Stochastic Oscillator Strategy
*Asalam o alaikum* members,
The stochastic oscillator is a momentum indicator that is widely used in forex trading to pinpoint potential trend reversals. This indicator measures momentum by comparing closing price to the trading range over a given period.
Stochastic indicator aik bahut asan indicator hai ap easily is ko use ker sakty hein yeh bahut he asan indicator hota hai es mein ap thora sa profit ly ker market se out ho jyn agar zyda time rhy gy tu ap ko loss bhi ho sakta hai es liay hume yahan sab se pehly knowledge hasil kerna chiay. Stochastic aik bhut asan indicator hai ap easily iss ko used kr skty hain, iss mai 2 lines hoti hain upper wali line 80 ka level or nechy wali line 20 ka level mai hoti hai Iss indicator mai 2 lines hoti hai aik green line or dosri Red line jab green or red line touch kren gi 20 ky level ko tu us ky bad market jesy he upper ka rukh kry gi yani green line red line ko 20 ky level sy cross kry gi tu hum ny buy lagani hai yani jab green line upper ka rukh krny lagy or ussi trha jab 80 ky level per jhun hi red line green line ko 80 ky level per cross krny ky bad nechy ka rukh kry gi tu hum ny Sell lagani hai bhut hi asan indicator hai app easily use kr skty hain.
How it works?
Stochastic oscillator hamy batata hai es sy hamy ye b pata chalta ha k market current phase ma kis jaga lie kar rahi ha jb market buy ma jati ha to eski value up jati hai to es ki value 100 ki taraf jana start ho jati ha similarly chart main b upward move show karti ha es sy ham andaza kar saktyn hain k market es time buy ma kis jaga ha or ye further ketna up ja sakti ha jb market down ana start hoti ha to stochastic oscillator ki mathematical value down hona start ho jati hai or screen main es ki diagram b drift show karti hai ye ik bhot popular trading tool hai or es ki help sy ham apni trade ko place karty hain some time jb market ik khas level tak down ati ha to ye down movement show karta ha but phr kuch dair bad ye up ward jana start ho jata hai or apna pattern pora ni karta. jb ye apny upward ye down ward highest level par hota hai to buy ki line sell ki line diagram ma ik dosray ko cut karti ha jis sy zahir ho jata ha k market ka trend change hony wala ha or ye next trend ma dakhil hony lagi hai.
How do you trade with stochastic oscillator?
Stochastic oscillator trading mein hamare liye kafi madad gar sabit hota hai ham base indicator ko istemal karke trading ke bahut hi ache analysis kar sakte hain. isliye hamen aisi indicator ko zarur istemal karna chahie aur is se fayda uthane ki koshish karni chahie. jab ham se indicator ko istemal karenge to hamen market se kafi acha fayda milega isliye hamen syndicated aur istemal karna chahie aur se fayda uthane ki koshish karni chahie hamen chahie ke ham is indicator ke bare mein zarur maloomat hasil karen taki ham is indicator ko theek tarike se istemal kar sakte jab hamare pass achi mein baat hogi to tab hi ham is indicator ko theek kaise istemal kar sakenge Varna ham kabhi bhi es indicator ko better kaise istemal nahin kar sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим