Aslam u alaikum,
Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members ager ham nay intraday trading karni hay to is tarah price consolidation main ban'ny waly candlestick patyern main ham buy and sell kar sakty hain. Market daily basis per apna high and low set karti hay jo iska support and resistance kehlata hay. Market intraday main two ya more times apny support and resistance levels ko hit karti rehti hay but isko ksi simt barhany kay liye break nai karti. Hamain is swing main bazahair achi trading ka moqa milta rehta hay laikin ham ye bhi nazarandaz nai kar sakty keh kab breakout ho jaye. Is liye hamain is situation main stop loss ki zaroorat hoti hay.
Setting up stop loss in swing high.
Jab market swing price main is tarah barh rahi hoti hay keh apny higher point ko touch kar kay wapas aye laikin again jab upside barhna shuru ho to apny previous high ko break kar daiti hay ye swing high kehlata hay aur is surat main ham every time price kay low any per new buy kar laity hain jab keh stop loss lagana necessary hota hay. Ham stop loss swing lower per lagaty hain yani jo previous swing high hota hay woh later on swing low ho jata hay. Iskay bad ham us waqat tak buy ki trade karty hain jab tak market new swing high say wapas ana start na ho.
Stop loss in swing low.
Jab price down trend main a rahi hoti hay to aik dam say nichy nai barhti balkeh some retraces laity huye up and down hoti hui nichy girti hay. Is liye jab bhi ye upside ja kar previous high banay aye aur nichy aye to hamain sell ki trade karni chahiye aur last higher point per stop loss set karna chahiye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим