forex me trade kr k Pakistan ki economy ko mazboot krna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    Pakistani Forum of the best forums and this forum will help me a lot because it helps me to do more of the bonus in the forex market and success in trading and high-profit work
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      forex main jitna bhi ziada pakistani generation kam kry gi us ka pakistan main logon ko bhut faida hota ha kion keh is say bayrozgari main ham ko bhut faida milta ha is say ham profit kama sakty hain thora sa investment kr kay
      • #393 Collapse

        g han mere bhai ham forex men kaam kar ke apne mulk ki iconemy ko behter bana sakte hen hamare mulak ke halat bhot hi khrab hen hamen trading kar ke is ko behter banana chaye
        • #394 Collapse

          Apki baat sahi hay agar hum forex trading main work kar kay profit earn karen gay to humary country main paisa aye ga aur us paisy say humari needs puri hon gi aur humar a mulk bhi tarqi kary ga.
          • #395 Collapse

            han m agree with u . jb tak hum forex me grow nhe krenge hamari economy nahe badegi hum jitni ziada mehnat karenge utni he hamari economy behtar hogi
             
            • #396 Collapse

              g han bahi app ki soch achi hay main app ki bat say agree karta houn agar ham hardwork karain or mehnat karain or forex tarding business say achi earning karain to ham acha profit earn kar sagtay hain or pakistan ki economy ko mazboot kar sagtay hain.
              • #397 Collapse

                pakistan forex forum aik worldwide international online busniess hy ,is mein ham trading kar k pakistan key economy ko bilkul acha ker sakte hyn wo aise k log yahan se earn kereinge to wo khushal honge aur log ache honge to mulk taraki kere ga
                 
                • #398 Collapse

                  in Forex website many user are pakistani and i think many user that they will work online they will used him and we will be strong and increase our income and we will not be poor we have prograce country
                  • #399 Collapse

                    Main ni samajhta ham iss ko iss had tak use kar saktay hain. agar kar saktay hain to iss ki koi khas detail nahi hay mere pass. i will search about.
                    • #400 Collapse

                      G han ham forex trading main trade kar ky apny mulak ki economy ko mazboot karny main eham kardaar ada kar sakty hen laakin is ky lye ham sab sa pahly forex main aik good trader banna ho ga tab hi ham forex main trading kar ky apny mulak ki economy ka faida kar sakty hen or apna bi .
                      • #401 Collapse

                        g han forex aik world wide business hay so is main agr jis country say jitny zyada traders participate karian gay aur wo jitni earning karian gay os say os country ki economy strong ho gi so hum sub pakistanion ko chaye kay other logon ko beh is main invite karian takay wo bhe yhan say earning kar kay pakistani economy ko strong kar sakain insha ALLAH
                        • #402 Collapse

                          jab ak mulke ki nojwaan qoam jobless ho gi or or jo ache educated hote hen woh bahir chale jate hen toh phir economy me koi tarki nahi hoti or agar log forex me aa jayn or amahnat karen ge toh eanring ho gi or woh phir jab pakistan me ay gi toh pakistan ki economy strong ho gi
                          • #403 Collapse

                            YES AGER AP SAHI TRA FOREX TRADING main work kere tu per ap ko earning bohat he zayda ho skati hai is lie ap ko hardwokring kiye kero and ap ko earning ke problem he khatam ho jaye ge
                            • #404 Collapse

                              G hanbelkul huty hai,.sp ey janet ia k agr ap mulk main kcu beh sell kerte hain tu uss ehamre mulk ko bhut faida hasil huta hai.,isi leey mulk trakki krta hai,.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                Dear ayse economy strong nhn ho gii jab tak koi proper system ya government koi company lanch na kare,,, tax etc fee deduction ho gii tu economy ko farq pare ga na logon k pass tu paisa aaye ga par os paisa ka economy mai koi role nhn ho ga,,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X