          Candlestick , jo ke safaid ki terhan dikhayi deti hai, muddat ke nichale hissay par khulti hai aur is ke baad apni oonchai ke qareeb band honay ke liye release karti hai, jis se mom batii ke oopar aik chhota sa saya reh jata hai. neechay ke rujhaan mein bearish candle ke aik taweel arsay ke baad patteren samnay aata hai. mom batii ki khilnay ki qeemat pichlle din ki kam qeemat se numaya tor par kam hai. patteren pichli mom batii ke jism mein achi terhan se band ho jata hai, qeemat ko mazeed girnay se rokta hai, is liye is ka naam" belt hold" hai .
          Click image for larger version

Name:	download (79).jpeg
Views:	3
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12437588

          اب آن لائن

          Working...
          X