auto robot in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    dear robot ek math ko use kr k work krta ha nis liye i think k robot best nahi ha q k robot py work kr k ap loss he loss kr sakty ho lekin agar ap forex mein acha profit earn krna chahty hein to gold py work kro otherwise forex mein robot best nahi ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      main tu khair forex main bilkul new hoon mujhy tu ziyda nhe pata hain k auto rebot kaaam karta b hain k nhe is liye par main ne kafi website and kafi logo ko dekha hian k vo auto rebot software b use kar rahy hain jaaab vo apni histroy dekha dete hain tu mujhy auto rebot pay yaqeen ho jata hain wesy ye bura nhe hian k hum b is auto rebot software ko use kare hum ko b use karna chahiye is software ko take hum ko b iska pata chal jy
      • #513 Collapse

        rebot main trade karny k liye experience hasi karna ho ga ta k achi trade karein gay aur market main rules ko follow kar k hi hum run karein gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi hum run karein gay aur market main profit hasil kar k hi hum sucess hon gay aur is say hum achi trade karny k kabil hn gay aur market main trend ko use kar k hi hum sucess holn gay
        • #514 Collapse

          jb hum khad sa palining kirta hay to teardninfg b kir skta hay q k jo is k bar ma jata hay wo is ma bhota zada sccuess b hasl kir lata hay our acha terder b bana skta hay .robot ko aap jb uas kirta hay to is ma loss k alwa kcha hasl nhe hota
          • #515 Collapse

            bhai jan forex trading mn robot ko use ni karna chahye because ye bhi ek programmar ka program kiya hoa software hota h. jo k de gayee hidayaat kay mutabiq he kaam karta h. is mn agar loss kay chances boht kam hoty hn to profit bhi bht kam hoty hn
            • #516 Collapse

              Dear trading k liye hamen khud mehnat kr k apna experence banna chahiye, hamen robots se trading ni krni chahiye q k robots aapko utni earning kabhi ni de sakte hain jitni aap khud kr lo ge, insan ashraful makhloqaat hai aur robots bhi insan ne hi banaye hain, isliye hamen trading bhi khud krni chahiye.
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #517 Collapse

                bhai main tu use he nahi karta hun or na he main ny kbhi try karny ka socha hai es liye mujhy es k bary main itni information bhi nahi hai es liye ab tu hum apni trdaing main focus kar rahy hain or sikh rahy hain
                • #518 Collapse

                  bro forex trading main robot ya EA log use kerty hn lkn in ki accuracy 100% ni hy ye kabhi profit daity hn aur kabhi kabhi account bh wash ho jata hy jo bh expert trader hn wo hamaisha manual trading hi kerty hn is liy main yahi kahon ga ke manual trading is best
                  Signature removed by moderator
                  • #519 Collapse

                    agar hum robot kay chakar main pary gay to hum market main theak say earning nahi kar sakty ulta humay market main loss he hota hay so humay chahiey keh market main sabar kay sath he kam karen tab he safe earning kar sakty hay es business main money mangement karty huway he trading karni chahiey tab he safe earning kar sakty hay
                    • #520 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
                      Dosto auto robot kbi b istimal ni krna trading me,q k ye hamesha lose hi krta he, aur agr kisi k pas aisa auto robot jo 1 saal se kam az kam runing me ho aur profit dy rha ho to usko istimal kr lena chahiye.
                      My Forex trading main Romance se trade kar raha hoon Aur Main kabhi bhi reading ke liye robot news nahi kiya hai main manual trading karta hoon aur Mujhe manual trading karna pasand hai
                      • #521 Collapse

                        Hi All, Mere bi yahi khayal hai. Auto Robot Forex trading ke liay bahut hi ziada nuqsan deh sabit ho sakta hai. Kiu ke wo just ik robot hai. Os main jo settings aap ne daali hui hai wo os tarha trading karay ga. Lakin agar aap khud market ko full view kr ke trrading kro gay to ziada best results milay gay.
                        • #522 Collapse

                          Bhai main ny tu kbhi rebort trading nahi ki hai main ny bhi yahi suna tha k es main loss zeyda hota hai jub k profit acha nahi hota hai tu main ny kbhi socha he nahi k rebort trading chk karun k yah key use karty hain or kis trha trsing karty hain q k main risk nahi let's kisi bhi new kam main Jo mery ipm main hota hai OSI ka use kar k chlta hun forex main
                          • #523 Collapse

                            rebot main risk hota hai is ko avoid kar k hi trade karni ho gi aur is agr kam karna hai tou hamain experience hasil ka rk hi trade karni ho gi tab hi hum sucesss hon gay aur hamain markt main rules ko follow kar k hi hum run karein gay it is best
                            • #524 Collapse

                              hamain is main experience hasl kar k hi trade karni ho gi tba hi hum sucess hon gay aur is main risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur ahmain market main analyse kar k hi hum real main achi trade karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                yes forex is orignal business forex trading ma kafi big business man ko dakha hi wo kafi passy kahrch kar kay ak rebot kahredty hi awor as rebot ko trading rebout kahty hi wo khud ba khud kam karta kahud hi trading ma entry dalta hi awor khud hi as ko close karta hi awor jab profit aa raha hu wo ap ko ak mesge ki shkel ma ata hi kay ap ko profit hu raha hi ya ak acha rebot hi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X