analysis krne k lie thora time zrur lia kro ak dam se trade na dalo dosto
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    Je brother tradings krty wakat humi pehle market ko nice trahaa analyse krna chaeiye ki market move hao rahaee ha, aur kounsa pairs more move ker rha ha, tb humi market mein tradings kr ki achee kama sake gey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      Hi to everyone, Gee ge bro nay surely thik kha k subhi uthteey he trading na dalaa kro balkeey sab sy phehlay Maket k trend ko daekho aor aor baaqee saaree khabar waghairaa ko daekh ky trading daalaa kro yeh na hao ky apka lose hao jaiey iss leiey behtir hei k phehlay anlysis krna phir trading krna.
      • #558 Collapse

        Masha Allah bahut zabardast thread bnaya app ne waki mt4 par anay ke baad pehle tu trends ko har time period main daikhain aur market ka move daikhain k up trend main hai ya down main aur last time resist kahan se kia ya last time support kahan se li phir uski current position daikhain phir apni analysing kerte hoye best judgement krain aur trade laga dain
        • #559 Collapse

          Itefaq iss mein koe doubt nahin ha, aap ke baat theek ha, ky first of all to anlysis krna chahee aor taaza damagh say sbr sy kaam laina chaehie poori market ko study ker keh tub hi trading lagaana chahee es traeh say ap ko benefit hao gaa.
          • #560 Collapse

            Assalamalaikum to everyone, Ge app nei thik farmaaya ha, kayon kay jb hm begaeir anlysis key jeb trading daltey hen tao es say humey loss huney bahut Moqa hty han kayon kay humey pataa nahin hta k markeet kdr ko move kry gi.
            • #561 Collapse

              Hello, Surely shuru mein laog bohat bar yehi kerti ha, ki pairs ko dekhti ha, up yaa down ki call laaga deti ha, essa nahin hotaa trading main agr dakhil he honaa ha, tou koesh kerhi kee app thoraa sey intezaar kerhi main bhee shoro main yehi kertaa thaa aor mujhi loss hotaa raha.
              • #562 Collapse

                bohat hi payari baat ki hai is nay hum ko is market main is tara say kaam ko krna hai jin say kafi zada moka milta hai or hum khud ko is main is tara say kafi zada tension say safe rk saqty hain is main hum nay kaam ko start krny say pehly planning knri hai na kay trade ko kr lainy kay bad is main umeed ki jiay
                • #563 Collapse

                  forex market ka sahi say analysis karna chahiey agar hum sahi say analysis karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay esmain jald bazi nahi karni chahiey aur mehnat kanri chahiey
                  • #564 Collapse

                    hum is main analysis kar kay kam karty hain to trade main kam karny main asni hoti hay jis say trade main loss km ho ga humain hard work karna hota hay jis say trade main achi earning b hasil ho sakti hay loss km ho ga
                    • #565 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: fantastic پيغام ديکھيے
                      hum is main analysis kar kay kam karty hain to trade main kam karny main asni hoti hay jis say trade main loss km ho ga humain hard work karna hota hay jis say trade main achi earning b hasil ho sakti hay loss km ho ga
                      ge han bhai hmein apne trading ke wqt forex market ko ache trah se analysis krna lazme hota he aur hm apne forex trading mein mhnt krein aur apne forex trading mein ache experience se kam krein aur hm ko jb apne trading mein acha experience ho ga aur jb hm apne market main sahih wqt pr apne order lagaein ge to hmein apne trading mein acha profit milta he aur hmein loss bhe nhe hota he
                      • #566 Collapse

                        Forex market mai analysis ko time danay ka multab hai k ap forex market mai trend ko follow krna chahtay hai. jab ap trend ko follow kro gy tou ap ki earning bhe ho gy. es say ap forex market mai success hasil kro gy.
                        • #567 Collapse

                          Han g bhai ye baat to bilkul thek hai hamain analysis krny k liye thora time zror laina chaye agr hum analysis krty wkat tine nahi lain gy to nuksan hoga q k hamain apny profit or liss ki wajohat ka he nahi jb pta hoga to kesy tradinf kr skain gy
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #568 Collapse

                            bilkul thk kaha apne , sab se pehle ap market ko ache tareqe se analyse kare ke market ka trend kia chal raha ho usi ko nazar me rakh ke ap apni strategy banae us se ye he ke apko profit ziada hoga or loss ke boht hi kam chances hoge
                            There are no secrets to success. It is the result of preparation, hard work, and learning from failure.
                            • #569 Collapse

                              g han yah bohat acha point ap ny discus kiya hai q k jub hum aik dum se trade open kr lety hain tu hmain open trade ka pta nhe chalta jo k bohat taizi se move ho jati hai or hum ny lot size jo lgaya hota hai wo set nahe bethta
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                trade karny k liye hard work karni ho gii tab hi hum sucess hon gay aur market main analyse kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X