graduate persons k lie forex trading as their career

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1051 Collapse

    yes my dear i am 100% agree with you aur mery khyal ma ap ny sai kha kyo ky graduation complete krny ky bhd bi Pakistan ma bht sy logu ko jobs ni milti ar wo gar bethy rhty hn so en jesy tmam graduated people ko chey ky wo forex join kar lei ar apna business start kre.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1052 Collapse

      ji haan bilkul forex jobless persons ke liye bht best business hai jis se hum home based kr ke earning kr skty hen or apni life set kr skty hen
      • #1053 Collapse

        assalam o alekum jee han ap ne bilkul theek kaha or ye bat apki right hai k graduate k liye ye boht hi best busness hai wo esy basani kar sakty hain or unhy isko samjhna boht asan hoga or wo is par tread kar k achi profit lay sakty hain
        • #1054 Collapse

          you explain so great thing, forex educated nojawan nasal k lie aik namat hai jo maliati masail ka shikar hain or taleem hone k bawajood job hasil nai kr sake to educated hone ki wajah se ese logon k forex aik acha package q k educated ba asani forex ko samagh sakte hain or thore waqt man aik kamyab business ban sakte hain
          • #1055 Collapse

            bohat say graduate jo jobless hain un k liyeh yeh aik bohat he acha business hai jis say wo bohat achi earning hasil ker saktay hain.
            • #1056 Collapse

              Yes anyone can use forex trading as a career whether graduate or not. i believe that forex is a professional business just like any other business and so it is best that if you have the passion of trading forex then you can use it as a career
              • #1057 Collapse

                graduate is busibess mn enter ho kar achi trha se work kar saktey aur is business k throgh aaap e liye aik bht hi shandaar future bana saktey hn aur is mn kamiyab ho saktey hn
                • #1058 Collapse

                  Jee haan ap sahiee kehtey hain ager educated persons ko employement nahi milti tu unko chayie kay waise ghar baiteh na rahin forex business ko join kar lain aur forex education hasil kar kay ise main trading karain saath saath apni regular job behi search kartey rahin.
                  • #1059 Collapse

                    ap nay thek kha hay jo sign pakistan principal scholar ya article scholar hain un ko farig nhi rehna chahye es small business ko enroll in krna chahye es discussion board public realtions threads declare advantage bnana chahye as well as pasy kmany chahye es declare un ko acha khasa pasa kmanay ka moka mil sakta hay ye earning ok leay boht achi jagahn hay.
                    • #1060 Collapse

                      Gurduation person k lia b best ha trading hum ko chaya k mahnt krain phlay trading ko learning kro phr earning kro market sy best nahe ha mein forex m trading kar k happy hota hn g.
                       
                      • #1061 Collapse

                        Forex trading k liye education ki koi limitation nahee hai ye business koi bhi start kar skata hai jo bhi English and Computer ki knowledge rakhta ho
                        • #1062 Collapse

                          meray bhai jaan forex aik graduate person and educated person kay liye otu kafi easy hay q kay wo easily aa sakta hay and wo apni mehnat kerkay achaa khasa pese kama sakta hay ismay say
                          • #1063 Collapse

                            dear forex may chahy koi bi ho kaam kar sakta hay ya lazmi nahi kay aadmi graduate hi ho wo karo bar ko or stock market ko samjhta ho to hi forex may kaam kar sakta hay iss kay liya taleem agar 10th hay to bi bohat hay.
                            • #1064 Collapse

                              jee bhai main aap ki baat se agree krta hun k Forex trading mein graduate logo k liay bohat si productive aur professional opportunities mojood hein unhein is mein kaam kr k aik achi amount earn krni chaheay, isi mein un ka bhi faida hy aur is se hamary country ki economy bhi strong hoti hy..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1065 Collapse

                                sir jee baat aisi hey key agar aap graduated hey ya aap aisey bandey hey or aap ki taaleem bi kam hey tho mujey lagta hey key isaaa sey aap ko koi masla nahi hoga aap apni trading kar sako gey or garaduta honey mey aap ko ye faida hoga key aap ko trading mey knowledge ki taraf sey koi problm nahi hogi or aaap trading achi tara kar paye gey
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X