Swing high and swing low men stop loss ki calculation kese ki jay.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Swing high and swing low men stop loss ki calculation kese ki jay.....
    Aslam u alaikum,


    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members ager ham nay intraday trading karni hay to is tarah price consolidation main ban'ny waly candlestick patyern main ham buy and sell kar sakty hain. Market daily basis per apna high and low set karti hay jo iska support and resistance kehlata hay. Market intraday main two ya more times apny support and resistance levels ko hit karti rehti hay but isko ksi simt barhany kay liye break nai karti. Hamain is swing main bazahair achi trading ka moqa milta rehta hay laikin ham ye bhi nazarandaz nai kar sakty keh kab breakout ho jaye. Is liye hamain is situation main stop loss ki zaroorat hoti hay.





    Setting up stop loss in swing high.
    Jab market swing price main is tarah barh rahi hoti hay keh apny higher point ko touch kar kay wapas aye laikin again jab upside barhna shuru ho to apny previous high ko break kar daiti hay ye swing high kehlata hay aur is surat main ham every time price kay low any per new buy kar laity hain jab keh stop loss lagana necessary hota hay. Ham stop loss swing lower per lagaty hain yani jo previous swing high hota hay woh later on swing low ho jata hay. Iskay bad ham us waqat tak buy ki trade karty hain jab tak market new swing high say wapas ana start na ho.



    Stop loss in swing low.
    Jab price down trend main a rahi hoti hay to aik dam say nichy nai barhti balkeh some retraces laity huye up and down hoti hui nichy girti hay. Is liye jab bhi ye upside ja kar previous high banay aye aur nichy aye to hamain sell ki trade karni chahiye aur last higher point per stop loss set karna chahiye.

    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Swing high and swing low men stop loss ki calculation kese ki jay.....

    Assalamu alaikum I hope ki aap theek honge aur aap market mein achcha kam kar rahe honge jaisa ki ham log jante Hain ke 4x hamare liye ek bahut hi achcha online business hai jismein Ham technical analysis aur fundamental and SS ko follow karke kam karenge to Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain aapko pata hai ki is business mein vahi band hai kamyab hote Hain Jo market ko achcha time dete Hain market mein regular kam karte Hain Jo log ismein time pass karte hain Forex ko achcha time nahin dete vah ismein kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte aapko pata hai ki usi bande ko kamyabi milati hai Jo is mein proper kam karta hai proper mehnat ke sath bar karta hai vah bahut aasani se is business se fayda le sakta hai.

    What is the swing high?

    Jab Ham market mein kam kar rahe hote Hain to hamen is mein sabse pahle market ki move ko dekhna hota hai ki market mein munh kaisi ho rahi hai jab market swing kar rahi hoti hai aur Market mein Apne hanger point ko touch kar rahi hoti hai to use time market mein bahut jyada chance hote Hain ke market Breakout ho Koi bhi candle hai usko agar Ham acchi Tarah follow karen to uska maksad hamen pata chal jata hai aur next candle ki position ke bare mein bhi hamen pata chal jata hai aapko pata hai ki candle ismein important hoti hain Ham candle ko follow karenge to hamen bahut hi help milati hai jab market mein swing hota hai to market mein move ka bhi change hoti hai kabhi aap aur kabhi down aise move karti hai .

    Click image for larger version

Name:	images (32).png
Views:	1
Size:	31.1 کلوبائٹ
ID:	12429053

    Trading Explanation

    Forex member aapko pata hai ki demo account hamari practis ke liye important hota hai Ham ismein demo mein practical work karenge to Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain vahi bandey hai ismein kamyab hote Hain Jo market mein achcha kam karte hain ismein hamen indicator ko dekhna hota hai market anal se isko dekhna hota hai to uske bad hi Ham kamyabi ho sakte hain vahi bande kamyab hote Hain Jo market mein proper kam karte hain market mein daily move ko check Karke kam karte Hain to vah bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain aapko ismein sabse pahle technical indicator ko follow karna hota hai kyunki usmein hamen bahut hi jyada help milati hai jiski vajah se Ham market ki move ko check kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (31).png
Views:	2
Size:	22.0 کلوبائٹ
ID:	12429054

    Discussion important hoti hai aapko pata hai ki Ham market mein proper kam karenge proper ismein discussion karenge planning ke sath ismein work karenge to Ham bahut hi aasani se market se fayda le sakte hain aapko pata hai ki trading ke साथ-साथ hamen market ke tool ko bhi dekhna hota hai aur inko follow karke hamen kam karna hota hai to Ham bahut hi aasani se market se fayda le sakte hain aur yahan se Ham kamyabi ho sakte hain.
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X