Forex me lalach na krn.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    lalach karnay say hum may buhat ziyada noksan hota h jis may humaray pasay say ziya ho jatay h lalach bori bala h is say bachna chiye
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      Hello my friend ma ap ko yah kahon ga ka forex ma ap lalach nahi karen to acha ha kion ka kabhi us lalach ki waja sa kabhi loss ho jata ha or kabhi loss bhi to is lia forex trading ma lalach nahi karne chaye..........
      • #663 Collapse

        g builkul just forex ha nahi bulky her bussiness mai lalch sy dor raha jaye ,q ky is sy buhat nuksaan hu jata hai hamara ,hum lalch a ky apna profit ko loss mai change kr dyty hain
        • #664 Collapse

          jee bhai aap ne yeh baat bilkul theek ki hia keh aap forex trading k business mein lalach na kerain ager aap ne lalach kia tu ap ko loss hoo sakta hai aur wo bhee acha khasa is liya thora thora ker k earn kerain ta keh aap ki position save rahay aur ap loss na kerain is business mein.
          • #665 Collapse

            haaan jee bilkul hmen forex p e bilkul bhi lalauch nhi kerni chahyemger forex trading ki ye ek khami hai key yahan jo bhi ata hai wo laalchi ban jata hai or zyada se zyada profit earn kerny key chkr me loss ko face krta hai
            • #666 Collapse

              g haan apne bilkul saee kaha hai mein apki baat se bilkul sehmat huun forex mein lalach krne ka anjaam srf loss hee hai agr wo apne dil se lalach k tamam thnking nikal de to wo eik acha trader bn skta hai wrna to usko lalach dubadegee
              • #667 Collapse

                han mera bhi sab ko yahi mashwara hai ke koi bhi naya banda is me lalach na kare or tahammul sabar se kam karta rahe or is se kam kama le lekin ziada ke chakkar me greed kar ke sare paise gawa na de .
                • #668 Collapse

                  forex me aksaar hum lalach karjate hai joke hamare liye kabhi ke bar nuqsan de hojati hai hume chahiye ke market ko trading se pehle achi trah analyze karle phr jake trade kare aur ziada profit ki traf na bhage apne me greed jo hai wo khatam kare aik consistent tareeke se trade kare.
                  • #669 Collapse

                    • #670 Collapse

                      Dear forex amin lalach nhi honi chahye bal k aap ko iss main aik choota sa profit ka target rakhna chahiye apny capital k hisab se aur iss ko poora karny ki koshish karni chahiye aur iss main zeda lalach bilkul nhi karni chahiye
                      • #671 Collapse

                        lalach yani greed aik aisi beemari h jo kbi b trader ko forex mein long term successful trader ni bannay deti or wo har wkt loss e bear krta rehta h phr ya tu wo trading chor deta h ya phr uski investment loose hojati h isleye forex mein jitna hosky greed sy bachna chaye.
                        • #672 Collapse

                          greeedy is a bigg enemy for every person ye ap ko asman se utha k zameen pe gira skta he lalach buht he buri bhla he ,forex trading me lalach na kryn or buht he ache dicison se apni trading lagyn ta k ap log loss se buch skyn ,,
                          loss is not a bigg issue ,ye ap k liye aik sabaq hota he jo ap ko seekhata he or aika acha trader banta he,,
                          • #673 Collapse

                            To sell short you first must set up a margin account with your broker. A margin account allows you borrow from your brokerage company using the value of your
                            portfolio as collateral.
                            • #674 Collapse

                              friend forex me lalach se hmesha door raho takai apne kam me sincere ho saken or zyada se zyada earning kar saken jo log greedy hte hain unka yaha koi kaam anhe hai q k aise log jalbaazi dkate hain sabar nahe karty
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                Aap ne bilkul theek kaha hai agr humain forex mein kamyab hona hai to humain greed se bachna ho ga phir hi hum is mein kamyab ho sakte hai humain jub ek munasib profit ho jaye to humain trade close kar deni chahain aur zayada ki lallch mein loss nahi karna chahian.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X