forex trading me apni mistakes ko repeat krne wala bohat bra bewakof ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    han janab ye baat ap ki bilkul correct hay jab mistake ho tou usko improve karna chaiye na ye kay duabara usko revise keya jay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      brother meri nazar main woh bohat bada looser hai jo apni mistakes ko bar bar repeat karta hai ager hum apni mistakes pe work karain aur next trade main us mistake ko na dohrayein to hum acha profit earn kar saktay hain.
      • #93 Collapse

        By learning hard in the forex market can be trading well and is important to learn from mistakes and learn the mistakes well and far away from her
        • #94 Collapse

          dekhye bhi jab bhe ap forex pe kam karte hen our apko loss hota he tu some apko apni mistak ki waja se hota he so ap os k bad os mistake se sekhen our kabhi woh mistak dobara na dohrayen kiun k admi hamesha apni ghaltyo se sekhta he ..our jo bar bar eak hi ghalti karat he woh bewaqoof hota he our forex bussness me acha mind learning our mehnat apk dost hen so mistak hona koi bori bat nai but mistak se na sekhna ye bori bat he
          • #95 Collapse

            bilkul brother ap nay thek kaha hay kay forex main jo be apni mistakes ko bar bar repeat karta hai to mary khyal say wo forex main aik boht he bara bewkof hota hai kay jis kam say us ko bar bar loss hota hai to phir be wo us ko karta hai. is liy agar ap say aik mistake ho jati hai to phir us say bachny ke koshish karain
            • #96 Collapse

              yes dear if agree with you we should not repeat our mistake in forex trading business but we should learn from our mistakes and next time totally avoid in from our trading in order to earn regular income from forex market and avoid himself from loss in forex market
              • #97 Collapse

                good question dear g hai agar aap forex me mistakes kare ge to hume sirf loss ho ga or agar hum apni galtiyon ko nai sekhe ge or hum bar bar mistakes kre ge to hume log bewakof kahe ge or humara business bi windup ho jaye ga is liye hume mistakes sew bachna zarori hai
                • #98 Collapse

                  g han brother aap theak keh rahy ho aap ki aik choti se galti aap ko kahin se kahin ly jaye gi forex trading main or na he forex trading main aap ko again and again mistakes krny ka moqa mily ga ye sirf prcatice k dooran demo acct pr he chalta hai or jo person baar baar apni mistakes ko repeat kry or in se sabaq hasil na kry wo buhar bada bewakoof hai
                  :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                  • #99 Collapse

                    mere dost g han forex tarading mein hamein apni mistaik ko tasilm karna chahey balky mein to kehta hon k koi b kam ho to us mein agrham s koi b ghalti ho jati hei to us ko taslim kiya jaey aur pher us ko theek kiya jaey .
                    • #100 Collapse

                      yes dear main apki es baat sey boht agree hon forex ak asa business hy jo ghalti ki gunjaish nai deta hy Q k njub ap ak dafa ghalti karty han to us ko theek karny k lie ap bar bar ghalti karty han es lie koshash karni chahi hy k kum sey kum ghalti karey
                      • #101 Collapse

                        Yes yeh tu baat hay ke is main app ko bar bar aik hi galti se loss karne wale buhat zada mile ge per app ko apne galti se kuch learning hasil karni chahye na ke app ko har time is ki waja se loss ho aur app ko pata ho ke app ko is main loss ho ga .is ko app mat use kare is main app ko acha nafa hi kun na milta ho .
                        • #102 Collapse

                          slam dosto,forex ma galti ki koi nai ha,jab ka forex na hamy bht si asi cheezain dy di ha jis sa ham domistake kar h n ai satky,bahral insan ha galti ho hi jati ha,agar ham bar bar galtia pa galtia kary gay to hamy bht loss ho ga or hamri registration b fail ho sakti ha.
                           
                          • #103 Collapse

                            bat to ap ki belkul theak ha bhai phr be forex trading karta karta hum sy mistake ho he jati ha this ki waja sy phr loss ho jata ha hum us waq tak forex trading ma successful nai ho skyta jb tak humara dmag trading k uper nai a jata ku k trading bht he soch smj kar karni hoti ha phr he ja kar ap trading kar k acha profit hasil kar skyta ha.
                            • #104 Collapse

                              AP ney thk kaha hai key Forex me mistake ki kohi gunjahish nahi hai hamey apni mistake sey learn karna chahey usey revise nahi karna chahey or sub sey achi bat yeh hai key hamey khud mistake kar nahi sheakna chahey balkey dosro ki mistake sey learn karna chahey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                wese to forex mai traders k liye bht hi asaniyaan mili hain jo k kiwsi or business mai nahi hain... lekin phr bhi ham se bht si ghaltiyaan hojati hain ak acha trader wo hota hai jo apni ki hui ghaltioon ko repeat nai kare

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X