auto robot in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    hamain is main risk ko manage kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      robot trade main hum jab kam karty hain to humain kafi risk sa hota hay humain agr success hasil karni hay too humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga ta kay loss km ho
      • #468 Collapse

        Dear agar aap ne auto rebort kisi achi site say kafi mehnga purchase kia hay to wo kuch arsa kam karay ga us kay bad us ki accuracy week ho jay gi to tab aap ko new rebort purchase karna paray ga is liay aap apnay mind ko use karain yehe bot acha rebort sabit ho ga aap kay liay
        • #469 Collapse

          app ke baat sahi hai ke auto robot trading mai khabi be istimal nai krna chiye kion ke auto robot ziada tar loss hi krte hain aur bohot he kam software hon gay jin per kam kar kay trades ko kuch profit hota ho ga. iss ko use karnay ka aik aur loss b yeh hai ke iss sy traders ke apni skills improve nai hoti
          • #470 Collapse

            Main to auto trading ko prefer nahi karta aur manual trading ko hi recommend karta hoon. Manual trading main aap jitna chahain profit earn kr saktey hain, jabkeh auto trading main trading ko enjoy nahi kar saktey. Jo log forex learning sey ghabratey hain woh auto trading ko use krtey hain. Agar forex ko properly seekh kar kam kia jaye to unlimited profit bana saktey hain.
            • #471 Collapse

              Basically agar hum ne robots ki help se trade karni han to is k liye humy aik big capital ki zarorat hoti han agar humary trading account me zyada investment ho gi to hi hum robots ko use kar sakty han aur automatic trade kar sakty han is k ilawa market me boht se robots available han trading karny k liye.
              • #472 Collapse

                robot trading ko use krna is market main tabi mumkin hota hai jub ye is market main auto trading ki option ko use krty hain meta trader say or is main ye robot auto main trade ka order ko open krta hai or is ko loss stop or sath main take profit ki limit ok set krta hai
                • #473 Collapse

                  is main risk ko mange kar k hi trade karni ho gi aur risk ko mange kar k hi hum achi trade kar k run karein gay aur trend ko use kar k hi hum sucess ho sakty hain aur profit hasil kar k sucess ho saky gay
                  • #474 Collapse

                    auto rebort mujhy nahi pasand hai ap khud hi trading kerien , ager ap khud trading keren gay tu ap ko zada acha forex ki samjh a jaey gi or ap forex ko boht zada learn ker skaty hein or pher zada earn ker skaty hein
                    Success is the Best Revenge
                    • #475 Collapse

                      forex man ager trader khus trade nae kerna chahta tu roboot ki madad lay sakta ha ic say trader ku proft bhi hu sakta ha or loss bhi. laikin roboot ka aik masla ha k oc ki trade khud roboot hi close kery ga
                      • #476 Collapse

                        jo robort hoty hy who bhot hi loss dyty hy kio k jho real robort hoty hy un ko ham khared nai sgaty hy iun ko kharedny k liya hamy bhot zeada pasy chiya hoty hy who bhot zeada mhngy hoty hy our jo sasty sasty hoty hy un par ham trading krty hy to phr un sy hamy loss ho jaat hy our hamara account waash ho jata hy is liya ham ko khod trading sekhni chiya
                        • #477 Collapse

                          forex trading online business hyjo k enternet and computor pe hota hy ajj kal auto rebot teyaar ho chuky hy jo khud auto pe trading kerty hy lakin zeyada ter rebot fail ho chuky hain rebot ay trading kery ma loss zeyada hota hy
                          • #478 Collapse

                            Yes main agree karoon ga robot trading nahe balky ap ko khud trade karna chahye kun ke robot market ke majoor language market sentiments ko read nahe kar sakta wo ap kar sakty hain iss lea sirf manual trade
                            • #479 Collapse

                              Auto rpbaot kaa agar bohat fayda hotaa to har traders go ha, woh yehee istemal karta pr meree soch ki hisab se aap khod achaey traders bnaey or es ko estimal kiee begaeir apnee plan say zaidaa sey zaidaa profits bnaee,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                jitna main janta hon aur jitna main ne foeex k mutaliq suan hai to ap is main auto robot trading ni kar sakte ho apko is main manual he trading karna hoge kyun k agar ap auto trading karo gay to apka account block he hoga aur kuch ni mile ge apko

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X