fresh mind fresh income k lie zruri ha dosto
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    ye baat such hai k hame forex me hamesha he fresh mind say ana parta hai jiss say hame yaha pay faida b hota hai aur yaha pay nuksan k chances b kum hotay hain so hamesha taza dum ho kar ao.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Bro ap sai main sehmat hon kai agr ap ko trading karni ho aur us main sai profit hasil karna ho to ap ka mind fresh hona chahiye. Warna ap trading main loss hasil kar lo gai. Trading kai waqt hai problem ko bhool jao.
      • #48 Collapse

        Yes ofcourse agar apka mind fresh hoga to different or difficult challenges k liyeh mentally ready honge or ap ghabrahat main koi galti nahi krenge lekin free mind se murad yeh nahi k ap apne zarori kam kaj chor den ese time main trading kren jis time apko koi or zarori kam na krna ho.
        • #49 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
          i think jb ap forex me trade krte ho to ap ka mind fresh hona chahye q k ager ap k mind me koi or mamlat chal rahe hun ge to ap se analysis thek se nahi ho pay ga or ye baat to clear ha g k forex ak choti c mistake ki b ijazat nahi deta so me keh skta hun forex trading k lie fresh mind zruri ha ap kia kehte ho g????do you agree with me????
          Jee han trading karny say pehlay hamary zehn main jitni bhi problems chal rahi hoti hain unn ko zehn say nikal dena chahye aur aik planning kay sath apni trading shru karni chahiye aur bilkul relax ho kar trading karni chahiye ta kay hum market kay trend ko achi tarah samjh saken aur sahi waqt per sahi order laga saken.
          • #50 Collapse

            Dear jab bhe aap forex trade may invest karty han to aap ko fresh minded hona lazmi hay agr aap fresh mind nahe hon gay to ke twaja kisi aur tarf ho ge aur trade may aik choti si mistake loss ke waja ban jati hay is liay agr aap mently tor par upset han ya koi aur preshani ho to aap ko trade ke bjay rest karni chaiya
               
            • #51 Collapse

              yes its right agar app mantly toor par tense hongy to app ko trading karny men problem ho jaye gi, tension men trader hamesha wrong decisions leta he, jis sy loss ho sakta he,
              • #52 Collapse

                good it is right that fresh mind is must for the fresh trading business if you are relex and want to make the trading then defiinatily you will earn more and more in this field if you are upset and going to start trading it will be so harm full to you my dear
                • #53 Collapse

                  G bilkul main sab members ki bat say itfaq karta hon .forex main kamyab honay kay liey zarori hai kay us ka knowledge hona chahiey.forex ko start karnay kay liey zarori hai kay pahlay achi tarah samjha jaey .phir is main kam kay liey aik achi planning ki jaey .planning kay liey mind ka fresh hona zarori hai .agar mently taor pay upset hain to kamyab ni ho sakain gay balkay is kay liey mind fresh hona zarori hai .
                  • #54 Collapse

                    i think jb ap forex me trade krte ho to ap ka mind fresh hona chahye q k ager ap k mind me koi or mamlat chal rahe hun ge to ap se analysis thek se nahi ho pay ga or ye baat to clear ha g k forex ak choti c mistake ki b ijazat nahi deta so me keh skta hun forex trading k lie fresh mind zruri ha ap kia kehte ho g????do you
                     
                    • #55 Collapse

                      g bilkul bhai main apki bat say agree hu agar hum forex k baray main fresh mind rakhay gay to is say kuch kama b paye gay trading ko ap paisa invest kr k b start kr skte ho aur forum posting se earn kiye hue bonus se b ye ap pr depend krta hai k ap kese krna chahte hain.
                      • #56 Collapse

                        i think k ya app ny bilkul thekk bola ager app ka mind fresh ho ga to income ache hoo ge q k app jub b trading keroo to apnay mind ko fuul markeet ki tarf ly ahoo ta k app sy koi galti na hoo
                        • #57 Collapse

                          If you are fresh and want to do this business and want to earn good in this business then learn from your mistakes and don't do mistakes in this business of trading.
                          • #58 Collapse

                            Bilkul theek kaha aap nay agar aap ka mind fresh nai hoga to aap posting nai karty sakty. Posting kay liay aap ko aik dam fresh hona chahay pher aap iss ko enjoy karo gay warna to aap aik post bhi theek say nai kar sakty. So take it easy and enjoy....
                            • #59 Collapse

                              mere dost mein ap ki bat ko tasleem karta hon kunk koi b buisness ho to us ko karne k liya zaraori he k aik faresh zehan ho aur jab aik faresh zehan ho ga tab hi ap aik faresh incom kama skte hein is liy jab koi karibar karne lago to apne zehan ko faresh rkhein tak us mein loss na ho ske .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                dear ager app chahty hai k app fresh mind ho or apko income be achi milay us k liye apko kisi trader se seekhna chahiye forex ko kue k forex ko seekhnay se hi ata hai.

                                اب آن لائن

                                avatar Ayn
                                avatar Trigger
                                avatar Sword
                                avatar Arif5
                                avatar Ramzan2
                                Working...
                                X