forex trading me apni mistakes ko repeat krne wala bohat bra bewakof ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1036 Collapse

    G bhai g bilkul apki bat thake hy k forex trading busniss mai humin chahye hy k apni mistakes ko achi terhan sai seekhin lakin jo is ke bad be mistakes kerta hy wo is maI looser hota hy is busniss mai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1037 Collapse

      G Han Jo trader forx trading main apni mistake ko dobara karty hain to wo apna loss karty hain aur Jo unko aisa ni Karna chahiy balky apni mistakes ko sahee kar k apni mistakes sy seekhna chahiy
      • #1038 Collapse

        Yes dear ap ki bat thek ha is business ma jo mistake krta ha dosri bar agr wo dobra mistake krta ha tu wi phagal ha kew k is ma mistake se hi seekh jata ha hume is ma hardworking k sath kam lr na chaiye ur zada se zada profit hasil kr na chaiye
        • #1039 Collapse

          G bhai g bilkul apki bat thake hy k forex trading busniss mai apni mistakes ko repeat kerna wala bewakoof hota hy usko chahye mistakes ko seekh ker clear karain or kam karain
          • #1040 Collapse

            G han forex mn ghalti ki gojaish km hoti h.agr aap ghlti kro gy to bahot bra nuqsan pao gy. Lihaza jb 1 dfa ghalti kr behtho to dobara bilkul hi na kro. Ye to aam common sence ki baat hae k dobara ghalti krny wala bewaqoof smja jata hae
             
            • #1041 Collapse

              han g forex main hamain mistake karny ki gunjaish nahe hai per ho sakta hai k ham se mistake ho jaty hai. per is lai lazmi hai k ham is mistake ko revise na karin. or hamain chahain k ham forex ki grip us time ho gy jab ham apny mistake ko control karain gy .
              • #1042 Collapse

                G Han SP NY sahee kaha hy k forex trading main Jo traders apni ghaltio ko bar bar dohrraty hain wohi trader bahut ziada bewaqoof hoty hain aur apna baht ziada bar bar loss karty hain aur inko chahiy k ap aisa Na karo
                • #1043 Collapse

                  g nai is main hamain mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k hum is forex main learn kar k kamyab ho skay aur hard work kar k hi trade karni ho gi ta k hum is forex main achi trade kar k earning kar saky
                  • #1044 Collapse

                    yes apni mistakes ko kabhi bhi repeat naa kare balk mistakes se seekhain taa k aap ache trader ban sake aor apni life ko behter bana sake aor doosro k bhi kaam aa sake forex ko learn kare agar is se benefit lena hai
                    • #1045 Collapse

                      is forex main hamain mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur is k trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k earn ho saky aur posts ko learn kar k hum acha bonus hasil kar sakty hain
                      • #1046 Collapse

                        Forex ik bohat sensitive job hy..... is main mistake hona koi galt baat nahi hy.... mistake tu ho hi jati hy.... but usi galti ko dubara krna.... or krty hi rehna.... bohat bari bewakufi hy.... hamy apni mistake sy sabk sekhna chahiye or dubara wohi galti krny sy perhaiz krni chahiye....
                        • #1047 Collapse

                          G han jb ghalti ko repeat kia jae tou woh blunder ban jaati hai ghalti se learn krna chahiye ghalti pe ghalti se ziada loss k chancess hain lehaza ghalti se sekhna chahiye
                          • #1048 Collapse

                            agar hum forex trading main mistake karen gay to es chakar main humay market main bohat ziada loss ka samna karna parta hay so humay chahiey keh loss kay risk ko kam say kam rakhy
                            • #1049 Collapse

                              G bilkul humy apni mistakes ko repeat nahi karna chahye bulky humy apni mistakes se Forex ko learn karna chahye hum is business ko jitna zyada learn kary gye humy utna hi zyada faida ho ga is trha hum aik professional trader ban sakty han aur is business se daily basis par earning bhi kar sakty han.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1050 Collapse

                                dekhy agr humy loss ho rha to sab se aci bat ye ha kay humy apny loss ki reason dekhni chahye yani apni mistake ko find krna chahye aur agr hum usy find kr lete hain to humy usy door krna chahye ta kay next time hum es mseebat ma dubara na phanse jay kyu kay agr hum apni mistake ko find nhe kry gay to hum trading ma aagey nhe barh skty aur es trah hum loss he krt rhy gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X