fresh mind fresh income k lie zruri ha dosto

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1216 Collapse

    g han g dear forex tarder ap sahi kehty hain forex ma kamyabi k leay ap k mind fresh hona bht hi zarori hai fresh mind sy ap behter tor per fasla kar k trading order laga kar profit gain kar skty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1217 Collapse

      Totally agreed dear. jab bhe ap trade lagayen bilkul relax ho kr aur fresh mind k sath lagayen, jb apka mind relax hoga tu full concentrate apka api trade pr hoga then ap market ko sahi se analyze kr k profit earn kr skte hain.
      • #1218 Collapse

        Of course fresh mind is very needed in forex trade business because it is a mind business and we should control our emotion and take every steps carefully because a single mistakes brings a big loss in forex . Thank you .
        • #1219 Collapse

          g han hamary liye ye aek bohat he zarori bat hai k ham agar ak achi earning karna chahte hen to hamara mind bilkul fresh hona chahiye aur haman fresh ho kar trading karni chahiye to phir he ham kamyab ho sakte hen....
           
          • #1220 Collapse

            dear jo experienced traders hen wo apny mind ko fresh rakh k hi trading lagaty hen new trader ko aysa krny me kuch time zaror lagta hy apnis ly un ko chahye ko zyada sy zyada is ki koshish kren
            • #1221 Collapse

              jis time pay hum trading ker rahay hotay hain tu um pay trading ki hi itni tension sawaar hoti hain kay is kay ilawa ki tension hum berdast nahin ker saktay is liyea hamain jab bhi trading kerni ho hum ko chahiyea kay us say pehalay hum apnay mind ko fresh ker dain
              • #1222 Collapse

                Asslamu allikum wa rehmatullahi wa barakatihi janntt halalahu wa dozkh haramahu dear all members ye to hr kisi ko pta hona chahiye kay jb koi bhi kam fresh mind se kia jaye to wo kitna acha ho jata hai to meri tmam members se yahi request hai kay ap jb bhi trade krnay lgo to apnay mind ko hmasha fresh rekho kiun kay fresh mind ho ga to ap profit bhi zayda le sktay ho,.,,,,,,
                • #1223 Collapse

                  han ye bat azmai hoi hy k jab b or jis kam main b decision matter karta ho os main mind hamesha fresh or tarotaza hona chahie, or kabi b tension main faisla ni karna chahie.
                  • #1224 Collapse

                    g dear main apki bat se agree karti hoon k fresh mind ap k kam main earning k lie bohat zrori hai
                     
                    • #1225 Collapse

                      hi dear forex he nai hum jo kam b karty hain un main humain chaye k hum fresh mind ho k kam kary is se humain faiyda hoga
                         
                      • #1226 Collapse

                        i think k fresh mind se kam kar k hum zyda earn kar sakty hain or humain is main zyda faida b hoga
                           
                        • #1227 Collapse

                          g han dear fresh mind se kam karny se apka kam apko asan lagy ga jub ap bohj samj kar kisi kam ko karo gaye to apko is ka loss hoga
                           
                          • #1228 Collapse

                            dear forex trade may jab bhe aap invest karty to us wakt aap ka mind bilkul fresh hona chaiya aur aap ke puri twaja trade ke tarf honi chaiya phar he aap achi earning kar sakty hA
                            • #1229 Collapse

                              zahar si baath hay dear ka aap nai kam waqat main acchay decision lenay hotain hayn ager aap ka mind fresh ho ga to aap achay decison le kar profit hasil kary gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1230 Collapse

                                yes i agree with you forex business aik risky business hai jahan fresh mind k sath kam karna zaruri hai tabhi ap sahi se analysis kar paen ge warna dosri surat me loss ka samna karna pare ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X