lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    Yes very informative agar ap apne risk ko control karen ge to ap ko profit kam zaroor ho ga lekn ap big loss se bhe bachen ge aur ap consistant hoon ge jo ke forex main success ke sab se bare nishane hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      balance say hum jis amount main trade ka order ko open krty hain is ko kehty hain kay ye lot size hai jin ki vaja say kafi zada moka milta hai tabi her ik traders ko is business main isi tara say moka milta hai or is tara say her ik business man ko is market main safety say kaam ko krna kafi zada zarori hota hai
      • #348 Collapse

        yes ap ny kuch had tk bat thek kahi ha lekin jitna marzi balance ho ap k pass trading mein lot size kam he ho to behtar ha q k kam balance sy ap ko nuqsan hoga or zyada bhe balance ho to kam lot sy agar loss mein jaye trad to kam loss hoga ha is liye lot size hamesha kam use kreen
        • #349 Collapse

          G forex trading business mein lot size ki buht ziada ehmyeet hy kiok lot size ko kam ya ziada use kar k hum forex trading mein profit ziada aur kam kar saktay han aur agr forex trading mein achy analysis han aur capital bhi acha hy tu aur market k trend ka pata chal jata hy tu ap ziada lot size se trade open kar k ziada profit earn kar saktay han aur ziada profit earn kar saktay han aur new trader ko kam lot size se hi trading karni cahaiye un k liye ye hi behtar hy
          • #350 Collapse

            agar hum lot size ko sahi say use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay esmain lalacch nahi karni chahiey kyun keh agar hum esmain lalach karen gay to loss karen gay
            • #351 Collapse

              lot ko set kar kay ana ho ga humain agr success hasil kar kay ana ho ga is main ziada leverage ko set karna ho ga ta kay acha profit hasil ho sakta hay humain low risk main kam karna sab say ziada sai rah sakta hay
              • #352 Collapse

                thanks for discus to smart point tu explain us.or hum es ko follow krengy insh allah wesy b hmain es bussiness mn har wakt apna best krny ki planing krty rahna chahye q k yah hmary liye he acha hai
                • #353 Collapse

                  hamain lot size ko kam rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur trend k mind main rakh k hi hum run karein gay aur market main learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky ga it is best
                  • #354 Collapse

                    g apki post sahi hai or yahi karna chahye forex main jub hum trading karty hain tu hmain lot size kam rakhan chahye q k jub hamin loss hota hai tu woi bhi kam hota hai or agr hum lot size zeyda lga dety hain tu hmain loss hony ki sorat main bohat bara nuksan hota hai tui kiya bahtar hai k kam loss ko bardhast kiya jay ya k aik bary loss ko afford kiya jay es loiye lot size kam rakhen hmainsha
                    • #355 Collapse

                      bro aap nay sahe kah ha kay hum ko is ma kam lot set karne cahay par itna be kam lot ho ga to hum ko earning ka? hoge our is ma aap ko currence ma trading karne ha to aap ko is ma 100$ par 50 ki lot set karne chaay tak koch hasil be to ho
                      • #356 Collapse

                        g han hamain is main lot of size ko kam rakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main trade karny k liye experience hasil karna ho ga ta k achi trade karny main mushkil na ho saky gi aur market main planing kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main trade karny k liye rules ko follow karna ho ga ta k achi trade karny main mushkil na ho
                        • #357 Collapse

                          jb aap forex ma terdning kirta hay to aap ko is volam ka khal rkhna chay q k agar hum lot k siza ko dkha kir istmal kiray gay to loss sa bcha sktay hay our porfit ko hasl kir skta hay agar aap 0.10 sa sartat kirao gay to loss sa bcha skta hay
                          • #358 Collapse

                            Dear mera khayel men lot size hamen sirf apne capital ko dekh kr ni lagani chahiye lot size k liye hamen apne experence ko bhi dekhna chahiye k hamen trading men kitni skills aur capableies hain ta k ham better trading kr saken.
                            In the biggening meri suggestion hai k hamen .01 se ziada ki lot ko bilkul bhi use ni krna chahiye qk shuru men hamara experence of trading bahot kam hota hai.
                            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                            • #359 Collapse

                              jee ha sir sahi kaha ha apnay agar apkay pas 100$ ka balance ha to ap easily 0.10 tak ki trade laga sakty ha or isay ya hota ha k agar aek point bhi buy jati ha to apko 0.30 $ ka profit hota ha islay apko lots size market ko dakh kr hi lagani chahiye qk aek main ches lots size ha jo earning apko ziada bhi krwa sakti ha or loss bhi day sakti ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                Dear har kisi apna experience hita ha aur wo usi experience ko use kar k trade lagate hn aur lot size bi usi hissab se lagate hn misal k taor par meri jitni bi vari investment ho mn kabi bi .01 se bari lot ni lagata agar trade loss mn chali jae to 10 pip k bd double lot size barha k new trade laga daita hn ,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X