fresh mind fresh income k lie zruri ha dosto

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    yes fresh mind fresh earning ka liyen zarore hein humein fresh mind se tarding karni cheny or mind mein kunch or nhe chel;y rhen hony cheny srif mind ko tarding pher tanwgoune dhen cheny tarding mein fres mind se tarding humshen karni cheny.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      ge brother ma aap ki bat se agree karta hu forex trading ma achi trading ke liye aap mind bilkul tension free hona chaye aur aap ka focus sirf aur sirf market per ho kisi dosri side per na ho is se trading per effect hota hai.
      • #588 Collapse

        reliable information for a new investor but i think it will be very better if any new investor do exercise trial consideration and collect information about currency dealing
           
        • #589 Collapse

          Jee haan ye baat 100% durust hay key jab aap Forex ka kaam kernay lahain to aap ka mind bilkul fresh hona chahiye aur aap ko koi tension nahi honi chahiye kiun key agar aap ka mind cool nahi hay to phir aap bad emotions ka shikaar ho ker apna buhat ziyada loss ker saktay ho. Thanks.
          • #590 Collapse

            Dear forex trade can jab bhe aap invest karty for you to you wakt aap ka mind bilkul fresh hona chaiya aur aap ke puri twaja trade ke tarf honi chaiya phar he aap achi earning kar sakty han agr aap ka mind upset ho ga ya aap ke twaja kisi aur traf ho ge in order to phar aap ko loss ho ga
            • #591 Collapse

              han je sir ap ka mind fresh hona chaiye trading pe ful concentration bohat zarori hay forex business duniya ka best business hay agar apki skills perfect hain mehnat chaiye hardship se work karna zaruri hay ap interst se learning karo ap ko kuch best skills ki need hay har haal mei then success hay
              • #592 Collapse

                yes forex trading k liya aap k mind ka fresh hna zaroori hai kyun keh forex trading mein emotion kaam nahi atay hian is mein planing aur satatgy kaam ati hai.ager aap tension mein trading kerain gay tu aap k loss k chance kafi bahar jatay hain.is liya trading k liya fresh hoo ker aur sahi planing k sath trading kerain.
                • #593 Collapse

                  ji ye rules sab se acha hai k ham apne mind ko fresh kar k kaam kare aur ziada cheze mind mian na laye take disturb na ho hamare sath aisa hota hai k kabi kabi boht cheze mind main ati hain aur ham trade thek se nahi kar pate loss ho jata hai.
                  • #594 Collapse

                    g han meray dil ki bat kah di jnab ny... agar ap ka mind e nai hoga fresh n koi tension hgi ya thka hua hoga mind to concentration nahi rahay gi so pahlay apnay apko frsh karn then trading karen
                    • #595 Collapse

                      dear sir i agree you for this question me to kehti hun k jab hum trading karen to aik band kamre me jahan koi bhi na koi shor sharafa na ho or aram se fresh ho k apne mind ko fresh kar k or aram k sath trading karni chahiye or tention to bilkul na len..
                      • #596 Collapse

                        fresh mind fresh income k liye es liye zrori hy k hamary mind main lalch na ho or agr aaisa hota hy to na hum sy work theak hoga or na hum incom theak earn kr sakty hain to fresh mind ka hona zrori hy.............
                         
                        • #597 Collapse

                          forex ko agar apnay sahe tarikay say analyz karna hay to us k liye fresh mind hona zarori hay,agar apka mind fresh nahe hoga to ap market ko kabhee bhee samajh nahe saktay or ap profit k bajaye loss mein chalay jatay hein.is liye forex work karnay say pehlay apka fresh hona bhee zarori hota hay.
                          • #598 Collapse

                            yes dear ma b es bat sy agree karta ho k forex trading ma jab b trade karo tu apna mind fresh rakho kiun k jab tak ap ka mind fresh nai ho ga tab tak ap koi achi trade nai kar sakhtye ho tu es k liya ap ko chaheya k mind fresh rakho.
                            • #599 Collapse

                              forex ma ak tareeke par mind fresh ho jata he ap apni trades close kar dete hen chahe profit ho loss forex mind fresh karna acha sabit hota hen loss ma ap tenshon le rahe hote hen or or bhi ghalat trade lagyen ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                yes !!!!! i am agree with you ye bat to must he k ap ka mind during trading fresh and cole hona chaye ,,trading krty wqat jald bazi mat kryn apne emotions pe grip kryn cole and fresh mind k sath dicision lyn or buht h carefully k sath trading kryn ,,,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X