Forex me lalach na krn.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1411 Collapse

    Forex trading ko kbhi bhi earning k liye use na kren q k lalach se kuj bhi nahi milta yah aik business hai es ko business ki trha he treat karna chahye or pahly es main apni learning karo is k bad es se earning ki umeed karo pahly he lalach main a kar kam na kren q k lalach main apko kuj nahi milta hai na mily ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1412 Collapse

      dear forum fellow forex trading main lalutch bahut bad habit hy is se hamesha bachna chay ,jub ap ko aik proper profit mil raha ho to ap ko chay ke trade close ker dain aur mazeed lalch na kren trade against bh ho sakty hy
      Signature removed by moderator
      • #1413 Collapse

        g han dear is main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main is forex main emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur is forex main profit hasil kar k hi hum run karein gay
        • #1414 Collapse

          Billul agar ap lalch karo gay aur ap ny kuch profit kama b leya hai toh ap loss mn chly jao gy kyun k insan ki nature hai k wo greedy hai lakin members ko special trading karty waqt apny emotions ko control mn rakhna chahye aur lalch mn nhe parna chahye
          • #1415 Collapse

            Dear friends, agar ap forex main survive karna chahtay hain to lalach ko dor karain... for example agar ap zeada profit ka lalach kartay rahen gay to kam profit se bi mahrom ho jain gay, aur ap ka profit loss main change ho skta ha..even ap ka account wash ho skta ha..
            • #1416 Collapse

              g han is main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main is k up aur down ko dekh k hi hum real main achi trade karny main bi asani ho saky gi aur ahmain market main profit hasil ho skay ga it is best job
              • #1417 Collapse

                is main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain markt main is k bary main hard work karni ho gi tab hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain emotion ko kabo main rakhna ho ga
                • #1418 Collapse

                  Dear forex main kabhi bhi lalach nahi karni chahiya balky sabr ka sath trading karni chahiya.Forex trading main bhot se log sirf iss liya fail ho jaty hain ka woh lalach kar bathy hain.
                  • #1419 Collapse

                    asslam o alaikum g bhai jan bahut acha swal h yeh mistakes ziyada ter new traders kertey hn kun kih jb un ko thora sa loss ata h to jald bazi ker k apney loss ko recover kerney k liye big lot laga detey hn or lalach mn ziyada loss uthatey or apna account wash kerwa bethey hn
                    • #1420 Collapse

                      han g dosto lalach boht buri bala hoti hai es se hamisha he bachna chahye mgr forex me lalach ye hota hai k ap bina experience k jald bazi me earning hasil karny k lye real account par work start kar dety hain to apko loss ho jata hai
                      • #1421 Collapse

                        Assalamualaikum g bro kafi sare log dakhan Han Jo bahot lalach karty Han aur apna loss Kar jaty Han ku keh ziada lalach bhi nuqsan hai ...log ziada lalach ka chakar mein trade ko bar bar close karty Han ya apni trade ko ziada dair Tak hold ni Kar paty jub time hota hai hold karny ka tub what dakhty Han keh trade nechy ja rahi hai to woh jald bazi mein close Kar jaty Han halan keh unko dakhna chahya keh trade Kahan Tak jay ge...es Lia ziada lalach bhi ni karna chahya ...jitna mil raha hai us pa shukar ada karan
                        • #1422 Collapse

                          hna g ap ny thek kaha hy forex ak aisa business hy jis mn humeny lalach nhn karni chayeh kaun k jo bhe is mn lalach karta hy os ko loss ata hy is lye humeny chahyeh k os ko hum sakoon or pori tawajh k sath karey kaun k yeh boht acha business hy jis ko begair lalch k kya jata hy ...
                          • #1423 Collapse

                            bohat acha sawal ha ager hum forex ma greed karta ha to per hum ko loss ka elawa kuch nhi melta ha es leya hum ko greed nhi karni chaheya jab hum trade open karta ha to per jab hum ko kuch na kuch earning ho jate ha to per trade ko close karna chaheya q ka ho sakta ha ka market ke movement per down pa chalee jaya es leya hum ko per trade close karni chaheya q ka greed is cruse...........
                            • #1424 Collapse

                              Laluch kisi b chez mein ki jaye tou nuqsan he hota hai, or yeh business tou waise b bohat he zaida risky hai, is mein laluch kerna means k khud ko risk mein dalna , dheke koi b business hume aik din k andar ameer tou bana nai sakta hai , lekin agr forex trading mein passion se kam kia jaye tou hum zaror ameer ho sakte hai wo b geld.
                              THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1425 Collapse

                                lalach he insan ko bohat nuqsanaat ka shikar bana deti hai is business me agar aap ne lalach kiya forex me or aap mehnat se kaam nahi kar rahe hon ge to definitely phir yeh aap he ki galati ho gi is me loss aap ko he ho ga or aap ko kamane ke lye bhi kuch hasil nahi ho ga is lye lalach ke bina sabar rakh kar hame is business me kaam karna chahiye .
                                Kindly Click On "THANKS" ​ Button ... :o

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X