auto robot in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    gee bahee app nai bhaoot behtar baat ki hai ky rebaort kaa use kr ky earnings naie krne chahaey me iss Forex forum mei nayei hon aor mein post kr ky bonus bna rha hon aor rebaot ky baraey me mujey pataa chaal gya hae
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      auto rebaort in Forex tardeng mei yei baat ha, kay aap ko forixmain khuc b nahi krna hao gaa invistmment kr key rebaort lag diee aor tardeng b automatic hooti ha, pr lose b hao sakata ha, yeh baat b zaen mei raknee ha, aap ko.
      • #483 Collapse

        gee bro hamin Forex ko outaof robots sy istemal nahi karna chaehiyaf balkeh hamin Forex ko khod karna fchahiyaa kieon kf agar hm Forex ko kfhud krin gy to hm Forex mei bahot jlad tajurba gain ker len gy.
        • #484 Collapse

          AOA everybody, Bro , mujey tuo yei zaraa bhi achee nyi lagtee he kayon ky yeh aik kisam ke muchene hooti he aor eskaa koe pataa nyi hotaa he kei eskao kiya ker dy ess tarah aap koch seek be nahi sakatay he agr aap aopney hath say kry gei tao bohaout koch seek laye gey.
          • #485 Collapse

            Brother robao kitnaa bhi old hao koch bhi hao go marzee karlao robao aapko hmesha lose he karygaa ku keh mek hud eik praogramer hu our main jnta hu ky robao bus loaos krta hai woh sert wohee ker skta hai go uskao praoogram kiyaa jta ha US keh elawa koch nyi kr skta.
            • #486 Collapse

              Forex tradings robots mea estimal nahe kertaa hao kui kaa mogaa robots kaa softwares mogaa kui nahe data kui kaa friend kahaa ta hai, kaa robots kaa softwares rs 30000 kaa hai, meraa daolat nahe hai mea robots waala softwares lo agr aap kaa paas hotao mogaa bahee app da.
              • #487 Collapse

                Salam everyone, mei trader sy pochnaa chahtaa hon ky jaisaa ke Forex mei buss buy aur sell krna hutaa ha, to 5 min diee jaen woh to tb bhee hu jaata ha, lykin achee tradings ky ley aap ko dinn main kitnaa times lagaana parrta hae?.
                • #488 Collapse

                  haje dear friend app ki bat bilkul thek hai forex mai kabhi bhi robot trading nahi karni chheay ye hamesha loss he daiti hai iss leay manual triky say trading krni chheay phir he app achi earning aur risk free earning kar sakty hain.
                  • #489 Collapse

                    mere nazdeek Forex mein rebaot ko nhee estimal krna chaye human kee apnee plan honni chahye rebaort kabhi ghalat trading lga daita hai, aur aik barey loss kee reason bantaa hai.
                    • #490 Collapse

                      robot say is business main hum kaam ko kr saqty hain jis main hota is tara say hai kay hum nay is ko apply krna hota hai setting ko manage krny say is main ye moka milta hai kay ye market main trade ka order khud say place krta hai jis say is main hum ko ye trade ko khud say open close krta rehta hai
                      • #491 Collapse

                        dear auto robot sirf mathmatic ko use kr k he work krty hein is liye wo kamyab nahi ha jo work mind k sath or trading k pairs ko follow kr k kiya ja sakta ha wo is k sath nahi kiya ja sakta is liye hamesha acha work krna ho to manual trading k sath hi kiya ja sakta ha..........
                        • #492 Collapse

                          please kindly Auto Trading ke baray main information kisi ke paas hai to btayien ke yeh Auto Trading kya hai aur kese krni prti hai, is ke benefits kya hain aur Loss chances kitnay % hai, agar yeh krni chahiye to kese kr skty hain.
                          • #493 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: zebanoor پيغام ديکھيے
                            Salam everyone, mei trader sy pochnaa chahtaa hon ky jaisaa ke Forex mei buss buy aur sell krna hutaa ha, to 5 min diee jaen woh to tb bhee hu jaata ha, lykin achee tradings ky ley aap ko dinn main kitnaa times lagaana parrta hae?.
                            koi fizx timing nahi hai bas yeh hai ke aap har waqt market ke sath in touch rahain. kiunkeh news from around the world affect karti hain forex market ko. is ke ilawa aap ko har roz subha economic calander bhi read karna chaie takeh ap ko maloom ho sakay ke kis tike kia event hai aur us event se konsa pair affect hoga.
                            • #494 Collapse

                              G forex trading mein auto robot use nhi Karna cahaiye agr ap forex trading mein robot ko use karain gay tu knewledge experience hasil nhi ho ga aur learning bhi achi nhi ho gi is liye forex trading mein market ko khud dekhna cahaiye aur khud hi trade open karni cahaiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                Haan g brother auto robot trading ki favour main main bhe nahe hoon koin k us main hun khud setting kerty hain ager wohi hum learn ker k ker lain to hum acha profit easily earn ker sagty hain our kamyaab ho sagty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X