forex trading me apni mistakes ko repeat krne wala bohat bra bewakof ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    bro is me new traders k liye boht si adanian hain..risk to hr ka me hota hi hy or ghaltian agr ho jayen to acha insan wahi jo in sy seekhy or dobara inko na dohraye,...forex me gahlti ki waja sy apka loss ho jata hy mgr ye forum apko success ki trf ly ja k apko profit b deta hyy khan jiiii....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      g is me apko jab ak dafa loss hojae tu phir apko apni faults ko repeat ni karni chaea ye ak best online job hai ye apki life ko easy or comfortable bna sakte hain ye apki needs ko pora kar sakte hain.
      • #138 Collapse

        dear bat toh thek hai but kch mistakes luck ki hoti hai jo luck ki vja sy bar bar repeat hoti hai or humen smjhty hain k yeh hum ny kr dii hain .... but dekha jae to app ki bat thek hai ji galti hum khud krty hain woh bar bar krni nai chaheay humen :)
        • #139 Collapse

          Jee Bilkul theek I am totally agree with you, Forex eik asi type ka business hai jis main Trader Boohat say ghalt decisions lay laita hai aur loss ka samana kerta hai, Joo eik buri baat nahi Lakin Jab eik trader ghalt decision bar bar repeat ker k loss kerta hai tab yeh boohat buri baat hai Trader k liyea, aur yeh cheez es ko successful trader nahi ban'nay daiti.
          • #140 Collapse

            yes aisa hi hai is liay forex main wahi kamyab ho skta hai jo apni mistakes say learn keray or unhain next time na keray kiu kay 1 choti c galti bhi aap ka account lay urdti hai kabhi kabhi or is liay is main berday ehtayat say chalna chahiay
            • #141 Collapse

              so simple hai bhai ager kisi ko mistake se loss ho raha hai to phir wohi mistake ko use krna bohat galt hai . mostly mistake trader yehi krtey hai k wo greed ko control nhi krtey more profit k chakar mai little profit bhi loss mai kr letey hai.
              • #142 Collapse

                Forex trading mein zyada taar woo loog fail hoo jatay hain joo naa too knowledge per depend kartay hai aur naa hee apni ego koo control mein rakhtay hain, hamien chaiyee kee hum hamesha emotions koo control kar kee trading karein aur hamesha market kee trend koo follow karein
                • #143 Collapse

                  bhai jaan jab b app se mistake hojayee tab app us mistake ko as an lesson lein aur dekhien k yeh mistake kis wajah se howi hai aur appka weak point kounsa hai jis ki wajah yeh mistake howi appse app phir us mistake par kaam karien aur us mistake dobara khab b repeat na karien aur us weak point ko jis ki wajah se woh mistake howi hai us ko strog karien...
                  • #144 Collapse

                    Jee haan mere bhai aap ney bohat achi baat kahi aap ko kabhi bhi wo mistakes repeat nahi karni chaiyen kyunkey aap ko forex iss ki ijaazat bhi nahi deta aur aap jitni dafa bhi ghalti kartay hain uss ka aap ko nuksaan hee hota hai iss liyee aap ko first time me hee apni ghalti ko theek kar lena chaiye jo apko pata hoo wrna kisi expert ki advice bhi lee ja sakti hai.
                    • #145 Collapse

                      ji ha bhi aisa hi samjh lo atgr ap sai aik ghalty ho jaty hai to maf ho jai gi sirf aik bar hony sai laikin agr yae hi ghalti 3 bar doreai jai to account bann ho skta hai is liy forex kai doran ghalti sai ijuntab kro
                      • #146 Collapse

                        bhai sahi kaha hai es main hamsha wo shaksa nakam hai jo es main apni galty say sabk nahi sekhta hai bal kay next time jub wo trde karta hai phir wohi miste karta hai ji ssay usy phior los ho jata hai bhai or asa sahks kabhi bhi acha trder nahi ban sakt bhai
                        • #147 Collapse

                          bhai jaan ager kixi se bhi koi bhi kisi bhi kisam ki yahan mistake ho jaye to hamy chahiye us mistake mai se ham samjhen ham se galti kya hui hai or ham apni galti ko sudharny ki poori poori koshish kren jab galti door ho jaye gi to ham kuch seekh payengy
                          • #148 Collapse

                            forex business boht he risky ha. or hum is business ma apni mistakes sa he learn kartay hn. agr hum apni wo mistakes again repeat karain gay to hum pher is business ma survive nhe kar sakhty hn. isi lye zarori ha k forex ma survive karnay or earning karnay k lye hamin apni mistakes ko repeat nhe karna chyae.
                            :cool::cool::cool:
                            • #149 Collapse

                              Yah bhai me app ki is post se agree karta hoo wo bandh apnie galti ko repeat karta he wo boht hi bewakof hi hota he chye wo kitne hi bonus per trade kar ke profit earn karta he ..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                yeh aap nay bhout achi baat khai hai. forex mai trading k waqt ager ksi ko koi loss hota hai tho us cahy k who is say lesson hasil kery or next time loss say bach sky or zaidya profit hasil ker sky....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X