kia forex islam me halal he haram.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    Meray bhai forex haram hai ya halal ... ap ko is baray me kisi islamic scholar say info lani parayngi... is bary me hamara kahna muskil hai... lay kin meray kahayl say say forex halal hai...
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      Forex trading ma sound na mehnat karni hai or kamana hai or mehnat sa jo cheze kamai jae wo halal Hello there hoti hai han forex trading ma humay hpye nahi karni chahiay is usually sa forex trading humaray liay na jaize ho jae ga forex trading ko aap forex trading nited kingdom ideas nited kingdom mutabiq use karo to be able to ye acha bussiness hai or halal hai.
      • #333 Collapse

        forex tarding aik real orr leagal bsuiness hi jis mainkamyb hone ke lye ap ko iss main proepr mehnet kerni ho gi iss main swap free account islam main halal hi ap iss main working ke rk ehalal kami kam sakte ho
           
        • #334 Collapse

          bhai mere mera khayal ha k ham ma se koi itna bara aalim ni ha k wo apna fatwa jari kar sake. agar ap ni is k bare ma kuch poochna ha to kisi mufti se rabta karen.
          • #335 Collapse

            wo trading jis me nafa aur nuqsan ho wo sharan halal hey aur forex me profit aur loss dono conditions hoti hey jis se saf zahir hota hey ke forex trading halal hey aur na is me koi interst ka chakar hey jis se ke trading me haram shamil ho aur trading sharan haram hojay forex ak bohat acha business hey.
            • #336 Collapse

              mara ya khal ha ka forex islam ma bilkol hilal ha is ka bohet faida ha is sa income ma izafa hota ha jo log parashan hal ha un ka lia ya bohet acha kam ha is sa tamam masla hal ho jata ha or bohet maza ata ha
              • #337 Collapse

                g mujy b yehi jan'na tha k forex islam main halal he ya haram q k kai log kehty hen k ye haram he or kai kehty hen k ye halal he is liye mera ap sy ye question he,
                 
                • #338 Collapse

                  Paksitan main kai log is par kam kr rhy he is liye meny b ye kam start kia he un ko dekh k magr mujy ye nai pta k ye haram he ya halal he agr ap ko pta he to ap zror bten mujy.
                   
                  • #339 Collapse

                    Mere bhai forex trading simple currency pairs ki buying/selling ka business he aur ye halal he aur har wo business halal he jis me soud ka shuba na ho aur na hi us me koi aesi shart ho jo islam ke khilaf ho.
                    • #340 Collapse

                      Forex Islam mein haram hai ya halal hai es bary mein kuch kaha ni ja sakta.mery khayal mein forex halal hai kiu k es mein hum mehnt se kaam Karty hain or es se jo profit milta hai wo hmari mehnt ka result hota hai.
                      • #341 Collapse

                        meray khyal sa forex trading ek business hai ager ap trade karty hai aur swap free accoutn use karty hai islamic account open karty tu ya islam mein hala hai lkain bht sa log aisy haram kahty aisa nehi hai
                        • #342 Collapse

                          jahan tk mjhe pta hai forex islam main halal hai, ye ek tijarat hai jo k Allah k Nabi(S.A.W) ne yahoodion k sath bhi ki thi, isliye mjhe halal lgta hai,ager ap k pas better knowledge ho to do inform me, thnx
                             
                          • #343 Collapse

                            forex tarding aik bohat hia cha halal business hi agar ap iss business main kamyb hona chete ho to ap ko iss business main proepr learning kerni ho gi then hi ap iss kabal ho ge ke acha earn ekr sakoo orr iss main asni se kamyb ho sakoo
                             
                            • #344 Collapse

                              bhai jaan jahan tak meri knowledge hai us ke mutabiq forex trading halaa hai kyunke haram woh business hota hai jis mein loss na ho lekin forex mein aap ko loss bhi hota hai aur aap ko profit bhi hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                anab kuch countries me forex ko haram karar dia hua ha or kuch ne haram nhi kaha but business ha NAFA or NUKSAAN ka to jis cheez me loss and profit ajaye to usay haram nhi kaha ja skta lekin phr b ap apni tasdeek kr lain kisi aalim se jo
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X