forex me trade kr k Pakistan ki economy ko mazboot krna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    ji bilkul agger appp forex me trading kerta hain tu apki country ki economy bhi stable hogi jis se country ki economy bhi increase hogi aur mulk develop bhi kerta rahega so hum sabko apna role play kerna hy.,.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      gee ha bilkul mein apki bat se agree karti hu q ke forex mein tradin g se hum pakistan ki economy ko bhi behtarv kar sakty hai or mulk se beroxgari ka bhi khatma kar sakty hai
      • #438 Collapse

        Agar ham achi tarha trading kare ge to hame to faida ho ga magar sath me or bhi logo ko faida ho ga
        is tarha ham sab ke lia kush hali la sakte hna
        • #439 Collapse

          yes its very I portant that if we want to tarde forex with great care & motivation we can earn handsome by investing lower amount is this way we can be able to contribute to pak economy.
          • #440 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
            dosto forex ak worldwide business ha ap jante hen hamarey mulk ki economy halat kitni buri ho chuki ha ager ap ak ache trader ban kr forex me acha income kamao ge to ap k mulk me bahir k mamalik se pesa ay ga or is tra apne mulk ki economy mazbot ho gi ap loss kro ge to apne mulk ka loss ho ga is lie be careful in forex trading..........
            yer bhai jan i think abi tak tu forex trading business ko in pakisdtan is kader tarki hasil ni hoi ha ky is se humarey pakistan me incom ya econmy ko koi help hasil ho yer
            • #441 Collapse

              Jee han ap ne buht ache bat ki.. I appreciate you for that.. Hamein yaqeenan best earning karni chaiye pher hi hamari econonmy strong ho sakte hai..
              • #442 Collapse

                dear agar forex ke baat kara tu ya pura duniya mai chal raha hota hai agar pakistan ke currency thek ho ge tu kafe log es pakistan ke currency mai investment ker saktay ha per es k leya paksitan ko khud apne economic halat thek ker na hoga.
                • #443 Collapse

                  Bahut zaberdst bt ki ha thank you dear.bilkum agr ham apny ap ko forex business k liye tayar karin pora jaiza lein is kam ko sekhein is fourm pe har post ko baghor perin to ham ak achy treadr bn skty hein aur apny mulkh pakistan ko roshan kheal khush hal bna skty hein hamay pori mehnt se tread karna ho ga ta k apny watan pakistan ka name pori dunia me roshan karin pakistan hamesha zinda baad.i love pakistan
                  • #444 Collapse

                    you cannot change the situations of our economy therefore,just do their own business and earns from this business and enjoy to this market of business,and invite to their friends and earn more from this forum from referral bonus.
                    • #445 Collapse

                      yes dear definitely jab foreign se hamare country me dollar aate hen to means ke hamare country ki econmy strong he tabhi hamare mulk me dollar aa rahe hen, aur jab ham loss karte hen to us say hamari economy week hoti he, trader ko trade ehtiyat se karni chahiye aur lot size ko apni investment ke mutabiq use karna chahiye...
                      • #446 Collapse

                        apny mulk ka naam roshan karny k liye or apny mulk ki economy ko theek karny k liye profitable trading kare or loss kam kare is tarha humare mulk k halat kafi hadd tak theek ho sakty HN aur learn karney kay bad demo practic karey aur traning kay bad real investment kar kay es say daily ka acha profit earning start karey kyun kay my dear ye real online bussiness hai
                         
                        • #447 Collapse

                          haan bhai ajn hum forex mei trading kr ky apni economy ko strong kr skty haiye and forex mei hum apni country ka name bright kr skty haiye islye mei forex mei bhut hard working krta hoon
                          • #448 Collapse

                            g yaar ap ne bilkul hi sahi kaha aur ye baat meri zehn main b nhn hoti thi k is se hamari economy ko b nuksaan hota hoga aj se Inshallah careful rahun ga
                            • #449 Collapse

                              mere khayal se to karta hi haikyuki forex me trade karnese hume rozgar milta hai aur jis bhi country me kam berozgar hote hai usme economy bahut hi strong hota hai is liyenjab aap aur hum forex me tarde karte hai to pakistan ka economy bhi bahut hi mazboot hota hai aisa me manta hu baki pata nahi hai kya hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                salam, bro theek kaha hai aap ney, agr hum forex ko achay treqay se sikh kr krainn tu yakeenan hamarey mulk main buhat pesa aye ga, jis se hamari economy bhi behtaer ho gi or beyrozghari ka bhi khatma ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X