Stochastic Oscillator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    جواب: Stochastic Oscillator

    A.o.A Dear Friends
    Click image for larger version

Name:	stoch.jpg
Views:	1
Size:	116.0 کلوبائٹ
ID:	12435203
    Forex trading jb Hum kam kary rahy hoty hain to usmein different types ke indicators use krty gain, unme se kuch leading indicators hote hain aur kuch lagging indicators hote hain ya Ek baht hi important leading indicator Hain, Jo Humko technical analysis ki basis per Kuch indication provide Karta Hai Jiski indication Hasil karne ke bad Ham Ko maximum profit Hasil ho sakta hai.

    Lekin Agar Humain en indicator se properly utilise Hona Chahty hain to Humain sab se pahle is indicator se relating important information Hasil karna Hogi aur is ki complete learning Hasil karna Hogi, k aap usko apni trading per Kaise apply karte hain Kyunki jab tak aapke pass as indicator ki complete details Nahin hongi are post time tak Kabhi Bhi Is Se acchi information aur indication Hasil nahin kar sakte Kyunki agar aap is main input acchi Nahin Denge to aapko yah proper result bhi provide nahin kar sakta.

    Stochastic*oscillator*indicators ke Hawale se aapko internet per different videos aur lectures bhi available Hote Hain Jo aapke liye bahut jyada help hote hain agar aap aap Urdu mein is related different lectures sunna Chahte Hain To aap market Gurukul ke lecture Bhi Sun sakte hain Jo aapke liye bahut jyada help ful ho sakte hain Kyunki Jab aap is indicator ko properly learn karna chahte hain to ismein main aapko is baat ki ragni honi chahie case indicator ko apply karne ke liye Ham usko kaise utilise kar sakte hain aur uske baat hai market mein kaun si situation Mein isko apply kiya Ja sakta hai agar aap iski basic information Kaise apply karne mein kamyabi Hasil kar lete hain to aapko yah bahut hi acchi indication De sakta hai.

    Stochastic*Oscilator Indicator ak momentum indicator ha, jis man ham support aur resistance levels ko use kerta han. Jisa*George Lane*na developed late in 1950s man kia tha.*Stochastic*word current market price aur price over the periOd k dermiyan relation ha.*Stochastic*Oscilator Indicator hamen market man stock oversold aur overbought signals deta ha.
    *Stochastic*Oscilator man two line chart hoti ha aur is man 0 sa 100 tak values hoti han, is man above 50 overbought ka singnal jab k below the 20 oversold ka signal deta ha.

    stochasti osilator market ki present state ko show karny wala ik tool hai. Ik certaik pair ka market ma behaviour kesa hai ye buy ma hai k sell ma hai ye*stochastic*osilator hamy batata hai. Es sy hamy ye b pata chalta hai k market current phase ma kis jaga lie kar rahi hai. Jb market buy ma jati hai to eski value up jati hai to es ki value 100 ki taraf jana start ho jati hai. Similarly chart ma b up ward move show karti hai. Es sy ham andaza kar saktyn hain k market es time buy ma kis jaga hai or ye further ketna up ja sakti hai. Jb market down ana start hoti hai to*stochastic*osilator ki mathe metical value down haina start ho jati hai or screen ma es ki diagram b drift show karti ha.
    Click image for larger version

Name:	stochastic-oscillator-crossovers.jpg
Views:	2
Size:	40.1 کلوبائٹ
ID:	12435202
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      EXPLANATION.&&& Aslamaliakum indicators Hai joke RSI indicates se Milta julta Hai Jab Ham chart ke andar use karte hain to niche Ek new Windows show hoti hai yah indicators ose new Windows ke andar show hota hai Iski reading zero se 100 tak hoti ha... Reading 22 se niche Jaaye to over solid yani ab price Mazeed niche Jaane Ke chance kam hai trend up price buy karne ki taiyari kar raha hai aur is point se market Upar ki taraf Ja sakti hai to Yahan per Hamen buy ka trend Milta Hai Jab line 22 ko cross Karen aur pher thora sa Upar ki taraf Move Karen To Hamen samajh Jana chahieye ki is point ke upar ab Ham buy ki entry Le sakte ha... aur is market se ek Achcha profit Le sakte hain .Uske bad Jab yah line reading 80 ke upar pahunchta Hai To overbought yani price Mazeed Upar jane ke chance bahut hi kam hote hain aur Agar yah line Aisi se thora niche Aati Hai 78 ke upar to is market ke andar Ham sell ke entry Le sakte ha... Forex trading ki market ke andar Ham koi bhi indicator istemal kar rahe ho RSI indicator Ho Ya moving average indicator To Agar voh Hamen signal generate Karen To Hamen uske upar 100% believe nahin karna chahie bahut ziada trader Aisa Karte Hain Ki Jab unko thoda sa hint Milta Hai indicator ki help se to vah is market ke andar Big Lot size ka usel karte hain aur jab market Kuchh pip unke against Jaati ha... TRADING TECHNIQUES.&&& Aslamaliakum Forex marketing main trading ky liay istemal Kia jany wala best indicator hai ky agar ham usko achy tareeqy sy use kerna learn ker lety hain tou hamain market ki movement ki andaza kerny main bilkul bhi mushkil nehi hoti ky ham isky mutabiq ho bhi trade open kerty hain aesi trade main hamain bahot acha profit bhi hasil ho jata ha... agar Ham stochastic oscillator ko behter tareeqy sy use kerna chahty hain tou hamain stochastic oscillator ko RSI indicator ky sath istemal kerna chahiay ky jab market kisi bhi pair main aik hi trend main movement kerty huey RSI main seventy ya thirty ko cross kerti hai aur aesy time per stochastic oscillator bhi trend reversal ki indication provide ker raha ho tou aesa time best time hota hai trade open kerny ky liay ky ham forex market main trade open ker ky bahot achi earning ker sakty ha... stochastic oscillator tamam other forex indicators sy best indicator hai agar ham usko achi terha samajh lety hain tou hamain trade open kerny main bhi koi mushkil nehi hoti aur ham trade kerty huey bahot achi earning aur profit hasil bhi ker lety hain jab stochastic oscillator aur RSI main market 70 ya 30 ki limit ko cross ker chuki ho aur stochastic oscillator main reversal ki indication aa rehi ho tou yeh best time hota hai jab ham trade open ker ky acha profit bana sakty ha... Stochastic Oscillator.&&& Aslamaliakum Stochastic Oscillator exchanging mein hamare liye kafi madad gar sabit hota hai ham base pointer ko istemal karke exchanging ke bahut howdy hurt examination kar sakte ha... isliye hamen aisi pointer ko zarur istemal karna chahie aur is se fayda uthane ki koshish karni chahie punch ham se pointer ko istemal karenge to hamen market se kafi acha fayda milega isliye hamen partnered aur istemal karna chahie aur se fayda uthane ki koshish karni chahie hamen chahie ke ham is marker ke exposed mein zarur maloomat hasil karen taki ham is marker ko theek tarike se istemal kar sakte poke hamare pass achi mein baat hogi to tab hello ham is marker ko theek kaise istemal kar sakenge... Varna ham kabhi bhi es marker ko better kaise istemal nahin kar sakte ha...
      • #18 Collapse

        Asslam-O-Alaikum! Dear members Me ummed kerti hoke ap sb ka forex trading py kam bht acha chl rha hoga. Aj jis topic py hum baat kre gy wo Neeche mention hy. TOPIC: Stochastic Oscillator Stochastic ocilator, jisay stochastic indicator ke naam se bhi jana jata hai, aik maqbool tijarti indicator hai jo rujhan ke ulat jane ki pishin goi ke liye mufeed hai. yeh qeemat ki raftaar par bhi tawajah markooz karta hai aur usay hasas, asharih jaat, krnsyon aur sarmaya kaari ke bohat se deegar asason mein ziyada kharidi hui aur ziyada farokht honay wali sthon ki nishandahi karne ke liye istemaal kya ja sakta hai . Stochastic occilator qeemat ki harkat ki raftaar ko mapta hai. Momentum qeemat ki harkat mein sar-at ki sharah hai. Stochastic ke peechay khayaal yeh hai ke kisi alay ki qeemat ki raftaar aksar is se pehlay badal jati hai ke alay ki qeemat ki harkat haqeeqat mein simt badalti hai. nateejay ke tor par, isharay ko rujhan ke ulat jane ki pishin goi karne ke liye istemaal kya ja sakta hai . EXPLAINATION: Stochastic occilator ko tajurbah car tajir aur takneeki tajzia seekhnay walay istemaal kar satke hain. deegar takneeki tajzia tools jaisay moving average, trained lines aur support aur rizstns levels ki madad se stostaic occilatir trading ki durustagi ko behtar bananay aur munafe bakhash entry aur aygzt points ki nishandahi karne mein madad kar sakta hai . Stochastic occilator ka hisaab darj zail formulay se kya jata hai : % k = 100 ( c - l14 ) / ( h14 - l14 ) kahan : c = alay ki haliya band honay wali qeemat l14 = 14 din ki muddat mein aala ki sab se kam qeemat h14 = 14 din ki muddat mein aala ki sab se ziyada qeemat isharay pichlle adwaar ki aik muqarara tadaad mein qeemat ki ziyada se kam range ke silsilay mein kisi alay ki ikhtitami qeemat ke maqam par tawajah markooz karkay kaam karta hai. aam tor par, 14 pichlle adwaar istemaal kiye jatay hain. ikhtitami qeemat ka pichli qeemat ki naqal o harkat se mawazna karkay, isharay qeemat ke ulat palat points ki paish goi karne ki koshish karta hai . Stochastic occilator aik do satari isharay hai jo kisi bhi chart par laago kya ja sakta hai. is mein 0 aur 100 ke darmiyan utaar charhao aata hai. isharay se pata chalta hai ke mojooda qeemat kis terhan pehlay se mutayyan guzashta muddat ke douran sab se ziyada aur sab se kam qeemat ki sthon se mawazna karti hai. pichli muddat aam tor par 14 infiradi adwaar par mushtamil hoti hai. misaal ke tor par, hafta waar chart par, yeh 14 haftay hoga. aik ghanta ke chart par, yeh 14 ghantay hoga . jab stoastics occilator ka itlaq hota hai to chart ke neechay aik safaid lakeer zahir hogi. yeh safaid line % k line hai. chart par aik surkh lakeer bhi hogi, jo ke % k ki teen muddat ki harkat pazeeri ost hai. usay % d kaha jata hai . jab stoachastic occilaor aala satah par hota hai, to is ka matlab hai ke alay ki qeemat 14 muddat ki had ke oopri hissay ke qareeb band ho gayi hai. jab isharay nichli satah par hota hai, to yeh 14 muddat ki had ke neechay ke qareeb qeemat band honay ka ishara karta hai . Stochastic occilator ka umomi usool yeh hai ke oopar ki taraf rujhan rakhnay wali market mein qeematein bulandi ke qareeb band ho jayen gi. is ke bar aks, neechay ki taraf rujhan rakhnay wali market mein, qeematein kam ke qareeb band ho jayen gi. agar ikhtitami qeemat onche ya nichli satah se khisak jati hai, to yeh ishara karta hai ke raftaar sust ho rahi hai . Stochastic occilator ka istemaal ziyada kharidi hui aur ziyada farokht shuda reading ki shanakht ke liye kya ja sakta hai. yeh rujhan ke ulat jane ki bhi paish goi kar sakta hai. mukhtalif qisam ki hikmat e amli hain jo tajir isharay ke sath istemaal karte hain . isharay wasee tijarti ranger ya sust raftari ke rujhanaat mein sab se ziyada muaser hai .
        • #19 Collapse

          Stochastic oscillator hamy batata hai es sy hamy ye b pata chalta ha k market current phase ma kis jaga lie kar rahi ha jb market buy ma jati ha to eski value up jati hai to es ki value 100 ki taraf jana start ho jati ha similarly chart main b upward move show karti ha es sy ham andaza kar saktyn hain k market es time buy ma kis jaga ha or ye further ketna up ja sakti ha jb market down ana start hoti ha to stochastic oscillator ki mathematical value down hona start ho jati hai or screen main es ki diagram b drift show karti hai ye ik bhot popular trading tool hai or es ki help sy ham apni trade ko place karty hain some time jb market ik khas level tak down ati ha to ye down movement show karta ha but phr kuch dair bad ye up ward jana start ho jata hai or apna pattern pora ni karta. jb ye apny upward ye down ward highest level par hota hai to buy ki line sell ki line diagram ma ik dosray ko cut karti ha jis sy zahir ho jata ha k market ka trend change hony wala ha or ye next trend ma dakhil hony lagi hai. yeh Ek indicator Hai joke RSI indicated se Milta julta Hai Jab Ham chart ke andar use karte hain to niche Ek new Windows show hoti hai yah indicators ose new Windows ke andar show hota hai Iski reading zero se 100 tak hoti hai .Reading 22 se niche Jaaye to over solid yani ab price Mazeed niche Jaane Ke chance kam hai trend up price buy karne ki taiyari kar raha hai aur is point se market Upar ki taraf Ja sakti hai to Yahan per Hamen buy ka trend Milta Hai Jab line 22 ko cross Karen aur pher thora sa Upar ki taraf Move Karen To Hamen samajh Jana chahieye ki is point ke upar ab Ham buy ki entry Le sakte hain aur is market se ek Achcha profit Le sakte hain .Uske bad Jab yah line reading 80 ke upar pahunchta Hai To overbought yani price Mazeed Upar jane ke chance bahut hi kam hote hain aur Agar yah line Aisi se thora niche Aati Hai 78 ke upar to is market ke andar Ham sell ke entry Le sakte hain .Forex trading ki market ke andar Ham koi bhi indicator istemal kar rahe ho RSI indicator Ho Ya moving average indicator To Agar voh Hamen signal generate Karen To Hamen uske upar 100% believe nahin karna chahie bahut ziada trader Aisa Karte Hain Ki Jab unko thoda sa hint Milta Hai indicator ki help se to vah is market ke andar Big Lot size ka usel karte hain aur jab market Kuchh pip unke against Jaati Hai To Unka account Big Lot size ki vajah se wash kar deti hai To Aisi condition se bachne ke liye Hamen is market Mein Jitna Bhi strong signal mil raha ho Hamen money management ke sath is market ke andar trade Karni chahie aur ek target profit Hasil karna ki koshish krni cheheye aur over profit Ke Chakkar Mein Nahin padhna chahieye..
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Stochastic Oscillator: Ek Jaiza

            Muqaddima


            Stochastic Oscillator ek technical analysis tool hai jo traders aur investors ko market ki overbought ya oversold conditions ka andaza lagane mein madad deta hai. Iska asal maqasad price movement ke saath momentum ka pehchanana hai.
            Stochastic Oscillator Kya Hai?


            Stochastic Oscillator ek momentum indicator hai jo price ke closing values ko ek specified time period ke high aur low ke sath compare karta hai. Ye indicator 0 se 100 ke beech value provide karta hai, jahan 80 se upar ki value overbought aur 20 se neeche ki value oversold ki condition ko darust karti hai.
            Iska Istamal Kaise Kiya Jata Hai?


            Traders is indicator ko buy aur sell signals generate karne ke liye istemal karte hain. Jab Stochastic Oscillator 20 se neeche hota hai, to ye ek potential buying opportunity ki nishani hoti hai, jabke 80 se upar hone par selling opportunity darust hoti hai.
            Formula


            Stochastic Oscillator ka formula kuch is tarah hai:

            %K = (Current Close - Lowest Low) / (Highest High - Lowest Low) × 100

            Yahan, "Current Close" aaj ka closing price hai, "Lowest Low" specified period ka sab se kam price hai, aur "Highest High" sab se zyada price hai.
            %K Aur %D Lines


            Stochastic Oscillator do lines generate karta hai: %K aur %D. %K line zyada sensitive hoti hai, jabke %D line iski moving average hoti hai. Ye dono lines mil kar trading signals generate karti hain.
            Trading Signals
            1. Buy Signal: Jab %K line %D line ko neeche se upar cross karti hai, ye ek bullish signal hota hai.
            2. Sell Signal: Jab %K line %D line ko upar se neeche cross karti hai, ye ek bearish signal hota hai.
            Divergence


            Stochastic Oscillator ka use divergence identify karne ke liye bhi hota hai. Jab price naya high ya low banata hai lekin Stochastic Oscillator us trend ko follow nahi karta, ye market reversal ki nishani ho sakti hai.
            Overbought Aur Oversold Conditions


            Overbought aur oversold conditions ka pehchanana Stochastic Oscillator ka aik ahem hissa hai. Agar oscillator 80 se upar hai, to ye indicate karta hai ke market overbought hai aur correction ho sakta hai. Usi tarah, agar ye 20 se neeche hai, to market oversold hai aur bullish reversal ho sakta hai.
            Time Frame Ka Ahemiyat


            Stochastic Oscillator ka waqt bhi intehai ahem hai. Short-term traders is indicator ko chhote time frames, jaise 15-minute ya 1-hour charts par istemal karte hain, jabke long-term traders daily ya weekly charts par rely karte hain.
            Limitations


            Stochastic Oscillator ke kuch limitations bhi hain. Ye false signals generate kar sakta hai, khas taur par volatile markets mein. Isliye is indicator ko dusre tools ke sath istemal karna behtar hota hai.
            Conclusion


            Stochastic Oscillator ek powerful tool hai jo traders ko market conditions ka andaza lagane mein madad karta hai. Lekin iski limitations ko samajhna bhi zaroori hai, taki sahi decisions liye ja sakein.
            Iska Istamal Kis Tarah Kiya Jaye?


            Is indicator ko apne trading strategy mein shamil karne ke liye, traders ko iske saath dusre indicators, jaise Moving Averages ya RSI (Relative Strength Index) ka bhi istemal karna chahiye. Is se signals ki taqat mein izafa hota hai.
            Risk Management


            Trading mein risk management bohot zaroori hai. Stochastic Oscillator ko use karte waqt stop-loss orders ka istemal karna na bhoolain. Ye aapko potential losses se bacha sakta hai.
            Aakhri Soch


            Stochastic Oscillator ek valuable tool hai, lekin iska sahi istemal seekhna zaroori hai. Is indicator ko market ki behavior aur conditions ke sath milakar samajhna chahiye, taki aap successful trading decisions le saken.
            Nakhra


            Stochastic Oscillator ko samajhna aur use karna seekhne ke liye practice aur patience ki zaroorat hai. Jo traders is indicator ko sahi se istemal karte hain, wo apne trading results mein behtari la sakte hain. Is tarah, aap apni trading journey mein ek naya morh la sakte hain.

            اب آن لائن

            Working...
            X