Assalamu alaikum dear Forex trading members, Jab aap Forex trading market mein Moving Average Indicator system ko carefully utilised karte Hain, to aisi condition main aapko Simple Moving average indicator or Exponential Moving Average Indicator ko properly calculate karna hota hai. Jab aap Forex trading market mein Simple Moving Average Indicator aapko last 20 and last 50 candlestick ki basis per Trading krny ki position show karta hai, Jab Kay Exponential Moving Average Indicator system aapko last 50 candlestick or last 200 Candlestick ki crossovers ki basis per information provided kar raha hota hai. Jab aap exponential moving average indicator system ko apni trading activities main include krty Hain, tu ismein aapko Golden Cross and Death Cross ko apni trading activities main include krty Hain, tu aapko Death Cross ki following mentioned details find out karna hoti Hain.
Death Cross
Jab aapko market mein aik eisi situation milti hai, Kay market main 200 Candlestick wali moving average 50 Candlestick ko neechy ki Turf cross krti hai, tu isko aap Death Cross khety Hain. Basically iska purpose yah hota hai, Kay market main ab prices downwards movement expected hoti hain. Eisi situation main aapko hamesha selling entry Lena hoti hai.
Interpretation in Trading
Jab aap Forex trading market mein Death Cross ko find out karte Hain, tu ismein aapko hamesha selling ki entry Lena hoti hai. Is main aapko hamesha bahut jyada careful hokar entry Lena hoti hai.
Chart Explaination of Death Cross
Agar aap Forex trading market mein death Cross ki properly identification krty Hain, tu ismein aapko maximum understanding krna hoti hai. Iski explaination Kay liye following charts pattern apk liye helpful ho sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим