high leaverage se high profit ho skta ha but risk factror increase ho jata ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    high leverage humey tab he rakhna chahie jab humara account big investment ka ho kyun k agar hum small invesment pai high leverage rakhain gay to us main risk bht zaida barh jata hai aur loss k chances bht zaida ho jate hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      Jee han kam se hi kam karna chahiay warna apaka account b utni jaldi wash ho jata hai aghar aapki tred ka volume kam hai apke blanc k mutabiq hai tu apko ziada leverGe se kam ka maza aay ga bas aappko auto stop loss se bachna chahiay iss se aap ka account zero ho jata phir apko agle mahene ka bouns blance ka wiat karna parta hai
      • #423 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: arshad12 پيغام ديکھيے
        high leverage humey tab he rakhna chahie jab humara account big investment ka ho kyun k agar hum small invesment pai high leverage rakhain gay to us main risk bht zaida barh jata hai aur loss k chances bht zaida ho jate hain
        ge bhai hmein apne account mein leverage boht he km istemal krne chahe chahe hamara account mein big investment ho ya small investment ho hmein apne account mein high leverage se ignore krna chahe aur hmein apne trading mein low leverage ke istemal krne se he trading mein kamaybe hote he aur hm apne trading se asane se acha profit le skte hien
        • #424 Collapse

          Yes brother leverage k apny faidy or ap nuksan hai isy new trades ko average rakhna chahiye sometimes ap ki trade jb loss ma jati hai to wo is speed se jati hai k kuch idea nai hota or agr ap usy hedge krna chahty hain to wo b nai hoti q k ap ka balance kam hota hai us time leverage kam ata hai baki ap ko chahiye k normal leverage k sath money management ka hyal rakhty huay trade karain
          • #425 Collapse

            Dear high leverage sy ap acha profit earn to kr sakty ho lekin loss k chance bhe 80% ho jaty hein is liye first ap k pass acha experience ho or sath balance backup bhe huge ho mtlb bohat achi equity ho tb ap high leverage k sath work kreen to best ha
            • #426 Collapse

              I agree with you trade hamesha chotiy rakhy or zyada earn karny ki koshish na karein zyada laalch bori balla hai app iss mein itna trade karein jitna app iss ko sambhall sakty hai agar zyada badi trade rakhy gy to harney key bhi chance zyada rahey gey or app preshar mein aa jaye gy jiss sey app apna sara account balance kuch derr mein saff kar dein gy
              • #427 Collapse

                high leverage say hum kum money say zada jaldi say money ko earn kr saqty hain laikin in kay sath main is tara say humy kaam ko krna hai jis main free margin or safe margin say ap keh lian kay humy is main trading ko krna tabi is main humy money ko earn kr saqty hain easy say bina kisi or loss say yehi hamari is market main planning hoti hai
                • #428 Collapse

                  bahi leaverage say ap la lovume tou increase ho jata hai lakin us k liye ap k pass bohat sa trading experiance hona chaye agar ap nay high leverage par kam karna hia tou us k bghair ap is main kam nahn kar sakty kun k is mian loss factor bohat ziada hota hai jo k ap ki trading k liye bilul btekh nahin hai agar ap new trader hain tou ap ko sirf kam leverage par he kam karna chaye ta k ap safe trading kar sakain
                  • #429 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                    forex trading account me ager ak trader apne account ki leaverage high rakhta ha to wo high lot size ki trade open krne k kabal ho jata ha but is waja se us ko loss ho skta ha experienced trader ko high leaverage rakhni chahye or new trader ko low leaverage rakhni chahye do you agree with me?????
                    Dear trader high leverage rakhna boht zada nuksaan da ha jesy ka apko pta hoga ka high leverage ka sath agar ap trade lagate hein or wo trade apka kilaaf chali gi tu apka account 0 nhi minas may jana shoro hojye ga ur ya boht nukaan da ha ku ka per wapis ana khasa muskil hojta ha.
                    • #430 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                      forex trading account me ager ak trader apne account ki leaverage high rakhta ha to wo high lot size ki trade open krne k kabal ho jata ha but is waja se us ko loss ho skta ha experienced trader ko high leaverage rakhni chahye or new trader ko low leaverage rakhni chahye do you agree with me?????
                      High leverage koi buri cheeze nahi hai lekin risk uss waqt paida hota hai jab aap us high leverage ka faida uthate hoay high volume ke sath trading shuru kar dete ho jiss ki wajah se aap ka account wash honay ka khatrah barh jata hai. lehaza behtar yehi hai ke high leverage leni hi nahi chahiey takeh is risk se bacha ja sakay.
                      • #431 Collapse

                        Yes dear main ap se agree hoon k humain Forex k account main low leverage he rekhni chahie aur ziada profit k lallach main ziada risk ni lana chahie kuin k Forex trading aik bohat he risky business hay is main greed kerne se hamara sara balance b loss main ja sekta hay.
                        • #432 Collapse

                          agar hum forex trading main kam leverage kay account ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay esmain sabar say kam karna chahiey kyun keh sabar say kam karnay main he faida hota hay
                          • #433 Collapse

                            agr hum hoigh levrege sy trade main kam karty hain to market main kam kanry main kafi risk ho sakta hay humain hard work kar kay ana ho ga ta kay low risk say b achi earning hasil ho sakay ye sb to experince par depend hay
                            • #434 Collapse

                              Forex market mai high profit hasil krnay kay ye ap ko strategy ki zaroorat hai. ap ki strategy say he earning ho gy. agr ap ki strategy achi nahi tou phr ap ko earnin bhe Nahi ho gy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                ap forex mai high level select krtay ho tou ap koprofit bhe high ho gy. ap jab bhe trade shoro kray tou es kay sath lot size bhe zada ho tk ap ko zadaearning ho. es say ap ki earning bohat zada ho gy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X