forex trading me apni mistakes ko repeat krne wala bohat bra bewakof ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    Yes aisa he hota hai forex me jo trader apni mistake ko repeat karta hai to wo ek bewaquf he hai islye ao forex business me kabhi bhe jan bujh kar koi mistake na karen warna apko nuksan hoga or is ko repeat na karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      Yes brother apna bilkul thake kha hy ager hum ek dafa ghalti kerna sai be us ghalti sai nai seekhta usko haal nai kerta tu bha nai thake kga k hum bewakoof hy
      • #993 Collapse

        Life ke kisi bhi hissy mai apni ghltion se seekhna chye usy dohrana kbhi nai xhye aur forex mai ghlti ki koi gunjaush hi nai hai agr ap ghlri ko dohrain ge to ap aur loss mai jaty jyn ge uslye apni ghltion se seekhain.
        • #994 Collapse

          yes aap ek dum thik kah rahe hai mistake yaa galti se hame sikh leni chahiye ki aage aise galti phir kabhi na ho magar phir bhi wo galti dubara repeat hoti hai to kami forex mei nhi ham mei hai aur ham sabse bade bewkoof hai galti insaan ko sikhati hai ki galti kyu hue aur aage aise galti se kaise bacha jaayege is baat ka hame khyaal rakhna chahiye
          • #995 Collapse

            yes you are absolutely riht aik baar loss hota hai ya bbar baar bhe loss hota hai so its necessary k app apni ghaltii ko pehchaan kare k app se kahan mistake hue hai aur next time us ka khaas khayaal rakhain but ager same mistake repeat hoti hotii hai t yaqeen its you who are fool
            • #996 Collapse

              we should learn Forex with the help of our mistakes and also should avoid to the repeat of mistakes if we follow these some useful tips then we can do more risk free trading in Forex busienss therefore we must should do trade with the help of experts and professional then we can take good number of pips.
              • #997 Collapse

                Yes dear forex trading mn ham apni ghalti se sabaq seekhty hain jo dost aik mistake kr k dobara woi ghalti krty hain tu wo bewqof is ka matlab hai seekh hi ni pa raha is liye mistake reeat krny se bachen
                • #998 Collapse

                  Forex trading mein jo bhi trader han un se forex trading mein mistake ho hi jati hy aur us mistake se forex trading mein loss ho jata hy aur forex trading mein wo trader kabhi bhi kaamzab trader nhi ban sakta jo apni mistake ko bar bar karta hy js se loss ho jata hy is liye agr koi mistake ho tu us ko dobra nhi karna cahaiye is tarha forex trading mein kaamzab trader ban sakty han
                  • #999 Collapse

                    forex treding biznes aik esa biznees hy jis min hum.ko profit to hiti hi hy pa4 is biznees min hum s3 agar zara di bhi mistak hoti hy to us se hum.ko.loos hota hy
                    • #1000 Collapse

                      mistake ko kis tara say hum nay avoid krna hota hai is k liay her ik kaam ko kiay dafa krna parta hai jis k bad ye moka ata hai k hum teek say market main trade ko kr saqty hain laikin is say zada is baat ki hum ko try krni hoti hai k sub say important cheez hai is main hard work
                      • #1001 Collapse

                        humain is main agr success hasil karni hay to humain mistake ko learn karna ho ga ta kay humain market main achi earning hasil ho saky or is main khudi kam ko sai say deal karna ho ga
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #1002 Collapse

                          G qpki bat sai mai bilkul agree karo ga kun ke forex trading mai mistakes tu her koe kerty hy lakin jo mistakes per mistakes kerta hy wo sub sai bda bewakoof hota hy
                          • #1003 Collapse

                            g bai froex trading mien apko chahiye ke ap is mein apni mistakes ko repeat nahi karena ur is mien ap kabhi bhi panic nahi hon agar ap panic nahi honge to ap is mien loss hi karenge.
                            • #1004 Collapse

                              100% theak kaha ap ne forx mein rehty hoye agar aik trader apni pichhli galti ko repeat karta hai jis ki waja se us ne loss uthaya hoa ho to wo trader kamyaab nai ho sakta qnk us ne apni he ki hoi galti se kuch nai seekha aur yahan to forum he aisi hai k dosron ki galtion se insan bht kuch seekh jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                yes dear ap ki bat correct hay aur main b ap ki bat se agree hoon k forex trading main apni mistakes ko again repeat kerne wala bohat he bawqoof ho ga jis mistakes ki wjah se loss howa ho humain us mistake se door rehna chahie aur is se aik lesson hasil kerna chahie ta k dobara usi wjah se loss na ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X