Aim = success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    Dear ye bohat achi baat kahi hai k forex par trading karany se pehlay apna target mind main set karlo k mujhay roz ye target achieve karna hai is ap relax hojao gai or easily achi trading bi kar sako gai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      iam agree with you apne bth achi bat kahe mei new trader hu apki advice par amal karna mera farz hai ap meray seniour ho aur jesa apne kaha menay try kea kafi time buchta hai aur work achy se hota hai
      • #318 Collapse

        yes,dear aap ne ek bohat he achi bat kahi hai hamen forex k buisness main apne liye ek aim bana lena chahiye aur phir us k mutabiq he kam karna chahiye to phir hamen us k mutabiq mehnat karni chahiey aur ham ak achi kamyabi hasil kar sken gay
        • #319 Collapse

          A very important advice for all. If you spend all your time in order to earn money on Forex, at one point or another you will get tired and frustrated. So target your aim and divide your work. Plan your time on how time you can spend or how many posts you want to do and do this on regular basis. This way you won't get bored and you can achieve your goal before you know it ....:)
           
          • #320 Collapse

            assalamu alaikum han brother aap ki advice boha achi hain ka ap working karnein ka liyein aik target bana lene chayein or phir us hi ka hisaab se kam karna chahyein is se hamein kisi kism ki tension bhi ni hogi or kam karne ka hum par koi burden bhi ni hoga or hum easily acha profit earn kar sakege
            • #321 Collapse

              jee han ap ki baat bilkul theek hai meray bhai aisay ham thra thra seekhtay bhi rahengay daily or earnings bhi kartay rahengay or hamara mind bi stressed out nahi hoga so new comers ko ye advise follow karni cahiey
               
              • #322 Collapse

                yes u r rght hum sb ko yehi krna chahiye apna aik aim bana lain ta k hum usi aim ko daikhtay hue roz mehnat karain jitna target roz ka hum rakhtay hain wo pora karain ta k is tarh hum monthly target bht acha acheive kr laingay aur yehi hamari mehnat hamara aim hamari success ka zariya bantay hain......
                • #323 Collapse

                  g bilkul agar hum apna ek aim bana lain n usi k hisab se apna daily ka target pura karai to hum success zaror hasil ker pay gy....success k liya humain mehnat kerni perti hy ...magar agar hum apna ek aim bana lai to hum asani se success tak pohch saky gy....
                  • #324 Collapse

                    new traders k liya time ko manage kerna bohat mushkill hota hey lekin aahista aahista wo apnay ap ko working kernay aur earning lenay sey apney app ko eitimaad mey leey aata hey aur koshish keta hey k wo ziada sey ziada time dey jiss sey uss ki earning mey bi izaafa ho ga aur uss ka experience bi berhay ga
                     
                    • #325 Collapse

                      Yeh tou cheez hoti hai bahi jisay planning kehatay hain agar insan apna time set kar lay aur usi kay mutabiq daily kaam kary tou nae tou koi dikat pary ge kaam main aur na he nuksan ho ga kyn kay daily touch main rahay ga insan as liye yeh zarori hai kay time say kaam karay.
                      • #326 Collapse

                        jee han new trader ko chaye daily basis pe appni ek aim bana lain or apne samne apna target rakh ke kam karain take app apna target bina kisi mushkil ke hasil karlian
                        • #327 Collapse

                          yes mai ap se agree karta hoo k humein kooi target banana chayeh and humin chayeh k jab b hum uss target ko achieve kar ly toh araam karna chayeh phr jab kal ajata hain tab phr apney target ko achive karni ki koshish chahyeh usy pany ke hasal karny ke khawaish hoti ha ar ap is k shook main manat pay manat kayia jaty hain ar tab tak aram say nahi bathty jab tak ap apny arady main kamyab na ho jain .
                          • #328 Collapse

                            it is very good that traders aim for success and so to do all it takes to succeed in this business of forex. forex is a great business but there are always obstacle along the way to success and so if you fail today get up dust yourself and try again and again until you succeed
                            • #329 Collapse

                              hme kisi business ko krne ke liye knowledge me azafana krna chahiye.trading main do chezain hezayada important hotey hain aik trading karnay ka hamara maksad or dosrey trading main success . or in dono chezon ko ham apney hardworking say he hasil kar saktayhain.is liye hme sirf mehnat krni chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                ساتھ ساتھ یہ مشورہ اور اچھا مشورہ کے لئے آپ کا شکریہ اور ہم حاصل کر سکتے ہیں جس کا ہدف اور اس ہدف بنانا چاہیے اور ہم رکھنے اور پورا ہمارا ہدف باقاعدگی اور ایمانداری کی طرف سے زیادہ سے زیادہ حاصل کرنے کے لئے قابل ہو جائے گا اس طرح میں ہمارا ہدف مکمل کر سکتے ہیں

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X